29

430 92 37
                                    

Princess Meerab entered her father's official room and sees his worried face.She asked;

"Kiya hua baba sab thik hai?"

Khan Murtasim pasha said;

"Humare sarjamin ke kuch hisse mein jo ger musolman rehta hai waha bomb mara gaya hai."

Princess Meerab widens her eyes and said;

"Allah sab khairiyat ho?"

Sultan looks at her and said;

"Allah ka shukar hai woh log sirf jakhmi huye hai koi mara nahi gaya."

Khan Murtasim pasha said;

"Isse pehle Sahabuddin se koi malumat hasil karte aur hum koi aitabari tadabir karte usse pehle hi yeh dhamaka ho gaya."

Princess Meerab thinks something and said;

"To yehi woh dhamake ki bare mein Sahabuddin ne zikr kiya tha.Iska matlab iske piche woh Hechler ka hath hai.Yeh log itne gire huye kaise ho sakte hai humare riyasaat ko nuksaan pouchane ke liye masumo ko nuksan poucha rahe hai.Lanat hai aise badbakht pe."

Sultan sighed and said;

"Dhamaka bhale hi usne kiya hai lekin saboot humere khilaf hai."

Princess Meerab tried to understand his words and said;

"Hum kuch samjhe nahi."

Sultan said;

"Hechler ke pas ek aise dastabejat hai jaha yeh likha hua hai waha bomb marne ke hukm denewala humare ek pasha hai jo humare kehne pe yeh kiya hai.Aab woh chahta hai agar hum na chahe yeh baat duniya ke samne aaye to humare watan ka kuch hissa unke riyasaat ke naam karna hoga."

Princess Meerab gets shocked and said;

"Yeh hukm denewala pasha hai kon?"

"Tevfik pasha."

When Sultan utter this name,then Tehsin pasha enters the room and says;

"Sultan Tevfik pasha ko  kuch sipaji ne giraftar kar liya hai.Woh mehel ke taraf aane hi wale the lekin unka sawari rukke unhe kaha gaya hai Sultan ki hukm se woh log unhe giraftar kar rahe hai.Unke ghor sawar ne yehi bataya mujhe."

Khan Murtasim pasha said;

"Iska matlab Tevfik pasha ko yargamal banake woh dastaghat liya gaya hai ya phir woh khud Hechler ki sharayekdar hai.Agwa mahej ek natak bhi ho sakta hai."

Sultan looks at them and said;

"Dekhte hai pasha Tevfik pasha Hechler ke sath is khel ka koi hissa hai ya phir sach mein unhe yargamal banaya gaya ho."

Khan Murtasim pasha said;

"Hum Sahabuddin ke sath rabta karne ki koshish karte hai."

__________________________________

Princess Meerab waited for Khan Murtasim pasha in his official room.He comes to the room and Princess Meerab asked;

"Kuch malumat hasil huye?"

He nodded his head and said;

"Us sipahi ka pata mil gaya.Woh har shym ko ek jaga jata hai wohi se pakrunga use.Phir wohi hume Tevfik pasha tak pouchaiga."

Princess Meerab said;

"Ihtiyad se jana."

He kissed on her forehead and left from there.

__________________________________

Sultan called Hechler to his official room and he said;

"To aap ne kiya socha woh jamin hume denge yaa yeh dastabejat mein akbar mein de du Sultan e Muazzam."

Sultan looks at him and says to Tehsin Pasha;

"Tevfik pasha ko bulai."

Tevfik pasha enters the room and Hechler looks at him and says;

"Tevfik pasha riha ho gaye."

Sultan said;

"Sirf pasha hi riha nahi huye unke dastagatshuda dastabejat bhi humare pas aa gaye."

Hechler surprisingly looks at the paper and Sultan and says;

"Jitna bhi mehnat karle humare sarjamin ko humse chinne ke liye akhir mein har aap ka hi hoga.Jab tak mein jinda hu apni musolman ki jamin ka ek bhi tukra kisi ger ko nahi dunga.Kabhi nahi.Akhirat mein humare hisab lagega agar hum unke aziyat ka behes bane to.Kyun ki mazlomo ki dua Allah foran sun leta hai.

Hechler left from the room and Tevfik pasha said;

"Maf kijiyega Sultan.Hum par tashaddud kiya gaya aur hum majbur ho gaye us mein dastaghat karne ke liye."

Sultan said;

"Allah ka shukar hai hum aap ko dhund paye.Khan Murtasim pasha waqt mein aap ko bacha liya.

After Tevfik pasha left from the room,Princesses Meerab entered there and said;

"Hechler ka shikast khata chehra dekhne layek tha.Woh kabhi soch hi nahi payega uske sifarat khane se yeh dastabejat aap tak aaya kaise?"

Khan Murtasim pasha said;

"Is mamle Sahabuddin ne kafi madad ki humara.Pehle sifarat khane mein aag lagai phir hum aag bujanewale logo ke bich ghuskar yeh dastabejat hasil karne mein qamiyab huye.Is mamle se yeh baat bhi sabit hua hai shayed Sahabuddin sudhar chuke hai aur woh sach mein riyasaat ki khidmat karna chahta hai."

__________________________________

Khan Murtasim pasha meet Sabahuddin and he asked;

"Aab batau Hechler ka agla hadaf kiya hai?"

Sabahuddin said;

"Woh ek safir ko qatal karanewala hai aur uske zimmedari Sultan ko thehrayega.Woh qatil kuch hi din mein yaha aa jayega."

Khan Murtasim pasha narrowed his eyes and said;

"Jo keh reho ho durust to hai na?"

Sabahuddin said,

"Bilkul durust hai pasha.Hechler apni shikast ko maan hi nahi paa raha.Aur haal mumkin kosish karega riyasaat ko nuksaan poucha ke Sultan ko takht se utar sake.

Khan Murtasim pasha said;

"Thik hai tum jao.Agar kuch ahem khabar masul hui to hume ittela jarur karna."

__________________________________

Khan Murtasim pasha discuss this plan to Sultan and he said;

"Aab hum kya kare Sultan?"

Sultan looks at them and says;

"Yeh accha mauka uska mansuba mein use hi fasane ka.Ek mansuba Hechler ne banaya aur ek hum banaiyenge pasha.Aisa mansuba jiske baad hum Hechler ko jindan mein dal sake."

𝙎𝙐𝙇𝙏𝘼𝙉𝘼𝙏𝙀Where stories live. Discover now