CHAPTER 53

395 50 37
                                    

The Shivgans along with gods searched the entire forest in the northern direction but couldn't find any child who matched the specific category given by Mahadev.

But soon they came across a newborn elephant, whose head was in the southern direction and the mother elephant was sleeping while the opposite direction.

"Yeh Gaj ka shishu Mahadev ke diye dishanirdesh ke anusaar hai !" Nandi said.

"Kintu Vinayak ke liye ek Gaj ka sheesh ?" Agnidev asked.

"Iss sampoorn van mei keval yahi ek hai jo Mahadev Dishanirdesh ke anusaar hai. Iska sheesh le jaane ke alawa humare paas koi maarg nahi." Indra said.

"Kintu jaise Mata Parvati putra ke vyogh mei sarvanaash kar rahi hai, iss gaj ki Mata bhi toh kupit hoke iss van ka naash kar sakti hai." Varundev said.

"Nahi Varundev. Navjaat Shishu ko Mata apne hridaye se laga ke rakhti hai aur ek kshan hetu bhi apne netro se ojhal nahi karti. Kintu yeh Gaj toh apne shishu ke viprit disha mei so rahi hai, pith dikha ke. Isse yeh pata chalta hai ki isne tan aur man dono se apne santaan ko tyaag diya hai. Apne santaan ke jeene ya marne se isko koi fark nahi padta." Suryadev said.

"Kintu iss navjaat Gaj ko ek Mata ke sneh ki awashyakta bhi hai aur adhikaar bhi. Iss liye iska sheesh le jana sabse uchit hoga jaha isse Jagat Mata ka prem milega." Indradev said.

"Uchit hai kaha aapne." Nandi nodded.

-----

Mata Parvati in the form of Adi Shakti was destroying anything that met her eyes. Her immense anger was uncontrollable until she heard a voice.

"Maa..." A familiar voice echoed in her ears.

"Mera Putra..." She muttered.

Assuming her saumya-roop she appeared again in Kailash looking here and there.

"Vinayak ? Vinayak ! Kaha ho tum putra ?" She asked and looked at everyone, some were smiling while some were in apprehension.

Mahadev gave her a smile and then stepped aside, showing Vinayak who now stood with the head of an elephant.

Mahadev gave her a smile and then stepped aside, showing Vinayak who now stood with the head of an elephant

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

He walked towards Mata Parvati who kept staring at him.

"Maa." He said. And that's when she picked her son up in her arms and hugged him.

"Mera Putra...." She sighed caressing his head.

"Mera yeh Naya swaroop kaisa laga Maa ?" Vinayak asked.

"Atyant Manmohak putra, atyant manmohak ! Itna Sundar roop hai yeh jisne ek kshan mei meri saari peeda dur kardi." Mata Parvati smiled.

Those who were in apprehension that whether Mata Parvati would accept her son in this form, sighed in relief. Well, after all she was his mother and he would be loved by her, no matter how he looks.

Vinayak then looked at the gods, sages and his father with joined hands.

"Meri udandata hetu aap sab mujhe kshama kar dijiye. Pitashree ne mera sheesh dhar se alag karke uttam karya kiya kyuki woh sheesh mal-buddhi wala tha. Jiske karan maine apne hi Pita ka, Devtao ka aur Gyaani Rishiyo ka apmaan karne ka paap Kiya." Vinayak said bowing.

"Tumhara Kalyan ho Vinayak." Mahadev smiled.

Seeing his new humble self, the gods were extremely pleased and gratified. Especially Mata Parvati.

"Putra, tum dhanya ho. Aaj mai tumhe vardaan deti hu ki sabhi Devtao se poorv tumhara pujan hoga. Tum pratham pujya kehlaoge." Mata Parvati said.

"Awashya. Vinayak sabhi Vighno ko harne wala hai aur sabhi karmo ke fal dene wala bhi. Sarvapratham isi ki puja ki jayegi uske pashchat humari." Narayan said.

"Aur yadi Vinayak ki puja na ho toh humari bhi puja safal nahi hogi." Amarsri said.

"Aur yadi humara pujan safal na ho toh uss anushthan se milne wale punya nasht ho jayenge." Srinav said.

"Vinayak Buddhi aur Gyaan ka data banega, iss liye mai isse apni Gansena ka Nayak ghosit karta hu. Aaj se Vinayak ko yeh sansaar Ganesh aur Ganpati ke naam se bhi sambodhit karenge." Mahadev said.

"BOLO GAURINANDAN GANESH KI JAI !" Everyone hailed.

□□□□□□□□□□□□□□□□□□□□□
A/N

Gajananam Bhoota Ganadi Sevitam,
Kapittha Jammbu Phala Charu Bhakshanam ।
Umasutam Shoka Vinasha karakam,
Namami Vighneshwara Pada Pankajam ॥

This tale is a classic example of how dads mess things up and fix by making an equal mess.... But they fix it nevertheless, and it becomes more cute U.U

HARIHARESHWARI 8 : MANAV-AVATARAMWhere stories live. Discover now