Luka Chuppi

253 54 54
                                    

Sab kuch na kuch kehte rahe,
Hum bina aawaaz ke
sunte gaye.
Jo hisse mein mil gaya humare,
Hum bina sawaal ke
chunte gaye.
Khwaab bhi aaya magar jhoothi khushi ka,
Hum bhi bina hosh ke
bunte gaye.
Kabhi aayega zindagi mein sukoon humare,
Bas is soch mein khud ko
bhunte gaye.

Kehte hai ache waqt ko dekhne ke liye..bure waqt ko jhelna padta hai aur us bure waqt ki zindagi mein bhi koshisho ka saath nhi chodna padta hai, kyuki gucche ki aakhri chabhi bhi toh taala khol sakti hai. Aur ek aise hi waqt ki chabhi ki talaash mein the Sameer aur Naina.

Naina struggles to get up from the road, and goes towards the other end where blood was splattered all around; her daughter's blood. And otherside Sameer was choked as his whole world shatteres in a moment before his eyes. His trembling hands touches the blood oozing out from his daughter's body. Keeping her head on his lap, he strokes her gently.

Sameer- Princess..dekho Papa aa gaye hai aur abhi sab sahi kar dege..haina.

Naina- Maina..khoon..
Sameer.. Meri beti.. Yeh kuch bol kyu nhi rahi.

Prem- Mumma..Naina-Maina ko kya hua hai. Use kaho na eyes open kare apni. Aur yeh itna blood kyu aa rha hai..Mumma, Papa batao na.

Naina- Hospital..Sameer..Maina..

As Naina tries to touch Maina, Sameer held her close covvering in his arms, and not letting Naina touch her. Lifting her, he drove her to the hospital.

Naina's VO
Meri zindagi ka sabse bhayanak manzar tha woh. Aur sirf mere liye hi nhi, shayad duniyaa ki har Maa ke liye..apni hi aankhon ke saamne apne hi bacche ka khoon dekhna, isse zyada dard ek Maa ke liye ho sakta hai kya. In fact ek Baap ke liye bhi. Kaisa lagta hoga us zindagi ko ujadta dekhna jisko humne zindagi di thi, jiski zindagi ko humne din raat seencha tha, jisse humari khud ki zindagi thi. Ab kuch ehsaaso ko alfaaz bayaa nhi kar paate..aur yeh zakhm vhi ehsaas the.

At Hospital
Maina gets admitted into the Operation Theatre for the Surgery. Whilst outside the OT, a broken
Sameer kept staring the closed doors and that's when he felt something in his pocket; Maina's small notebook that she forgot to take with her that dat. He just opens it, traces the words written on top of the cover page 'Maina Maheshwari Class - First'. As he started turning the pages, smiled a little looking at his daughter's not so good handwriting, and stops at one particular page titled as Essay on My Father.
"My father is my Superhero, my real hero. He is the best person of my life. He is very tall and handsome as well. He brought many gifts and sweets daily for me. He takes me for picnic every Sunday. He tells me interesting bedtime stories and alos sang songs for me. I Love my Papa so much because he is the best father in the world."
On reading such words, he can't control himself, and sobs hard clutching that small notebook against his chest, remembering the best moments he spent with her.

Flashback
Sameer- Dhund liya.

Both father and daughter were playing the game of Hide and Seek on one evening, when Sameer finds her under the study table, and then her head got hurt a little while coming out from there.

Maina- Aah..Papa bahut zor ke lagi mujhe..

Sameer- Is Table ki toh aisi ki taisi. Isne meri Princess ko maara.

He slaps the table, making his Princess giggles on his act.

Sameer- Chalo ab Papa aur Princess dono Park jayege..aur wahan kya kya karege.

𝐓𝐄𝐑𝐄 𝐋𝐈𝐘𝐄Kde žijí příběhy. Začni objevovat