14

350 101 53
                                    

Mehmod pasha called Princess Meerab from behind and asked;

"Mehel mein honewale wakiyat ke bare mein kuch malum hai aap ko beti?

Princess Meerab narrowed her eyes and asked;

"Kuch hua hai kya pasha phupa?"

He said;

"Aaj dusre mulk ki safire sultan se milne aaye the.Unke pas fouz mein istemal honewale khufiyan nakshe the.Unka kehna yeh nakshe unki mulk mein honewale jang ka agaz hai.Aise mein woh sultan ko do hi raste apnane ke ikhtiyar dete hai.Ek unke mulk mein humare awam ke hukuk ka hifazat nahi kiya jayega ya phir mohor laganewala pasha unke supord kiya jai.Agar sultan ne pasha ko unke hawale nahi kiya to unke sath humara jitna bhi taluk hai woh khatam ho jayega aur unke mulk mein humare awam ke sath jo hoga uski zimmedari Sultan ki hogi."

Princess Meerab was listening to him with attentiveness and she asked;

"Mohor par kis ke nishan the pasha phupa?

"Naam sunenge to aap heiran reh jayenge Sehzadi.Phir bhi aap janna chahte hai to sune nakshe par mohor lagane wale pasha ka naam hai Khan Murtasim pasha."

Princess Meerab gives him a shocking expression and said;

"Yeh nahi ho sakta.Khan Murtasim pasha aisi harqat kabhi nahi karenge.Woh riyasat aur sultan ke wafadar hai.Yeh to aap ne mujhe kaha tha unki wafadari ke age Tehsin Pasha ki wafadari bhi kam par jata hai."

"Yeh baat to bilkul durust hai.Sultan ne bhi is baat pe yakeen nahi kiya.Unhone un safire ko Khan Murtasim pasha ko dene se saf inkaar karke bola hai woh mahej ek pasha nahi hai balki unke liye bilkul unke aulado ki tarha hai.Ek baap kabhi apni bete ko dusre ke hawale nahi karenge."He said to her.

Princess Meerab nodded her head and take permission from him and go towards Sultan's official room.

Princess Meerab entered the room and heard Khan Murtasim pasha said to Sultan;

"Sultan aap hume unki hawale karde warna yeh log unke mulk mein mojud humare masum logo ke sath zaidti karenge."

Sultan looked at him and said;

"Ek baap kabhi apne aulad ko tanha nahi chorta pasha."

"Lekin Sultan unke dhamki bohot sangin hai.Agar unhone humare sath dostana talukat khatam kar de te unke mulk mein jo humare logo ke sath suluk kiya jayega hum unke dukh ka azala nahi kar sakenge."He said lowered his head.

"Hum koi rasta nikal hi lenge pasha.Yeh mushkil ka waqt himmat maat hariye."Sultan comforting him.

Princess Meerab looking at Sultan and said;

"Lekin sochne ki baat yeh hai akhir woh nakshe unke pas gaya kaise?"

"Aur yeh bhi unhe kaise pata woh mohor mera hai.Jab ki Sultan aur istemal karnewale pasha ke ilawa yeh kisi ko pata nahi hota."Khan Murtasim pasha immediately replied.

Sultan thinking about something and said;

"Yeh ek sazish hai.Khan Murtasim pasha mehel mein mojud afsarono se puchtaj kare jarurat pare to unki kamre ki bhi talashi le.Shayed kuch mil jai."

__________________________________

After interrogation to all the officers,Khan Murtasim pasha comes to Sultan and said;

"Sultan afsar Jawad saab se puchtaj ke douran pata chala woh khufiyan kamre mein chabi ghum ho gayi thi.Woh iske bare mein mehel mein jo Zimmedar hai unhe pehle hi bata diya tha.Lekin Sultan tajub ke baat yeh hai Jawad ko shak dusre afsar Haider pe tha.Uska kehna hai chabi ghum hone se pehle Haidar uski kamre mein aaya tha."

"Haidar se puchtaj ki."Sultan asked.

"Ji sultan.Lekin unhone is baat ka aitraf nahi kiya.Lekin humne unki kamre ki talashi li aur chabi waha se hi mila.Phir bhi woh is baat se  mukar rahe hai Sultan.Woh keh rahe woh apni jaan de denge lekin riyasat se gaddari nahi karenge."He replied.

__________________________________

The ambassador of other country meet Sultan and said;

"To aap ne kiya socha Sultan?"

Sultan looked at him and said;

"Woh jo hum pehle hi bata chuke.Khan Murtasim pasha ko hum kisi ke hawale nahi karenge."

The ambassador said;

"To thik hai agar pasha nahi to humare mulk mein mojud hazaron logo ke sath jo kuch bhi hoga uske zimmedar aap honge Sultan."

__________________________________

Princess Meerab meet Khan Murtasim pasha and he looks lost.Princess Meerab asked him;

"Pasha aap thik hai?"

"Hum thik nahi hai Sehzadi.Humari wajah se Sultan pareshaan hai.Ek taraf hazar masomo ki jaan aur dusre taraf hum.Humare wajah se unki hath bhi bandhe huye hai.Samaj nahi aa raha hum kya kare?"He said.

"Baba ko aap par pura aitmad hai.Aur hume bhi pasha.Kuch na kuch rasta nikal hi aayega aur hum is mushkil waqt se nikal ayenge."

Khan Murtasim pasha delighted to learn how Princess Meerab put trust on him.He feels peace.

Princess Meerab brings food for her father and said;

"Aap apni khane pine ka bilkul dyan nahi rakhte baba.Aise to nahi chalega."

He smiles on her and said;

"Dyan rakhne ke liye to beti jaisi maa hai na sath."

Meantime Tehsin Pasha entered the room and he looks tensed and said;

"Sultan Khan Murtasim pasha dusre mulk ki sifaret khane mein khud ko unke hawale karne chale gaye hai."

Sultan and Princess Meerab gets shocked and Sultan asked in gruff voice;

"To unko aisa karne se aap ne unhe ruka kyun nahi pasha?"

He lowered his head and said;

"Humne bohot koshish ki lekin woh humare baat nahi mane Sultan.Woh keh rahe the woh apni wajah se hazar masom ki zindegi daw mein nahi laga sakte."

Princess Meerab thinks;

"Aap ne aisa kyun kiya pasha?Hum is halat se lipatne ke liye kuch na kuch soch lete.Aap ko aisa nahi karna chahiye tha."

On the other side,Khan Murtasim pasha reached the embassy and said;

"Lo hum khud ko tumhare hawale kar diya."

The ambassador smiles at him and said;

"Khushamdid pasha."

He comes to him angrily and said;

"Agar iske baad bhi kisi masom ko zara si bhi kharoch aayi to jaha tum log mujhe bhejoge waha se bhi gayeb ho jaunga.Phir tumhe patal se dhundke tumhare sar tan se judah kar dunga.Yaad rakhna mere baat."

The ambassador gives him a scared expression.

𝙎𝙐𝙇𝙏𝘼𝙉𝘼𝙏𝙀Where stories live. Discover now