21

350 95 60
                                    

Princes Meerab sitting in a place and talking with Khan Murtasim pasha.

"Is bhagawat ko woh log azadi ka naam diya hai.Aise azadi milta hai kya masumo ka qatal karke.Woh log riyasat aur Sultan ke khilaf hai lekin khoon masumo ka baha rahe hai.Itne nafrat inke andar"

Khan Murtasim pasha said;

"Yeh azadi ka jang nahi balki khudgarzi hai.Dushmano ko watan bechne ka ek mansuba.Unko koi farak nahi parta kiska khoon baha raha hai.Unhe bas apni matlab se matlab hai."

He pause for a while and said;

"Lekin Allah ka shukar hai is hadse mein aap ka kuch nahi hua.Aap bilkul sahi salamat hai."

She smiled and said;

"Aap thi na sath to kaise hume kuch ho sakta tha.Allah hum dono ki umar mein izafa farmaye taki ek sath bure ho sake."

He holds her hand and said;

"Insha Allah aisa hi hoga.Hume aab se ek paal ki bhi judai aab bardarst nahi hai.Zindegi ke sab hasin paal aap ke sath bitane ka irada hai.Hum Sultan se is hawale se baat karenge aur unhe batainge hum aap ko kitna chahte hai."

Princess Meerab said;

"Hume ummed bhi hai aur yakin bhi baba ko koi aitraaz nahi hoga.Woh aap se bilkul apni aulado jaisa mohabbat karte hai."

He extended his hand to her and said;

"Mehel chale?"

She gives her hand and go to the palace.

__________________________________

Princess Meerab standing infront of her father in lower her head and Sultan said;

"Aap se hume is baat ka tawakku kabhi nahi tha.Aap ne bina hume kuch kahe khud ko khatre mein dal diya.Aaj kuch bhi ho sakta tha.Woh to Allah ka shukar hai Khan Murtasim pasha waqt se pouch gaye aur aap ko kuch hua nahi."

Princess Meerab said;

"Hume Abdul Kader pe shuba tha baba ki woh shayed kisi galat raste chale gaye.Unke khayalat humesha se mukhtalif the.Hume ek khat mila unke kamre mein aur waha unhe us ejaj mein shamil hone ka peshkash kiya gaya.Us waqt Abdul kader mehel mein mojud nahi the.Hume laga shayed woh waha gaye.Hum is baat ko bardast nahi kar paye.Aur khud chale gaye waha.Hume maf karde baba.Hume aap ko puchna chahiye tha is bare mein."

Sultan looks at her and says;

"Ek khufiyan khat Sehzade ko mosul hua tha aur is baat ka zikr bhi unhone humse kiya tha.Is liye hum waha pehle se hi ehkamat kar diya tha.Waha bomb jarur phora gaya hai lekin kisi masum nahi mara.Sehzade Abdul Kader ki soch bhale hi mukhtalif hai.Unko kahin sare masla humse hai lekin woh humare ya riyasaat ki khilaf nahi hai."

Princess Meerab takes the permission and left from his room.

She sitting on the chair of the garden and thinking that she hurt her father today.She shouldn't go out like this without informing anyone.She should pacify his anger.Then Maziyet comes there and greet her.Meerab looks at her and says;

"Kuch kam tha aap ko?"

She gives her a shawl and says;

"Thand bhar rahi hai sehzadi,yeh pehenle."

Meerab takes its from her hand and She says;

"Ek baat kahu agar aap bura na mane to."

Meerab smiles and said;

𝙎𝙐𝙇𝙏𝘼𝙉𝘼𝙏𝙀Where stories live. Discover now