Tum Dena Saath Mera

405 75 118
                                    

Har sajde mein,
Har nagme mein.
Har sawaal mein,
Har jawaab mein.
Har safar mein,
Har manzar mein.
Har unkahi baat mein,
Har likhe khayalat mein.
Tera zikr hai,
Ya tera itra hai,
Tera wajud hai,
Aur tu hi maujud hai.
Tu hai bhi aur nhi bhi,
Tera ehsaas hai, aur kumi bhi.

Do jahaan ke beech fark sirf ek saans ka hota hai, chal rhi hai toh yahan, ruk gayi toh wahan. Lekin phir bhi poori zindagi kuch na kuch pachtava humara peecha nhi chodta. Ek aisa hi pachtava hone wala tha Sameer Naina ko..jo maujud na hokar bhi humesha unke saath maujud rehne wala tha.

Nurse- Sir, ab toh aap Dressing karwa lijiye. Stitches bhi karne padege aapke haath par.

Sameee- Naina..theek..

Nurse- Sir, Anesthesia diya hua hai..thodi der mein hosh aa jayega.

After getting stitches on his hand, with thuddering heart, he slowly enters in her ward. He comes to her, and keeps caresses her face. Feeling his touch, she opens her eyes and smiled softly.

Sameer- Ab bhi dard ho rha hai kya.

She shook her head And held his bandaged hand.

Naina- Yeh tumhare haath par patti kyu bandhi hai.

He just shook his head, avoiding eye contact with her.

Naina- Sameer..

Sameer- Tum aaram karo Naina. Main bahar hi hoon.

Naina- Ab toh sab theek ho gaya na. Phir kahan ja rhe ho.
Apni beti ke pass bhi nhi rukoge. Main bhale na shi, lekin tumhari beti ne toh tumhe vhi pehle wala Sameer bana diya. Lagta hai apni beti se mujhse bhi zyada pyaar karte ho. Haina.

Sameer- Beti nhi..Beta.. Naina..beta tha humara..

Naina- Tha..tha matlab..

She left his hand and clutches the sheet in her fist. Keeping the other hand on her stomach, she felt nothing this time.

Naina- Ma..main.. main mehsoos nhi. Sameer..main mehsoos kyu nhi kar pa rhi apne bacche ho. Bolo na..theek hai na woh. Ek baar keh do Sameer..humara baccha. Doctor ne kaha tha uska khayal rakhna. Aur ab se main uska poora dhyaan rakhugi. Tum bhi rakhna. Hum dono milke rakhege. Jo hona tha ho gaya. Ab se use koi taqleef nhi..

Sameer- Nhi bach paya. Mar gaya. Mar gaya humara baccha..Naina. Tumhara Miscarriage..

He broke down, and sobbed clutching her hand, but she removes her hand from his tight grip. And turned her face to other side.

Sameer- Naina..

She didn't respond, just screams at the top of her voice.

Listening to her loud voice, Nurse came running to them. Seeing Naina's anxiety, she gives her another injection, making her fall into slumber.

𝐓𝐄𝐑𝐄 𝐋𝐈𝐘𝐄जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें