CHAPTER 18

461 52 38
                                    

-- VINDHYACHAL --

The goddesses of Swarglok had gathered in the cave of Vindhyachal mountains, the eternal abode of Mata Shakti.

"Mata Vindhyavasini Kaushikk, kripiya Sumbh Nisumbh ka vadh karke sansaar ko unke atank se mukt kare, aur swarg par punah devtao ka adhipatya sthapit kare." Indrani said joining hands.

"Chinta mat karo putri, adharm chahe kitne bhi vardaan ke kavach pehen le fir bhi dharm ki shakti use bhed deti hai. Aaj Sumbh Nisumbh aur unki senao ka annt hoga." Mata Kaushiki assured.

She stood up from her throne, holding her trishul in one hand.

"Harihareshwari." She called, and the Hariharsuta appeared there with joined hands.

"Pranam Mata." Amarsri bowed.

"Putri, jab tak mai Sumbh Nisumbh ka vadh na kardu tab tak tum yaha reh kar inn deviyo ki suraksha sunishchit karna. Jisse mai bina kisi chinta ke paapiyo ko uchit paath padha saku." Mata Kaushiki said.

"Jaisi aapki aagya." Amarsri bowed.

The supreme mother smiled mounting on her lion and went outside the cave where the huge army of Asuras was waiting for their deaths. Sumbh and Nisumbh's jaw dropped seeing her divinity.

From up in the sky, Tridev, Kartikeya, Srinav and Indra were spectating the fight.

"Yeh sabhi Asur apne mrityu ko amantran dene aaye hai." Kartikeya said.

"Mata ke Kaushiki roop ke darshan karke bhi buddhi nahi khuli inki. Yeh murkh jagat janani par Kudrishti daal rahe hai." Indra said.

"Kyuki Harihareshwari ke Vikari swaroop, Devi Vaasna ka nritya ho raha hai inke man mei. Taaki inki buddhi aur bhrasht ho, aur inka annt samaye nikat aaye." Srinav said.

Listening to that both Kartikeya and Indra used their divine vision and were able to see the Vikari swaroop of Devi Vaasna dancing in the minds of Sumbh and Nisumbh, filling them up with lust.

"Adbhut Jiji." Kartikeya grinned.

"Aur itna hi nahi, unke mastishk ke upar Vikaari swaroop Devi Ahankara unhe aur bhramit kar rahi hai." Srinav said.

With their divine vision they could see sukshm roop of Devi Ahankara standing over the head of both Asuras.

"Itni sundar devi ke liye iss Trilok mei tumse yogya kaun hoga mahantam Asuro ?" Devi Ahankara put these arrogant thoughts in their minds.

"Uttam." Indra smirked seeing it.

"Aur unke kandho par Vikaari swaroop Devi Laalsa aur Devi Krodhagni bhi unhe bhramit kar rahi hai." Srinav said.

Both Kartikeya and Indradev with their divine vision saw small form of the Vikaari goddesses of greed and anger on either side of their shoulders.

"Yadi inn devi ko apna bana loge toh swarg kya ? 14 Lok tumhare ! Sampurn Brahmaand tumhara !" Devi Laalsa said.

"Kintu yeh devi toh hati hai ! Kaise purush ho ! Krodh nahi ata ? Bal ka prayog karo !" Devi Krodhagni said.

"Yeh sab Mata ki leela hai, jisse Devi Vaasna, Devi Ahankara, Devi Laalsa aur Devi Krodhagni ke vikaaro ke dwara Sumbh Nisumbh apne mrityu ko amantran de." Srinav said.

□□□□□□□□□□□□□□□□□□□□□
A/N

Aren't the Vikaari avatar of Amarsri so cool ? Mata ki Leela aur Vikaari swaroopo ke karan ab Sumbh Nishumbh apne mrityu ko amantran denge !

HARIHARESHWARI 8 : MANAV-AVATARAMWhere stories live. Discover now