Aashiqui

726 112 71
                                    

Izhaar se nhi pata lagta,
Kisi ke Pyaar ka.
Intezaar btata hai ki,
Talabgaar kon hai!

Vhi intezaar jo Sameer kar rha tha apni Naina ko pane ke liye. Vhi intezaar jo Naina kar rhi thi apne Sameer ko bhula pane ke liye.
Dono ka intezaar alag alag tha par Mohabbat toh ek hi thi. Bichad ke bhi jo pass aa jaye vhi Mohabbat, durr rehke bhi jo kareeb aa jaye vhi Mohabbat, intezaar ke baad hi shi jo ek ho jaye..vhi Mohabbat; Sameer Naina ki Bepanaah Mohabbat.

In Bus
Sameer- Naina..tum chaho toh mere kandhe par sir rakh kar so sakti ho. Main bura nahi manuga.

Naina- Koi jarurat nhi hai, aur main kahan so rhi hoon.

Sameer puts his hand on her window side so that Naina's head does not hit it and she could rest easily.

Student(to Sameer)- Sir aap apne baare mein btaiye na kuch.

Sameer- Kya janna hai.

Student- Aap single hai?

Hearing that question, Naina opens her eyes and gives some strange looks to that student.

Naina- Aapko kya karna hai janke.

Sameer- Its Ok Naina, janne do curiosity ho rhi hogi baccho ki.

Naina(slowly)- Unse zyada curiosity toh tumhe btane ki ho rhi hai.

Sameer- Haan, unfortunately main abhi tak single hi hoon. Kya kare bhagwan ne achi ladkiyaan bnani hi bandh kar di hai.

Naina- Haan aur ache ladke bhi.

Sameer- Par main hoon toh.
Darasal mujhe ek special ladki ka intezaar hai.

Stueent- Matlab Sir.

Sameer- Socho na kitni khoobsurat ho jayegi zindagi, jab Dost, Mohabbat aur Humsafar teeno ek hi insaan bane. Mujhe bhi aisi hi ladki chahiye jo meri dost bhi ho, mohabbat bhi aur humsafar bhi.

Sameer secretly holds Naina's hand in his tight grip. And this time she does not even try to get her hand out from his grip.

Sameer- Shi kaha na maine Naina. Zindagi khoobsurat ho jayegi na.

Naina- Yeh toh mujhe nhi pata. Par tumhe zindagi ka asli matlab bhi pata hai

Sameer- Tum.
Meri liye zindagi, dosti, mohabbat aur humsafar sabka matlab tum hi ho.


Naina's VO
Seedha sa sawaal tha mera Sameer ke liye, ki zindagi kya hai tumhare liye. Usne "Tum" kehke meri bolti hi bandh kar di. Socha tha use Zindagi ka ek alag pehlu dikahyugi, use zindagi mein aage badhne ko kahugi par Uska jawaab sunne ke baad main usse kuch aur keh hi nhi payi.
Na jane kis tarah ka pyaar kar rhe the hum, jiske ho nhi sakte bas usi ke ho rhe the.

After a while Naina and many students sitting in the bus fall asleep. On the other side Sameer is just looking at Naina, perhaps he was admiring at his love that too with great love. He tucks some hair strand falling on her face behind the ear. May be he didn't notice it until the wind undid her hair. Sometimes Mother Nature can proves to be the best matchmaker.

𝐓𝐄𝐑𝐄 𝐋𝐈𝐘𝐄Where stories live. Discover now