ᑎᗴᗯ ᒪIᖴᗴ(VI)

962 160 66
                                    

Continued......

"Tumhare iss darr k bare mein aur tumhare peeth par jo nishan hain unke baare mein bhi."I said and noticed the colour draining from her face.

"Aisi koi baat nahi hain Mr.Singh hum bas andhere ki wajah se...."She stuttered.

"Jhoot nahi Haseena...dekho hum jaante hain ki tum humare saath abhi utni comfortable nahi ho ki humse saari baatein share Karo...par please I insist humein batao kya baat hai Jo tumhe aaj bhi itna darata hain... I'm your husband Haseena,I know humne tumhare saath
Kaafi bure bartaav kiye hain uske liye I'm sorry,please tell me what's the matter."I said.

She remained silent for some moment the started speaking...

"Aapko toh pata hain ki humare maa papa k guzarne ne baad hum apne Maami aur mamu k saath rahete the."She said and I nodded in affirmation.

"Maami ka ek bhai tha Jatin uncle,unka aksar humare ghar aana jana laga raheta tha..bohot acche the woh hum sabke liye chocolates aur dolls laate the.
Aise hi ekbaar woh ghar aaye,mama maami aur meri cousins ek shaadi attend karne Gaye the,aur humesha ki tarah hum ghar par the.Shaam ka waqt tha hum apne room mein baithkar padh rahe the jab lights chali gayi aur humne suna kisine humare room ka darwaza khola,since Maami ko pasand nahi tha hum room ka darwaza kabhi lock nahi karte the.Humne puccha ki kon hain toh Jatin uncle ne jawab diya ki woh hain hum dare nahi issliye woh humare paas aaye hain.Uss waqt humein bhanak Tak nahi tha ki woh humare saath aisa kuch karne wale the."She said and whimpered.

"Woh humare paas aakar baithe,kuch zyada hi paas itna ki humein uncomfortable feel hone laga issliye hum waha se uth gaye aur jaane Lage tab unhone humara hath pakda aur humein apne upar khincha.

Flashback....

"Uncle yeh aap kya kar rahe hain?"I said and tried hard to remove myself from his grip.

"Aise kaise chhod du...aaj toh finally mauka mila hain...jitni badi horahi ho utni hi khubsurat hoti jaa rahi ho tum."He said lustfully.

"Uncle yeh aap kaisi baatein karrahe hain please jaane dijiye humein...please chhod dijiye."

I requested but it fell into deaf years and started touching me at inappropriate places.But I was not going to give up so easily I somehow grabbed the bed side lamp and smashed it on his head causing his grip on me to loosen.

Flashback ends....

"Uske baad hum room se bahar bhage aur woh bhi humare picche bhage.Atlast hum bhagkar store room mein chhup gaye...2 ghante tak uss andheri room mein bandh the hum phir jab humne mamu maami ki aawaz suni tab hum himmat karke bahar nikle toh dekha ki Jatin uncle already humare baare mein unse shikayat kar rahe the.Maami gusse mein humari taraf aayi aur humein maarne lagi."She said controlling her urge to cry.

"Toh tumne unhe sach nahi bataya?"I asked.

"Bataya par usse unhe koi farq nahi padha....unki bhai ko chot lagi wahi badi baat thi unke liye aur bohot mara maami ne humein Phir kitchen mein chali gayi apne Bhai k liye khana garam karne...mauka dekhkar humne police ko call karne ki koshish ki,par kya kare sirf 14 saal k the na utne sayane nahi the toh pakde gaye...aur maami ne garam karchi se humein mara jiske nishaan aaj bhi humare pith par hai ."She said and whimpered.

I felt my heart breaking with every passing second,she had to go through so much in her life and yet she is so loving, compassionate and kind...indeed she is the strongest woman.

"Phir saza nahi mili uss jatin ko?"I asked cause if not I myself will punish him.

"Nahi...bhai k hostel se lautne k baad hum dono police station Gaye the chhupke par police walon ne humara case darz karne se mana kar diya kyun ki 6 mahine purani baat hain aur humara rape hua toh nahi tha...agar hojata toh shayad woh log step lete."She said with a sarcastic smile.

"Hum jaante hain yeh sab janne k baad aap humse aur bhi zyada nafrat karte honge par..."

"Soch bhi kaise liya tumne ki iss wajah se hum tumse nafrat karenge.Jo hua tha usmein tumhari koi galati thi hi nahi."I said.

"Phir bhi mamu maami sabne humein galat thaheraha...humne knee length frock paheni hui thi jis wajah se unhone apna control khoya..aisa hi kaha tha unhone humse."She said and broke into tears.I pulled her into my embrace and she hugged me like a baby and cried her heart out.I caressed her hairs and gently patted her back to calm her down,I scooted her closer in my lap and for first time kissed her head.

"Aap humse abhi jitna nafrat karte hain isse zyada nafrat toh nahi karenge na?"She asked like a baby.

"Hum tumse nafrat nahi karte Haseena...hum khud apne ateet se jujh rahe hain,hum nafrat nahi karte hain tumse Haseena."I said hugging her a little tighter.

"Sach mein?"She asked.

"Much mein."I said blinking at her assuringly.She rested her head on my shoulder and in sometime I felt her grip on me loosened,she was in deep sleep.I made her lie on the bed and covered her with the comforter and turned the lights off.

To be continued.....

Do vote and comment if you liked the chapter.
🌱Thank You.🌱

ANUSEENA-The Love We Share(Anuseena Shorts)✓Where stories live. Discover now