16

573 96 84
                                    

Ambassador giving ice pack to his cheeks where Khan Murtasim pasha slapped him.He called a man and gives a black bag and said;

"Kaal subha hote hi Khan Murtasim pasha ko yaha se bhej dena.Phir safar ke douran mera jallad jangal mein uska sar kat dega.Phir wohi sar hum Sultan ke samne pesh karenge.Yeh hoga humare taraf se sultan ke liye tohfa."

_________________________________

Sultan making the bow and said to princess Meerab.

"Tir andaz jab apna tir kho deta hai to woh usi raftar dobara tir chalata hai.Hum bhi apna khoye hue tir ki talash ke liye dobara tir chaleinge.

Princess Meerab asked;

"Aab aap ka kya hukm hai baba?"

"Aap ko yaad hoga khalil khalid saab ki bheje huye khabar mehel se bahar chali gaye thi.Khan Murtasim pasha us khabar ki khoj mein the.Phir kya hua woh to hum sab jante hai.Churai gaye dastabej unke kamre se mila yakinan woh kisi ne waha rakha hoga..Hum samajte hai Khan Murtasim pasha isse bekhabar hai.Hum is mamle ki tafshili janch karenge.Gaddar ko giraftar karenge."

Bow making complete and he gives it to Princess Meerab and said;

"Bachpan se hi aap tir andaz mein mahir hai.Aap ki nishana kabhi nahi chut ta.Ummed karta hu kabhi nahi chutega."

Princess Meerab smiles at him.

_________________________________

In the early morning ambassador make Khan Murtasim pasha to cart and they left.

Two horse rider followed their cart.They throw the arrow and cart go far.After go sometimes,they sees cart stopped middle of the forest.They rushed towards the cart but when they reached,they watched already a man beheaded someone whose face is covered with black bag.

Princess Meerab shockingly looks at that direction.She collapsed and her father holds her.Sultan called;

"Khan Murtasim Pasha."

Khan Murtasim pasha turned around and running towards Sultan and said;

"Humne aap ke sath gaddari nahi ki aur nahi karunga kabhi."

Sultan tightly hugs him and said;

"Hum jante hai mere farjan.Aap kabhi gaddari nahi kar sakte.Hume aap par pura yakeen hai."

He kissed on Sultan's hand.Princess Meerab looked at him with tearful eyes and said;

"Allah ka shukar hai aap thik hai pasha.Ek paal ke liye hum hi dar gaye the."

Sultan looking at her daughter and said;

"Humare beti ki tirandaz ki nishan kabhi nahi chot ta.Aaj bhi nahi chuta."

Khan Murtasim pasha nodded his head and said;

"Bilkul durust kaha Sultan.Sehzadi ne ek tir pheka aur humare bandhe huye hath khul gaye.Lekin Sultan aap ko kaise pata chala humare qatal ka mansuba banaya gaya hai?"

Sultan said;

"Khabar aaya tha humare pas aap ko woh log bhejne wale hai.Phir pata chala woh kagaz jali hai jaha aap ko wali banaya gaya hai.Hume laga aap ki jaan ko khatra hai is liye hum aa gaye aap ki madad karne."

"Allah ka shukar hai hum waqt se pouch gaye."

Princess Meerab said looking at Khan Murtasim pasha.

𝙎𝙐𝙇𝙏𝘼𝙉𝘼𝙏𝙀Nơi câu chuyện tồn tại. Hãy khám phá bây giờ