19

369 98 72
                                    

Princess Meerab and Khan Murtasim pasha returned palace and meet with Sultan.Sultan feels proud of them and says;

"Mere bahadur bacchon aap log apna farayez anjam dene mein kamiyab huye.Hume fakhar hai aap ki bahaduri pe.Khush rahe."

Khan Murtasim pasha lower his head and said;

"Asli mujrim pakra gaya Sultan.Ab woh bacchen mehfoz hai."

Sultan said;

"Phir bhi hume mohtad rehna hoga pasha warna yeh fitna phir se apna sar uncha kar dega.Waha rehnewale har kisi par nazar rakhna hoga."

Then a kid enters there and says;

"Hum yaha se jaa rahe hai sultan.Mere dyan rakhne ke liye Shukriya."

Sultan soften his face and said;

"Mere bahadur farjan Humza Allah ka shukar hai aap thik hai.Allah ki madad se hum aap ko us aziyat se bacha paye.Aur aap ke diye gaye jaankari ke mutabek hum mujrim tak pouch sake.Itne aziyat saha aap ne lekin deen e islam se moh nahi mora aur nahi un logo ke aage ghutna teka.Allah aap ki iman mein izafa farmaye aur aap ko deen ki khadim banai."

Humza take permission and leave.Princess Meerab asked;

"Humza ko kahin bhej rahe hai kya baba?"

Sultan replied;

"Ha beti unhe hum Bidar sultan ki seheli ko de rahe hai.Woh bin aulad hai.Woh unhe god lene ki khawaishband hai."

Princess Meerab said;

"Yeh accha hua unhe aulad mil jayega aur Humza waldain."

__________________________________

Princess Meerab touches the rose which Khan Murtasim pasha gives to her and recalls his words.She smiles reminding her some moment with him.She opens the book and takes the dry rose and says;

"Omar aap ke mohabbat humesha mere dil mein zinda rahega.Aur khan Murtasim pasha ke liye aab dil mein hai ek khas jaga.Kab kaise hum unke taraf kinchte gaye pata hi nahi chala.Shayed is baat ka andesha woh khawab tha jis khwab mein aap aaye the."

She put both roses on the book and put it on the shelf.Meanwhile Jamila Sultan entered the room and said;

"Humne aap ko pareshan to nahi kiya?"

Princess Meerab turned her head and said;

"Kaisi baat kar rahi hai aap phuphu.Aapne hume yaad kiya to hume apne pas bula leti.Hum chale aate."

Jamila sultan smiled and said;

"Socha thodi der apni bhatiji ke sath bitalu."

"Aiyee bethiye."

Jamila Sultan sitting on the sofa and Princess Meerab sit next to her.Jamila Sultan holds her hand and said;

"Bohot kam umri mein aap ne bohot sare pareshani ka samna kiya.Jis waqt aap ko apna ghar aur bacchen samhalne chahiye the us waqt tanhai mein zindegi guzar rahe hai.Bidar Sultan ne bohot galat faisla kiya tha.Agar hum us waqt mehel mein hote to kabhi aisa faisla nahi hone dete."

Princess Meerab tried to change the topic and said;

"Ammi ne jaan bujkar humare liye galat faisla to nahi kiya hoga.Unko laga hum khush rahenge lekin woh khushiyan humare naseeb mein nahi thi.Isme unki koi galti nahi aur na hum unhe kusurwar mante hai.Koi maa jaanbuj kar apne aulad ki burai nahi chah sakte.Aap khud ek maa hai aur yeh baat aap se behtar kon jaan sakta hai."

𝙎𝙐𝙇𝙏𝘼𝙉𝘼𝙏𝙀Where stories live. Discover now