25

336 98 77
                                    

Princess Meerab brings food for her mother and she said;

"Humere bhai Hussain jo janbuj kar bhi hume takleef nahi poucha sakta tha aaj woh riyasaat ki farar huye mujrim hai.Hume yaken nahi aa raha beti."

Princess Meerab put the food in a side and said;

"Kya aap ko abhi tak unke begunhai pe yaken hai?"

Bidar Sultan looks at her and says;

"Humari ek baat manoge?"

Princess Meerab looks at her.

Princess Meerab comes out from her mother's room and Abdul kader asks her;

"Ammi ki tabiyet kaisi hai?"

She sighed and said;

"Woh ghamgin hai.Apne bhai ki gaddari ka yakin nahi hai unhe.Woh yeh man hi pa rahi hai ke unke sage bhai ne unke khandan ka qatal ka mansuba banaya tha."

Abdul Kader said;

"Hum unke jasbaat ko acchi tarha se samajte hai.Apno ki taraf se diye gaye dhokebaji bohot bhari parta hai.Upar se Mamu Ammi ke sirf bhai nahi behtarin dost mein se ek the.Unhone aisa kaise kiya."

Princess Meerab said;

"Tabdili insaan ki fitrat hai.Woh kab kaise tabdil ho jai pata hi nahi chalta."

Then she thinks and says;

"Ammi ko is ghum se bahar lana hoga."

Abdul kader narrowed his eyes and asked;

"Woh kaise?"

"Mamu ko sifarat khana se farar karwake."

Abdul kader gets shocked by her statement and wide his eyes and asked;

"Aap hosh mein to hai?Ek riyasaat ki gaddar ko hum farar kara denge.Kya yeh bhi ek gaddari nahi hai?"

She takes his hand and says;

"Ammi ke khatir hume yeh karna hoga.Chale humare sath hum mansuba batate hai."

__________________________________

Princess Meerab waited for Abdul Kader in the garden and he comes to her and says;

"Gaye the hum sifaret khane aur bhej diya woh paigam."

She looks at him and says;

"Afreen.Aap ko pata hai na woh jab milenge to aap ko kya karna hai?"

He nodded his head and asked;

"Hum sahi to kar rahe hai na Meerab?

She said;

"Ji bilkul.Fikar nahi kare akhir mein sab thik hoga."

After Abdul Kader left from there,Khan Murtasim Pasha comes and said;

"As Salamu Alaikum."

Princess Meerab turned her head and said;

"Walaikum As Salam."

He comes near to her and she says;

"Thake huye nazar aa rahe hai aap?"

He said;

"Jab tak woh gaddar humare hath na lag jaye hum aise hi khud ko thakate rahenge.Insha Allah hum use apni hathon se fasi jarur denge.Usne jo kiya hai woh na qable mafi hai."

𝙎𝙐𝙇𝙏𝘼𝙉𝘼𝙏𝙀Where stories live. Discover now