Chapter 161

752 51 15
                                    

The yacht came back to the jetty when Randhir held Sanyukta's hand and helped her to came down. He sent back the guards to mansion and went to the boutique to buy new clothes for the wedding. Sanyukta came out from the trial room wearing a red lehenga when Randhir's eyes just fixed on her. She was looking dead drop gorgeous on that red joda when Sanyukta's eyes also fixed on him. Wearing a white sherwani he was looking breathtakingly handsome.

"Let's go." Randhir said thus Sanyukta nodded positively and they went from there. They sat down inside the car when he stars the car.

"Randhir sabko aaise bina bataye chup chap se shaadi karna, kahi hum galat toh nehi kar rahe hain na?" Sanyukta asked nervously thus Randhir looked at her.

"Sanyukta hum ghar se bhaag kar yeah phir aapne family ke against jake shaadi nehi kar rahe hain. Hum bass shaadi ki rasmo ko ek baar phir se karne wale hain. But aagar humari family ko yeh baat pata chal gayi toh phir wo iss simple si baat ko vi complicated bana denge. So it's better ke hum kisiko kuch na bataye." Randhir said thus Sanyukta nodded positively when he gave her an assurance smile. Soon they reached at the temple and approached the priest of there.

"Achchha shaadi karni hain wo vi mandir mein, yeh toh bahut achchhi baat hain. Aap dono aapna naam waha par likhwa dijiye aur intezar kariye, thodi der mein aap dono ki shaadi karwa diya jayega." Pujari ji said thus both Randhir and Sanyukta agreed and went to the counter to give their name. Pujari ji was busy at the preparations of the marriage when suddenly chhote pandit ji came there.

"Namaste pujari ji, kaise hain?" Chhote pandit ji greeted him.

"Aare chhote pandit ji aaiye aaiye, kaise aana huya?" Pujari ji asked happily.

"Aare wo yajman Harsh Shekhawat hain na, unke waha shaadi tha toh phir aaj guru ji unke bete aur bahu ko aashirbaad karne jane wale hain. Toh bhagaban ko bhog charane aaye hain taki unko prasad de sake." Chhote pandit ji informed him.

"Yeh toh bahut achchhi baat hain, laiye dijiye." Pujari ji said thus chhote pandit ji handed him the necessary things for puja. He was about to go inside when his eyes fall on Randhir roaming around.

"Yeh ladka yeha par keya kar raha hain wo vi itni subha?" Chhote pandit ji asked curiously.

"Wo ladka toh shaadi karne aaya hain. Shayed anath hain issi liye mandir mein shaadi karna chahata hain. Bechara!" Pujari ji said with pitty.

"Koi bechara nehi hain, ek number ka badmas hain yeh ladka! Nahi anath hain aur nahi kuwara! Shaadi-suda hain yeh ladka." Chhote pandit ji informed him when pujari ji became shocked.

"Keya bol rahe hain aap, yeh ladka pehele se shaadi-suda hain?" Pujari ji asked shockingly.

"Haan sahi bol raha hu main pujari ji. Main iss ladke ko bahut achchhi tarha se janta hu! Yajman Harsh ki sabse chhota ladka hain yeh, lekin badmasi mein sabse aage, naam hain Randhir. Pichle saal hi isski shaadi huyi thi ek sushil kanya ke saath aur utna hi nehi uski ek putri vi hain, aabhi aabhi toh paida huyi hain." Chhote pandit ji informed him.

"Keya pehele se shaadi-suda hain aur patni aur ek putri ke rahte huye yeh dusri shaadi kar raha hain! Shiv Shiv! Sunna vi paap hain!" Pujari ji said pressing his ears.

"Pujari ji aap issko jane mat dijiye, main guru ji ko durbhash par sab kuch batata hu. Aab wohi bichar karenge isska." Chhote pandit ji said thus pujari ji nodded positively.

"Tujhe toh aaj sabak shikhayunga Shekhawat! Aabhi jake guru ji ko aur tere pitaji ko sab kuch batata hu!" Chhote pandit ji said in mind and went outside to call guru ji. Just when a shishya came there and approached pujari ji.

"Pujari ji mujhe na kuch gadbad laag raha hain! Wo jo ladka aur ladki aaye hain shaadi karne ke liye wo dono mujhe kuch thik nehi laag raha hain! Aur toh aur uss ladki ne sindoor aur mangalsutra vi pehena huya hain!" The shishya informed that when pujari ji almost froze there.

Second Love (Completed) Dove le storie prendono vita. Scoprilo ora