CHAPTER 9

489 55 29
                                    

Earning the title of Gangadhar, Mahadev went back to Kailash. While the entire universe was rejoicing in that name, his universe wasn't.

Mata Parvati wasn't happy at all that Mahadev gave Ganga a place on his head, and because of that an argument broke out between the two.

"Uma, vivek se vichar karo. Kya tumhe lagta hai ki mai koi anuchit karya karunga ?" Mahadev asked.

"Aap kehna chah rahe hai ki aapke paas iss kritya ka koi spashtikaran nahi !?" Mata Parvati asked.

"Jab bhul hi nahi toh spashtikaran kaisa ? Mujhe apne kiye par na koi glaani aur na koi shanka." Mahadev said.

"Mahadev, mai aap pe avishvas nahi kar rahi. Kintu mai aapke nirnaye se sehmat nahi hu. Yeh karya karne se poorva aapne Mera mat kyu nahi jana ? Swayam akele nirnaye kaise le liya ? Aapne yeh nahi socha ki aapka yeh nirnaye humare sambandh ko kaise prabhavit karega !?" Mata Parvati asked.

"Gauri shaant hoke vichar karogi toh tumhe bhi mera nirnaye uchit hi lagega." Mahadev said.

"Prabhu har stree ki apne pati se kuch apekshaye hoti hai. Yeh baat smaran hai mujhe ki aap Shiv hai aur mai shakti, hum sarvagya hai aur Sarvayapi, parantu unn vyaktigat kshano mei sansaar ka koi sthan nahi. Woh kshan jab hum dono premi hote hai, waha sansaar humare madhya nahi aa sakta. Paristhiti vash aapne jo bhi kiya usse ek patni ke adhikaro ka hanan huya hai." Mata Parvati said.

The heat of their argument was being felt across the cosmos, even to Vaikunth and Chaitanya Lok.

"Dev, aisa pratit ho raha hai ki kuch anuchit hone wala hai." Amarsri said.

"Priye, iss sansaar mei kabhi kuch akaran nahi hota. Aur Mata Parvati jo bhi karengi uske piche koi lok-kalyan ka karan awashya hoga." Srinav said.

"Tatparya ?" Amarsri asked.

Srinav smiled and pointed down at earth to a community of fishermen and women, being terrorized by a daitya Mumbaarak.

"BHAVANI ! BHAVANI ! RAKSHA KARE BHAVANI !" They all called for help looking up in the sky.

"Aur itna hi nahi priye, ab waha Patal mei dekhiye." Srinav said.

Amarsri looked down at Patal and saw Sumbh Nisumbh definitely upto something to acquire the throne of Swarglok.

"Bina sansaar ko khatre mei daale Mata ko punah Mahakali ka roop dharan karna padega, iss karan unme dridhta aur ekagrata ka hona atyant awashyak hai, jaise macchawaro mei hota hai." Srinav said.

And it all started making sense to Amarsri as she looked back at Kailash seeing Mata Parvati and Mahadev.

"Hey Mahadev, iss krodh ke saath Mai Kailash mei nivas nahi kar sakti. Nakaratmakta se mukt hokar, dridhta aur ekagrata ke saath hi mai Kailash lautungi." Mata Parvati said.

"Jaisa tum thik samjho Gauri." Mahadev said sadly.

----

The headman of the fisher community, Sukarma, as always with his companions, was on the seashore to catch. But to his surprise, this time he found a basket floating with something wiggling in it.

Sukarma got hold of the basket and was shocked to find a little baby girl sleeping. She seemed as though she was the swaroop of Maa Bhavani, and indeed she was.

Finally, the goddess had listened to their prayers, Sukarma and his wife Medhavati were childless since long. And now they at last got a daughter.

"Matsyaa." Sukarma named, and hurried back home to show her to his wife.

□□□□□□□□□□□□□□□□□□□□□
A/N

BOLO MATA MATSYAA PARVATI KI JAI !

Bhagwaan aur Bhagwati ke har karya ke piche ek mahatwapurn udesh hota hai.... It's more than what meets the eye.... In straight words Sumbh Nisumbh aur Mumbaarak ki waat lagne wali hai U.U

HARIHARESHWARI 8 : MANAV-AVATARAMWhere stories live. Discover now