13

367 95 65
                                    

Princess Meerab tied her horse in the stable.Khan Murtasim pasha also tied his horse.Then Prince Nuruddin runs towards Princess Meerab and hugs her.Jalal also comes along with him.

"Aap kaha gaye the baji?"Nuruddin asked to her.

"Kuch jaruri kam ke silsile mein."She smiled while smiling at him.

"Aap ko pata hai baji Jalal bhai aaj se yehi rahenge babajaan se kuch ahem kam ka zimmedari mila hai unhe."Nuruddin said looking at Jalal.

"Wakai?To is liye aap keh rahe the Jalal bohot din kayem karenge yaha."

"Ji ha Meerab.

"Lekin aab to humesha kehte hai aap ek kaptan banenge aur pure duniya ke seher karenge.Woh irada badal liya hai kya?"Meerab said to him.

"Aap ko yaad hai yeh?Ha hum kaha karte the kabhi lekin yun aab mane is jaga se ishq ho gaya hai jo mujhe kinch ke yaha laya hai."Jalal said.

Nuruddin looks at Meerab and said;

"Aap ko pata hai baji jalal bhai ko bohot accha talware banane aate hai."

"Talware banane ka sok to inhe bachpan se hai."Meerab said.

"Lakriyon se talware banake sehzade hum aap ki baji ki piche piche bhaga karte the."

Jalal said smile at Nuruddin and Princess Meerab starring at them while smiling.

Khan Murtasim pasha is still there.He sees and heard the conversation between Jalal and Princess Meerab.He feels strange jealousy and can't tolerate to see them together.

__________________________________

Princess Meerab entered Sultan's official room and sees his tensed face.She looks at them and asked;

"Sab thik to hai na Sultan?Aap pareshan nazar aa rahe hai?"

Tehsin Pasha immediately replied;

"Mehel ki khufiyan kutubkhane se kuch aham dastabej churi ho gaya hai Sehzadi.Is wajah se Sultan fikarband hai."

She thinks and said;

"Lekin yeh hua kaise?"

"Hume lagta hai Mehel mein aag lagane ke dauran churaya gaya ho.Kash hum us dastabejat ko churane se bacha sakte,"Khan Murtasim pasha said.

Sultan looked at them and said;

"Bhale aap woh dastabejat ko churane se nahi bacha sake pasha lekin aapni jaan ki fikar na karke humare jaan jigar ke tukre beti ko bachaya hai.Is wajah se hum humesha aap ki shukarguzar rahenge."

Khan Murtasim pasha looks first looked at Princes then Sultan and said;

"Astagfirullah mere Sultan bachane ke ikhtiyar to sirf khuda ke pass hai hum to bas ek wasila the.Aap fikar nahi kare hum puri kosish karenge taki woh churi hua dastabej tak pouch sake."

Sultan looks at him.

__________________________________

Princess Meerab entered her brother Abdul kader's room and sees his aggressive face and asked;

"Abdul Kader aap kafi gusse mein lag rahe hai?"

He slapped on the table and said in angry voice;

"Jo fariza hume milnewala tha woh baba ne Jalal ko kaise de sakte hai.Yeh hai unki nazar mein humari hesiyat?Hum kya itne ger zimmedar hai jo ahem kam samhalne ke qabiliyat nahi hai rakhte?"

Meerab put her hand on his shoulder and said in a soft voice;

"Baba ne kuch soch samaj kar hi woh fariza unhe sonpa hoga.Aap kyun apna dil jala rahe hai.Aap ko bhi ahem kam ki zimmedari milega."

Abdul kader looks at him and said;

"Jab se phuphu aur Jalal yaha tashrif laye hai mehel ka amn o sukoon jaise barbad ho gaya.Jamila phuphu  aate hi Seniha phuphu se lar pari aur woh yaha se chali gayi."

"Nahi bhai woh Jamila phuphu ke wajah se nahi gaye balki apni bete ke sath Umrah pe nikli hai.Ha yeh sahi hai dono mein aan ban to hui thi lekin woh itna bara bhi nahi tha."Said Meerab.

She turned his head by her hand and said;

Aap naraz maat ho.Shant ho jai Abdul kader."

He removed her hand and and left from the room.

__________________________________

Princess Meerab about to go to Sultan's official room and in the corridor she meet with Khalil Hadid,one of the trustworthy and efficient spy of Sultan.He greets Princess Meerab and she asks;

"Khalil Hadid,kaise hai aap?"

"Hum bilkul thik hai.Allah ka shukar hai Sehzadi."He replied.

"Sultan se milne ki muntazir hai?"She asked to him.

"Ji.Hume woh dastabej ke bare mein malumat dena hai jo mehel se churaya gaya ho."He said.

Princess Meerab nodded her head and entered Sultan's room along with him.

Khalil Hadid greeted Sultan and Sultan said;

"Aap ka yaha tashrif ka matlab hai aap apna kam mukammal kar diya."

"Ji ha Sultan.Hum mehel mein bheje telegraph ki zariye dastabej ka pata bata diya tha."Khalil Hadid replied.

He looked at Khan Murtasim pasha and said;

"Aap ko woh telegraph mil gaya tha na pasha?"

Khan Murtasim looks surprised and said;

"Hume aap se koi telegraph masul nahi hua Khalil Hadid.

"Aise kaise ho sakta hai?Humne telegraph bheje the."He said.

Khan Murtasim pasha gets little bit hyper and said;

"Hume masul nahi hua."

Sultan thinks something and asked;

"Khalil Hadid saab aap sab kuch tafsil se batai?"

He lowered his head and said;

"Hum dastabej ke talash mein the.Humne Sabahuddin saab ko pakar kar dastabej ke hawale se malumat hasil kiya.Woh dastabej yaha kisi mehfoz mukam pe thi.Unhone hume us jaga ka pata diya.Humne yeh khabar telegraph line ke zariye Khan Murtasim pasha ko bejhi lekin lagta woh malumat pasha ko milne se pehle humare dushman ke hath lag gaye."

Khan Murtasim pasha looked at Sultan and said;

"Hume samaj nahi aa raha yeh kaise ho sakta hai Sultan.Woh telegraph hum tak kaise na poucha."

Sultan looked at everyone and said;

"Woh humari khufiyan kamre mein gaye.Humne uski hifazat ki kosish ki phir woh dastabej mehel se bahar chale gaye.Aab woh hume mehel mein masul honewale khufiyan telegraph pe rasai hasil ki."

Khan Murtasim pasha said;

"Mein sharminda hu Sultan."

Sultan looks at him and said;

"Aap sharminda na ho.Yeh mehel mein honewale pehli aur akhri wakiyat nahi jaha hume mehel mein mojud gaddar ka pata lage.Woh humare mehel mein watan pe bar bar hamla to karte rahenge.Hume pehle se bhi jyada mohtad rehna hoga."

__________________________________

Put your feedback.

𝙎𝙐𝙇𝙏𝘼𝙉𝘼𝙏𝙀Where stories live. Discover now