27

352 102 63
                                    

Princess Meerab entered the room of Prince Abdul Kader.He was reading some chit when Princess Meerab entered.He hides it immediately and she says;

"Hum aap ko yeh kehne aaye the hume aap par fakhar hai.Aap ne woh kam kiya jo bator sehzade aap ko zeb deta hai.Na ki aap ne Zalman ke khilaf sabot ikhatte kiye uske sharayekdar Zuluflu pasha ko bhi gaddar sabit kiya.Bohot khob Abdul Kader."

He said;

"Shukriya Meerab.Humne wohi kiya jo hume thik laga."

She looks at the chit and says;

"Lekin itni sari malumat aap ko mila kaha se?"

He said;

"Ek jasos ke bator hume yeh khabar masul hota gaya.Hum use mile aur woh hume Engineer Gustav yani ki Zalman ki sacchai se taruf karwaya phir kuch sabot diye.Aur yeh sab dastabejat hum baba ko de diya.Zalman ke khilaf jo mukaddama chalaya gaya woh saboot waha kam aaya."

"Beshak woh ek maher jasos hai yeh khabre aap ko deta gaya.Lekin hum soch rahe hai jasos o ki sarbara to Khan Murtasim pasha hai to unke bajai woh khabar aap ko kyun bheja."

Abdul kader thinks and says;

"Woh hume nahi pata.Woh khufiyan khat ke zariye humse rabta kiya aur sabot deta gaya.Hume usse masul huye sabot se wasta tha usse nahi.Izazat chahte hai sehzadi hum jaldi mein hai."

Princess Meerab left from the room but she hides somewhere.When Abdul Kader left from his room,she entered and searched the chit.

After finding many places she finally found and opened the chit.

It was written;

"Bhai humse is pata pe miliye bohot jaruri hai."

Princess Meerab thinks to herself;

"Abdul kader kisse milne gaya hai?Aur kon hai jo inhe bhai kaha hai?Kya hum yeh baba ko dikhai lekin agar kuch nahi mile to khamakha hum baba ko pareshan karenge.Kya hum unke takub kare?Nahi pichli baar humne aisa kiya tha aur baba bohot naraz ho gaye the humse.Hum Murtasim ko batate hai is bare mein."

She comes to Khan Murtasim pasha's room but he didn't present here.She left the room and meet with Mehmod pasha and said;

"Pasha phupa aap ne khan Murtasim pasha ko dekha hai?"

He looks at her worried face and says;

"Woh kuch jaruri kam se mehel se bahar gaye hai.Sab thik to hai beti?Aap pareshan nazar aa rahi hai."

She thinks and narrates the matter to Mehmod pasha.He listen whole matter and said;

"Hum abhi muhafiz ke sath is pata pe jate hai.Sehzade Abdul Kader logo ki baton pe bohot jald aa jate hai.Ummed hai woh jo koi bhi ho unko in sabot ke badle kuch manga na ho aur woh koi musibaat mein na ho."

"Hum bhi ayenge aap ke sath."

He thinks and takes her with him.

They take a different route and reaches that place before Abdul Kader.They watch over him from afar.He meets with man and it's seems from the back,he is Sahabuddin.Princess Meerab triggers her gun and said to herself;

"Agar aaj yeh sabit huye yeh admi se aap mil rahe hai woh Sahabuddin hai aur aap phir se iski baton pe aake koi bewokufi ki to aap dono ko mujhse koi nahi bacha sakta."

Mehmod pasha said;

"Chale Sehzadi unke pas chalte.Hum dono alag disha se unke samne jayenge.Muhafiz bhi mohtad hai agar kuch hua to woh aa jayenge."

𝙎𝙐𝙇𝙏𝘼𝙉𝘼𝙏𝙀Where stories live. Discover now