CHAPTER 17

436 53 128
                                    

"Hey Bhaktavatsala Aai.... Aapke putra Kartikeya ke naam se aapka ek naam Skand Mata bhi hai.... Yadi mujhe putra bola hai toh mera naam swikar kare Aai. Mai kritarth ho jaunga." Mumbaarak requested.

Mahadev smiled and came forward in his true form.

"Maa toh sadev apne santaano ke naam se jaani jaati hai. Aaj se Uma ka yeh Bhavani swaroop Devi Mumba ke naam se bhi jana jayega." Mahadev said.

"Mumba Aai." Mumbaarak smiled bowing.

"BOLO MUMBA AAI KI JAI !" Srinav said.

"MUMBA AAI KI JAI !" The rest hailed.

And hence this form of Maa Bhavani, Mumba aai was eternally established as the patron goddess of this region, which at one point of the future would be known by her name.

-- SWARGLOK --

Sumbh and Nisumbh conquered the heaven with twice the force and captured the Devtas who were caught off guard by the sudden attack.

On the esteemed Indrasan, now sat Sumbh with his feet up, disrespecting the sanctity of the throne. The rest of the gods gritted their teeth but couldn't do anything as they were tied up in Asuri Maya, and were unable to break free.

"Kaha hai swarg ki deviya ?! Apne Maharaj ka swagat karne nahi aayi !?" Sumbh said.

"NIRLAJJ ! APNE MUKH SE DEVIYO KA NAAM BHI NAA LE !" Indra roared.

"Chup ! Chup ho jao Indra ! Ab tum devraj nahi !" Nisumbh said.

"Devraj ke singhasan par baith kar swayam ko Indra samajhne lage tum !?" A voice boomed.

Everyone turned their heads to look at Indrani devi Sachi, coming towards them. The mouths of Asuras hanged open seeing her beauty and regalness.

"Toh tum ho Sachi ? Jitna suna tha usse adhik roopvati ho !" Shumbh chuckled looking at her up and down.

"DRISHTI AUR JEEBHA DONO SAMBHAL MURKH ! INDRANI HAI WOH !" Indra yelled.

"Indrani hai toh inka daitwa hai meri sewa karna ! Kyu ?" Sumbh said making the Asuras laugh.

"Arrey Nirlajj, tere jaise kai asur aaye the Swarg ke singhasan par adhipatya sthapit karne. Sabhi ko mrityu prapt huyi. Apne purvajo se kuch nahi sikha kya tum asuro ne ? Anand ata hai kya baar baar parajit hone mei ? Satya hai, Vinash jalaye viprit buddhi. Jab bhi tumhara annt pukarta hai tab tum Asur, swarg par adhipatya jamane aajate ho." Indrani said.

"Tuchh Nari ! Iss sansaar mei koi nahi jo hume parajit kar sake !" Nisumbh said.

"Nari ko tucch samajhne wale dusht, kya tum bhul gaye ki tumhare saathi Chand Munda ka sheesh ek Nari ne dhar se alag kiya tha ! Tumhare saathi Raktbeej ka sara rakt ek Nari ne piya tha ! Tumhare mitra Mahishasur ka bhayavaye bhi annt ek Nari ne hi kiya tha ! Aur ussi Nari ke haatho, ussi Para Shakti Mata ke haatho se tumhari bhi mrityu likhi hai !" Indrani said.

"Pravachan na do Indrani ! Aao aur mere nikat baitho ! Anyatha tumhe khich ke yaha laya jayega !" Sumbh said.

"Murkh ! Tera koi Asur mujhe kya, kisi aur devi ko sparsh bhi nahi kar payega ! Mujhe Vishwas hai apni Mata Adi shakti par ! Mai tumhe chunauti deti hu ! Yadi sahas hai toh lalkaaro unhe aur parajit karke dikhao !" Indrani said and walked away with her head high.

"Bhrata ! Uss Indrani ne aapka apmaan kiya ! Mujhe aadesh de, mai abhi uske kesho se khich ke aapke charno mei lata hu !" Nisumbh said.

"Nahi ! Uss Nari ne mujhe chunauti di hai ! Aur mai kabhi bhi chunautiyo se piche nahi hata !" Sumbh said standing up.

He stomped out of the throne room with Nisumbh and the rest of the Asurs following him behind.

The gods watched them leave and when the hall was completely empty they tried to break free from the Asuri bonds but failed. They were completely drained from their energy.

"Iss bandhan ke maya se humari shakti ksheen ho chuki hai Devraj !" Suryadev said.

"Hum yaha se nikalne mei asamarth hai !" Varundev said.

"Prayas karte rahiye devgan, hume yaha se kaise bhi nikalna hoga !" Indra said.

"Kintu kaise Devraj ?" Agnidev asked.

Suddenly they heard the sound of a peacock as a beam of energy hit the Asuri bonds and broke them, setting the devtas free.

Suddenly they heard the sound of a peacock as a beam of energy hit the Asuri bonds and broke them, setting the devtas free

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

"Kumar Kartikeya ?" The gods smiled in relief.

"Samaye vyarth na kare devgan, shigrah Mata ke sharan mei chaliye." Kartikeya said.

□□□□□□□□□□□□□□□□□□□□□
A/N

Fun fact - The city of Mumbai is named after Mumba Aai.

And for a moment can we appreciate the savageness of Indrani Devi Sachi ? Like she literally made those Asurs go to Mata Parvati and get themselves killed.

This is what I call diplomacy ! The art of telling people to go to hell in such a way that they ask for directions ! And we know Devi Indrani is clever in the ways of Diplomacy !

And Kumar Kartikeya to rescue peeps !

HARIHARESHWARI 8 : MANAV-AVATARAMWhere stories live. Discover now