3

611 114 77
                                    

In a room Khan Murtasim pasha busy in his work.Then a soldier comes to him and says;

"Pasha ek khabar mila hai."

He smaller his eyes and said;

"Bolo."

"Pasha,aaj jindan mein Tehsin pasha se milne koi admi aaya tha.Woh unhe jindan se farar hone ki baten kar raha tha.Maine chup ke sab sun liya."

He stood up from his place and asked with curiosity;

"Tehsin ne qubool kar liya kiya?"

Solder raised his head and said;

"Ji mere pasha.Kaal subha fajr ke namaz ke waqt jab har koi namaj mein masruf honge tab woh unhe waha se farar kara lenge.Aap ka kya hukm hai pasha.Kya kare?"

Khan Murtasim pasha thinks something and says;

"Sultan ko Tehsin pasha ki gaddari pe yakeen nahi.Abhi kuch karne ki jarurat nahi jab tak mein koi hukm na du.Ja sakte ho tum."

Soldiers greeted him and left from there.

Khan Murtasim pasha punched on the table and said in roar voice;

"Tehsin agar tum sach mein jindan se farar hue to kasam hai khuda ka tumhe apni hatho se mar dalunga mein."

Princess Meerab holding food tray entered Sultan's official room.She comes to him and said;

"Kuch kha lijiye babajaan.Kaal se aap ki tabiyet thik nahi hai."

He looks at her and replies with a smiling face.

"Aap le aaye to hum jarur khayenge meri bacchi."

Meerab feed her father by her hand and said;

"Hum apni taraf se puri kosish kar rahe hai babajaan.Tehsin pasha ki bekasuri ki saboot mil jayega."

Sultan sighed and said;

"Insha Allah,Allah madad kerenge aap ki."

After a while khan murtasim pasha take permission and enter here.

He lowered his head and said;

"Tehsin pasha ke bare mein ek khufiyan malumat mila hai Sultan."

He stopped him by his hand and said;

"Apni dost ke khilaf ek lafz bhi sunna hume gawara nahi pasha.Apke pas jitna malumat aur sabot hai woh adalat mein pesh kare.Aur gawa ke tor pe humare naam bhi darz kijiyega.Hum khud adalat mein apni dost ke haq mein gawai denge."

Meerab looks at her father and feels what kind of difficult situation he handle right now.

Khan Murtasim pasha hesitates and says;

"Aap ki hukm sarakho par Sultan.Lekin mujh ko mila khufiyan malumat bhi aap ke aage pesh karna mujh par lazmi hai.Tehsin pasha ko bahar ki kisi admi ki madad se farar kar liya jayega.Pehle hi woh apna zurm qabol kar chuke hai sultan.Aab woh jindan se farar bhi ho jayenge.Kya hum abhi bhi unhe saza nahi denge Sultan?"

Princess Meerab shocked by this news and hard to believe it.Sultan takes a deep breath and says in serious voice;

"Agar aap ko jo khufiyan malumat mila hai woh durust hai aur Tehsin pasha yaha se farar ho jate hai to unke khilaf turand mukaddama chalaya jayega.Unhe riyasat se gaddari ki saza jarur milega pasha.Agar woh farar nahi huye to bekusur sabit honge."

Khan Murtasim pasha raised his head and left from there.

During the Salah,Meerab waited for Sultan outside the mosque.Her father along with Khan Murtasim pasha surprised to see her there and asked;

𝙎𝙐𝙇𝙏𝘼𝙉𝘼𝙏𝙀Where stories live. Discover now