"Haan haan puttar, Badar Saeen ka bhi maloom hai mujhay, tum batao masla kya hai?" The woman softly asked out.

"Ammi, Bhai nay b Hassan say baat ki hai, wo keh rahay hain kay ab bhabhi ki sehat bhi behtar hai tau iss liye bhabhi zaroor ghar ka chakar lagana chahay gi, aur sach puchay tau mujhay bhi mera wapis chalay jaana hee munasib lagta hai, kya yeh sahi hoga?" She was in a turmoil.

"Arey, agar aisi baat hai tau zaroor jao, wo bechari bachi kis tarah un anjaan logon kay darmiyan rahay gi? Zahida understood the situation right away.

"Heina? Mujhay bhi bus yehi pareshani thi, Bhai kay maslay ki wajah say bhi bhabhi pehlay hee bohut stressed hogi, ghar mein bhi koi masla na hojaye, Hassan nay bhi issi baat ko behtar samjha"

"Haan tau aapko kisi ki ijazat lenay ki zaroorat nahi hai puttar, aap jab dil karay jao, aur jab dil karay yahan apnay ghar wapis aajao?" Zahida spoke out whole heartedly and Falak sent a beaming smile towards her.

Hassan was on a call when he entered the frame, a smile slid on his face immediately as he saw his wife hug his mother.

He ended the call and called out, "Arey Ammi, aap ki tabiyat kesi hai ab?"

"Bus meri jaan, thora sa maiday mein jalan hoti hai, lekin meri bahu mera bohut khayal rakhti hai tum fikar mat karo!" Falak sent a mocking look towards Hassan.

"Acha? Tau apni pyari si bahu say green tea banwa lay? Aap kay dard mein kami aajaye gi?" He dragged a chair towards them and settled on it.

"Kyun? Wo masoom kyun banaye? Tumhay kya zehmat hoti hai?" Zahida piqued a response.

"Nahi nahi ammi, aisi baat nahi hai, mein khud bana laati hun, mujhay koi masla nahi!" Falak got up instantly.

Zahida tried protesting but Hassan interjected, "Ammi, green tea mein konsi itni science hai, bana laye gi, waisay bhi jinko nashta har roz itna acha banana aata ho, unkay liye yeh itna sa kaam konsa mushkil hai?"

A teasing smirk settled on Hassan's face as he toyed with Falak.

"Tau? Bohut achi green tea bananay aati hai mujhay acha na?" Falak was pressed.

"Yeh tau bohut fakhar ki baat hai, bhaye phir meray liye bhi mazedaar si chai bana laye?" His eyes held a glint, as if provoking her to refute,

But Falak wasn't ready to back down easily, "Aisi chai banao gi kay uskay baad kisi aur ki chai peenay ki chah baki hee nahi rahay gi, aap dekh lena Hassan, lekin pehlay ammi kay liye kehwah bana lau!"

Falak didn't stay after speaking and quickly sauntered out of the room.

❏ ❏ ❏

The girl was pissed.

She had checked every cabinet of the kitchen but the green tea bags were no where to be found.

"Uff Allah, kya karu gi mein ab?" She whispered to herself. She was busy in contemplation and cursing Hassan for his stupid demands when her phone beeped with a notification.

It was Hassan.

"Sabz patti neechay walay cabin mein hai ... nahi banti tau beshak meri help ley lay?"

ISHQ ZAATWhere stories live. Discover now