Dhadkan

197 43 76
                                    

Kaho jo kehna hai,
Dekho shaam dhale ja rhi hai.
Waqt toh lekar aaye ho tum,
Lekin shayad baatein
khatam hue ja rhi hai.

Kehna bahut kuch hai
tumse magar,
Har dastaan meri aankhein
suna rhi hai.
Manzil toh ek hi thi humari,
Par aaj raahe badli ja rhi hai.

Nazre chura rhe ho lekin,
Meri nighayein tumhe hi
bula rhi hai.
Mohabbat purani hai humari,
Tabhi toh behisaab
hue ja rhi hai.

Aur yeh kya dekhe ja rhe ho ghadi tum lagataar,
Mulaqaat aakhri hai..bas isiliye waqt laga rhi hai.

Jaise har mitti ki gullak ke naseeb mein sikko se bharna nhi hota..kuch waqt se pehle hi phod di jaati hai; usi tarah kuch pyaar karne walo ke dilon ki qismat mein dhadkano ka humesha dhadakna nhi hota..kuch waqt se pehle hi ruk jaya karti hai. Sameer aur Naina bhi dil aur dhadkan jaise jude hue the, ek dil ka dhadakna..duje dil ko chalane ke liye jaruri tha.

As soon as Naina listens to the song that was playing in the background on the Radio, she puts her pen down and closes her diary. It has been rightly said that metaphorically songs are the language of love.

Tere bina zindagi se..
Koi shikwa toh nahi,
Shikwa nahi.
Shikwa nahi.
Tere bina zindagi bhi..
Lekin zindagi toh nahi,
Zindagi nahi.
Zindagi nahi.

Kaash aisa ho..
Tere kadmo se chun ke manzil,
Chale aur kahin..door kahin.
Tum gar saath ho,
Manzilo ki kumi toh nahi.
Kumi toh nahi.

Jee mein aata hai..
Tere daaman mein
sir chupa ke hum,
Rote rahe..rote rahe
Teri bhi aankhon mein,
Aansuon ki numi to nahi.
Numi toh nahi.

Naina(to herself)- Kisi ke chale jane se zindagi se shikwa bhale hi na jata paye, par woh zindagi bhi toh pehle jaisi kabhi nhi ban paati.
Aur yeh sab main kahan keh rhi hoon, yeh toh yeh gaane ke bol keh rhe hai. Tumhara favourite song..Sameer.

Resting her back against the chair, she remembers all those moments that she didn't want to remember. But those moments played like a reel behind her closed eyes in such a way that her eyes couldn't hold the pain attached with those times.
However, she finds a way to get a path to her world. Again, with courage she opens her diary filling the empty pages of it by reminiscing all those memories.

Flashback starts.
In the middle of night, Naina tried to shift when find herself locked in Sameer's arms. While trying to come out of his grip, his hand just falls like of a lifeless person or perhaps her everything fell apart. She just couldn't breathe in that moment.

Naina- Sameer..

She shakes him once.. twice.. thrice, but he doesn't respond. She begged him, while trying to find a pulse in his neck. For her, it's very hard to face the truth, the truth that comes with the absence of the person who is very much alive a few moments back. But then, the sound of his heartbeats had comforted her the next minute.
Through ambulance, she takes him to the Hospital, muttered throughout the way only a word, 'Please'.

𝐓𝐄𝐑𝐄 𝐋𝐈𝐘𝐄जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें