20

364 98 76
                                    

Bidar Sultan gets angered at Jamila Sultan and says;

"Aap ne kiya soch kar puri mehel mein yeh baat fela diya Jalal aur Meerab ki shadi ho rahi hai.Aap ne hum se baat ki lekin humne kaha Meerab se puchke hum batainge lekin aap ne to hume unse puchne tak bhi fursat nahi diya."

Jamila Sultan looks at her and says;

"Agar aap puchti to unke taraf se haa hoti humne khud pucha tha unse unhe Jalal kaise lagte hai.Unhone khud humse kaha bohot acche.Meerab koi aitraz nahi hoga is rishten se."

"Kya aap ne unse yeh bataya aap unke rishten ki hawale se yeh pucha."Bidar Sultan asked.

Jamila Sultan replied;

"Nahi."

"To aap ne kaise man liya woh razi hai.Unhe to pata bhi nahi aap ke iradon ke bare mein.Aap ne bina meri beti ki marzi jane sab ko bata rahi hai rishtan pakka ho gaya.Yeh aap ne bilkul sahi nahi kiya hai.Aap ko meri beti ka mazak nahi banana chahiye tha."

Jamila Sultan gets anger by Bidar Sultan's words and said;

"Humne mazak banaya woh bhi apni bhatiji ki?Hume unki khushiyon ki fikar thi is liye apne bete ka rishtan diya.Warna aap ke ek galat faisle ke karan woh aaj talak leke tanhai mein zindegi guzar rahi hai.Aap ko to humara ihsan manna chahiye ke humne aap ki beti ke bare mein sochke unpe ihsan kiya."

Before Bidar Sultan can say something,Sultan said in his gruff voice;

"Humari beti koi gerguzri nahi hai jis par aap ihsan karenge."

Seeing Sultan,they both stood up from their place and Sultan said;

"Aap ne humse rishten ki baat rakhi humne kaha apni beti se puchke batainge lekin aap ne bina kisi ki marzi puche baat ko charo taraf fehla di."

Jamila Sultan said;

"Dono bachpan ke dost hai.Ek dusre ko pasand karenge aur Sehzadi ko bhi aitraz nahi hogi.Unhe bhi apni tanhai bhari zindegi mein kisi ka sath mil jayega.Warna woh kab tak ghut ghut ke..."

Sultan stop her and said;

"Woh tanhai mein ghut ghut kar nahi ji rahi.Humari beti jaisi hai khush hai.Aap ne ghar mein apni khandan ke sath hai.Aur humne unko yeh ikhtiyar diya hai jab tak woh nahi chahenge unki rishten ki baat haram mein nahi hoga."

Meanwhile Princess Meerab and Jalal enter there and Jamila sultan look at them and said;

"Dono ek sath kitne khush lag rahe hai."

Jalal holds her mother's hand and says;

"Ammi aap ko bina mere marzi puche yeh nahi karna chahiye tha.Mein to aap ko yeh batanewala tha mujhe Guljamal pasand hai aur unse nikaah ke khwaishband hai."

Jamila Sultan takes off her hand and said;

"Woh Muallima jo yateem hai.Jiski tarbiyat ek yatimkhane mein hui na khon ka pata hai aur na waldain ki.Woh meri bahu banne ki layek nahi."

Princess Meerab said;

"Woh yatem hai yeh unki kasur nahi hai phuphu.Unke kismat mein likha tha unki tarbiyet ek yatimkhane mein hogi.Jalal ne Guljamal se mohabbat kiya hai unke khoon se ya khandan se nahi."

Jamila Sultan gets angry and left from there.

Princess Meerab gets relieved that this matter solved easily.She decides to go to Khan Murtasim pasha and confesses that she will never marry anyone except him.

Princess Meerab entered his official room but he was not here.She then see Tehsin pasha and asked;

"Khan Murtasim pasha kaha hai?"

Tehsin pasha thinks something and said;

"Shayed kahin gaye hai hume pata nahi Sehzadi.Aur unhe Allah jane hua kiya hai.Bata rahe the woh bohot jald mehel se apni purane jaga chali jayenge."

Princess Meerab gets restless and left from there.

Princess Meerab thinks about Khan Murtasim pasha and waits for him to return palace.She knows very well that what's he feels for her and why he wants to leave from there.She meets with Meziyet,she was coming back from Abdul kader's room with food tray.Princess Meerab thinks talking to Abdul kader and asking about what's his problem.She enters the his room and didn't find him here.She then looking at the chair and a chit laying on there.She holds it and open.

"Hum aap ki ankhon ki roshni se yeh jaan gaye ke azadi ki jo aag aap ki dil mein lagi huye hai woh bhujane mein aap naqam huye.Aaj dupeher mein hum azadi ke liye ek bagawat ke agaz karenge.Agar aap azadi ki is jang mein sharkat karna chahte hai to likhe huye is pata pe pouch jayega.Agar aap aana nahi chahte to hum aap ko majbur nahi karenge.Baki aap ki marzi."

Princess Meerab asked to the soldiers about Prince.They informed he is not at the palace.She thinks maybe he joined the riot.

Princess Meerab comes to her room and takes the gun from the drawer.She says to herself;

"Hume pata hai aap Sabahuddin se milne gaye hai aur unke behkave mein bhagawat mein shamil ho gaye.Abdul kader aap apni walid aur riyasaat ke khilaf kaise jaa sakte hai.Hum filhal baba ko kuch nahi kahenge.Hum tab unhe batainge jab humare pas aap ki khilaf saboot ho.Allah kare hum galat sabit ho lekin agar hum sahi huye aaj aap ko humse koi nahi bacha sakta."

Princess Meerab changed her attire and secretly leaves from the palace.She comes to that place and sees people gathering there for riots.Meerab tries to find Abdul kader there or Sabahuddin.Then suddenly a bomb blasts there.She lost consciousness because of the explosion.

Princess Meerab slowly opens her eyes and discovers herself in the arms of Khan Murtasim pasha.She thought maybe this is her illusion.That's why she touches his face and actually he was there.She says in her low tone;

"Jab jab mein koi musibat mein fasti hu aap ko pata kaise chal jata hai Pasha?"

He touched her hand and said;

"Shayed aap ka dil hume pukarta ho.Is liye hum aap ke taraf kinche chale aate hai."

She asked;

"To kyun aap hume chor kar jane ka faisla kar liya pasha?"

He replied;

"Kyun ki hum aap ko kisi aur ki hote huye nahi dekh sakte."

She looks at his eyes and says;

"Kyun nahi dekh sakte?Kya taluk hai aap ka aur humara."

"Yehi aap humare dil ki hukmrani hai.Aap raaz humare dil mein hai.Aap ne humare is soye huye dil ko jaga diya aur aab woh aap ke naam lekar dharak ta hai."

Princess Meerab gets tearful when she hears this confession.She stood up and stands infront of him.Khan Murtasim pasha looks at her and says;

"Humne socha tha hum shayed kabhi aap ko yeh keh nahi payenge.Aaj ke is hadse ne hume yeh kehne se majbur kar diya.Hum aaj aap ke samne yeh aitraf karte hai hum aap se be inteha mohabaat karte hai Sehzadi Meerab sultan."

Princess Meerab extended her hand and he holds it and she said;

"Humare dil mein bhi wohi ehsasahat hai jo aap ke dil mein hai.Hum bhi aap se bohot mohabbat karte hai Khan Murtasim pasha.Aur aab aap ke ilawa kisi ke nahi ho sakte."

__________________________________

Your feedback will be appreciated

𝙎𝙐𝙇𝙏𝘼𝙉𝘼𝙏𝙀Where stories live. Discover now