CHAPTER 3

510 66 27
                                    

Bali was quick to realise that the Brahmin in front of him was none other than his lord, his aradhya Bhagwaan Vishnu.

Bali came on his knees and put his mukut down. He joined his hand and looked at the supreme lord.

"Praan dekar bhi mai apna vachan purn karunga. Prabhu Vishnu, apna teesra pag mere upar rakh dijiye. Praano se mulyavan ab mere paas kuch bhi nahi." Bali said and bowed.

At that Vaman dev gently touched the feet of Bali with his feet, not even hurting him in the slightest.

"Tumhare vachan baddhata aur vyavahar se mai ati-prasann huya Bali. Asur hoke bhi tumhe sidh kardiya ki tum dev-tulya aur pujniye ho." Vamandev said.

The lord of the three worlds then came to his real form with 4 hands, one holding Sudarshan, one holding shankh, one holding gada and other holding a lotus.

Bhagwaan Vishnu stood in front of Bali with a pleased smile on his face, as the Asur king bowed in front of his aradhya.

"Aisi pavitra aatma ko mai apmaanit nahi karna chahta. Vaman-avatar ke roop mei maine swarg aur prithvi par apna adhikar kar liya hai. Tum patal lok par jaa ke ek dayalu aur nyaye priye Raja ke roop mei shaashan karo." Bhagwaan Vishnu said.

"Jaisa aap kahe Prabhu." Bali bowed.

"Mai tumse atyant prasann hu Bali. Jo vardaan maangna chahte ho maang lo." Narayan said generously.

"Hey prabhu meri keval 2 icchaye hai." Bali said.

"Nisankoch hoke maanglo." Bhagwaan Vishnu said generously.

"Prabhu, prithvi meri janm aur punya bhoomi hai. Iss liye har varsh keval do baar mai yaha punah aa saku, yeh meri iccha hai." Bali requested.

"Uchit hai. Dusra vardaan maango." Bhagwaan Vishnu agreed.

"Prabhu, ek bhakt ko bhagwaan ke alawa aur kya chahiye ? Mai chahta hu ki aap patal mei mere Mahal ke dwarpal baniye, jisse mai sadev aapke darshan kar saku." Bali said.

"Tathastu." Bhagwaan Vishnu blessed.

Now this was a matter of worry for all beings. If Bhagwaan Vishnu stays at Patal as Dwarpal then about Vaikunth and the entire universe ? Who will take care of it ?

Thus the gods went to Mata Laxmi for help, for who can bring back Narayan if not his Narayani.

"Mata, Pitashree ne toh vardaan de diya hai. Aur Bhagwaan vardaan se mukh nahi mod sakte." Amarsri said.

"Janti hu. Aur yeh bhi janti hu ki mujhe kya karna hai." Mata Laxmi said.

"Aap kya karengi Mata ?" Srinav asked.

"Wahi jo Narayan ne kiya, Shakti nahi Yukti ka prayog." Mata Laxmi smiled.

□□□□□□□□□□□□□□□□□□□□□
A/N

So Raja Bali comes on earth twice first is harvests of Onam and second is called Balipratipada, the 4th day of Diwali. In Gujarat it is celebrated as the new year called Bestu Varas.

HARIHARESHWARI 8 : MANAV-AVATARAMWhere stories live. Discover now