Chapter 19

150 17 47
                                    

Next day:

Hastinapur:

Duryodhan was in Shakuni's chamber. Angraj Karna and Dushasan were also there with him.

"Kya yojna hai, mamashri.", Duryodhan asked, knowing very well, that Shakuni must have a plan.

Shakuni told them the plan, and they all agreed, completely unaware of the fact that someone has heard their plan.

.

Dwarka:

"Pranipat Dwarkadhish. Pranipat Mata.", Uddhav bowed in front of Krishna and Jambavati.

"Kalyan ho.", they blessed.

"Dwarkadhish, hum aapse Atmika aur Shivali ke swayamvar ke vishay mein baat karna chahte the.", told Uddhav.

"Swayamvar? Kintu Uddhav ji, Atmika aur Shivali abhi toh kanyavaas se lauti hai, kuchh din toh unhe hamare saath rehne deejiye.", said Jambavati.

Krishna chuckled, hearing the words of his beloved. For Jambavati, Atmika, Shivali and Aradhya has always been like her own daughters. Her motherly heart wasn't yet ready to send the girls anywhere again.

"Kintu priye, ye nirnay toh Atmika aur Shivali hi le sakti hain. Uddhav ji, aapne unse baat ki", asked Kanha.

"Abhi nahi, Dwarkadhish.", told Uddhav.

"Koi baat nahi. Hum unse swayam baat karenge.", told Kanha, smiling.

Hastinapur:

Duryodhan went to Dhritrashtra's chambers according to the plan. Finding Dhritrashtra alone, Duryodhan paid him homage. Dhritrashtra blessed him.

Then, he said- "Pitashri, Hastinapur ki praja Yudhishthir ko raja banana chahti hai. Kintu yadi aisa hi chalta raha, toh humein toh kabhi rajya nahi milega. Isse pehle bhi aapke netraheen hone ke kaaran aapko aapke adhikar se vanchit rakha gaya tha. Punah wahi hone wala hai, ise rok leejiye pitashri.", said Duryodhan.

"Kintu putra. Hum kar bhi kya sakte hain? Praja ke hriday mein Yudhishthhir ne apna sthan bana liya hai. Pitamah bhi Yudhishthhir ko hi raja banaana chahte hain. Mujhe toh koi marg hi nahi dikh raha.", told Dhritrashtra.

"Chinta na karein, pitashri. Maine sab vichar kar liya hai. Hum praja ko dhan aur maan dekar apni ore kar lenge. Abhi toh Rajkosh hamare paas hi hai, aur mantri bhi hamari hi ore hain. Iss liye aap Pandavo'n ko bhi Varanavrat bhej sakte hain. Ek baar mai raja ban jaaun, uske pashchat voh kabhi bhi waapas aa sakte hain.", told Duryodhan, smirking.

"Kintu putra, Pitamah Bheeshm, Guru Drona, Mahamantri Vidur, ye log kabhi nahi maanenge.", told Dhritrashtra, worried.

"Aap vyarth chintit ho rahe hain, pitashri. Pitamah hamesha ki tarah, kisi ka paksh nahi lenge. Aur rahi baat Guru Drona ki, toh Ashwatthama meri ore hai, aur Guru Drona apne putra ka hi saath denge. Kulguru Kripacharya bhi vahi paksh lenge, jis paksh mein Guru Drona aur unki priy behan ka putra, Ashwatthama hai. Aur mahamantri Vidur bhale hamara saath nahi denge, kintu hamare vipaksh mein bhi nahi jaayenge, kyunki unka jeevan hum par hi aadharit hai.", Duryodhan explained.

Dhritrashtra was convinced after hearing Duryodhan, and agreed to send Pandavas to Varanavrat.

.

.

"Kahan khoyi hain, Yadav kumari.", said someone, breaking Subhadra's trance. She turned behind to find Suga standing there, smirking.

"K... kahin bhi toh nahi. Vaise, tum yahan kya kar rahe ho.", asked Subhadra.

"Kuchh nahi. Bas Rajkumar Arjun apne gurukul ki kathayein suna rahe the.", told Suga.

"R... Rajkumar Arjun.", said Subhadra, her cheeks, a dark shade of red, when she saw Arjun coming towards both of them, dressed up in white Angvastram and Dhoti, looking as handsome as ever.

"Pranipat Yadav Kumari.", Arjun greeted.

"Pranipat Rajkumar.", Subhadra greeted back.

Suga smirked, seeing the blush on Subhadra's cheeks, and excused himself from there, leaving the two of them, alone.

.

.

Manavi was sitting in her chamber, holding Jungkook's armlet, a beautiful smile resting on her face. She vividly remembers that day, when she saw him for the first time. On that day, when she went to the garden to practice archery. She was a good archer, after all, she has put a lot of hard work in shaping her skills.

So, she was plucking mangoes from the tree with her arrows, when she heard the sound of laughter. She didn't like anyone disturbing her during this time. Also, she wasn't really fond of new people. So, she hid behind a tree to avoid these uninvited guests. But, the person who came in her view was so ethereally breathtaking to her heart, that she couldn't help but wish to gain his attention. 

It wasn't the first time that she has seen a handsome man, but no one was able to make her feel the way this stranger did. So, she took an arrow, and targetted his armlet. 

She chuckled, thinking how foolish she behaved, but was also grateful to her foolishness, seeing the beautiful armlet in her hand, a reminder... of him.

.

.

"Gandhar naresh ki jai ho.", said a spy, coming inside the chamber.

"Kuchh pata chala.", asked Shakuni.

"Ji nahi, Maharaj. Ye log Aryavart ke kisi Rajvansh se nahi hain. Yahan tak ki kisi bhi rajya mein inhe koi nahi jaanta. Dwarka aane se poorva inki koi pehchan nahi. Ye saato'n baalak apne aap mein ek rahasya prateet hote hain, Maharaj.", told the spy.

"Thik hai, tum jaao.", told Shakuni.


"Ye aapki kaun si nayi chaal hai, Vasudev.", asked Shakuni, to no one in particular.

", asked Shakuni, to no one in particular

Oops! Această imagine nu respectă Ghidul de Conținut. Pentru a continua publicarea, te rugăm să înlături imaginea sau să încarci o altă imagine.
Kaal ChakraUnde poveștirile trăiesc. Descoperă acum