4

572 106 64
                                    

Doctor examined Sultan.Meerab tensely looked at her father's condition.The betrayal of a dear friend has weakened him from within.Khan Murtasim pasha stands near Princess Meerab and said;

"Aap se kuch baat karni thi Sehzadi.Zara kamre ki bahar ayenge?"

She looked at him and nodded the head.

Princess Meerab comes outside and asked;

"Kiya baat hai pasha?

"Kiya Sehzade Abdul kader ki soch riyasat ke khilaf sazish karnewala Mehmod pasha ki bete Sahabuddin se milte hai?Suna hai dono ki soch ek jaise hai.Aur ek waqt mein unhone kafi madad kiya tha uska."

She looks at his eyes and said;

"Is baat se koi Ittefaq nahi Abdul kader ki soch sabse kafi mukhtalif hai.Woh maghribi ki tarha khule soch rakhte hai.Unse kafi masla bhi hai babajaan ki soch se.Aur yeh bhi manta hu mazi mein unse kafi galti bhi hui thi.Sahabuddin ki madad bhi unhone kiya tha.Lekin aab woh sudhar chuke hai.Beshak unke soch alag hai lekin pasha woh riyasat se kabhi gaddari nahi karenge.Kyun ki unko masla baba se hai riyasat se nahi.Woh kabhi unke sath nahi denge jo riyasat ko nuksan poucha ne ke kosish karega"

Khan Murtasim pasha looks at her and thinks something.

"Aab aap Abdul kader ko gaddar to nahi samaj rahe?"She immediately asks him.

"Mere sochne na sochne se koi farak nahi parta Sehzadi.Mein bina saboot ke kisi pe shak yaa ilzam nahi lagata.Filhal mere shak ki tir sehzade par jarur hai kyun ki Tehsin ko jail se riha karne ka hukmnama unse aaya hai."He replied to her.

"Baat kuch aur bhi ho sakta hai Abdul kader kabhi riyasat ke khilaf mansuba nahi banaiga.Itna yakeen hai mujhe apni bhai par."She says in low tone.

"Ummed karta hu Sehzadi is baar aap ki yakeen na tute aur mein galat sabit hu."

Saying this he left from there.Meerab thinks how overcome with this situation.

Princess Meerab Sultan entered her brother's room and sees her brother throwing his royal seal angrily.She picked it from the floor and asked;

"Hua kiya hai Abdul kader?"

He helplessly looked at her and said;

"Humse bohot bari gunha ho gaya Meerab.Aab hum kya kare?"

She asked;

"Aise bhi kya gunah ho gaya aap se?Zara batainge mujhe?"

He cried and said;

"Humne Tehsin pasha ko riha hone ka hukmnama bheja.Humare wajah se woh waha se farar ho paye."

She gets angered and asked;

"Aap ke aisa karne ki piche wajah kiya tha Abdul kader?Riyasaat se yeh gaddari kyun ki aap ne?Aap ko pata nahi Tehsin pasha kitne aham hai humare liye.Riyasaat ke hazar raaz hai unke pas."

He said;

"Hum bhi majbur the.Hum ko kisi ne khufiyan khat bheja.Jaha usne hume ek dhamki di."

She gets curious and asked;

"Kaisa dhamki?"

"Kafi din pehle jab hum Europe gaye the waha kuch log garib mein khairat ke liye chanda ikhatte kar rahe the.Humne bhi waha kuch paise diye the lekin bad mein pata chala unhone paise kisi garib mein khairat ke liye nahi kiya balki kisi juye mein laga diya.Hum riyasat ki sehzade hai.Humare is khata ko log gunah manenge.Is baat bahar na nikle is khauf se humne woh hukm nama bheje.Warna woh log is baat ko samne lee ate.Humare khandan ki aur babajaan ki bohot ruswai hota.Aise mein hum kya karte."He replied in upsetting voice.

𝙎𝙐𝙇𝙏𝘼𝙉𝘼𝙏𝙀Where stories live. Discover now