23

422 103 71
                                    

Jalal meet with Princess Meerab and said;

"Bohot bohot badhai ho Sehzadi.Allah aap dono ko khush rakhe."

Princess Meerab smiles and says;

"Shukriya Jalal.Hum dua karenge yeh din aap ki zindegi mein bhi bohot jald ay aur aap ki aur Guljamal ki mohabbat mukammal ho jai."

He sigh and says;

"Allah kare ammi apni bewajah ki yeh jid chorde aur woh Guljamal ko apna le.Hatta ki woh bohot koshish e kar rahi hai apni taraf se.Bas unki kosish e rang lee aaye."

"Insha Allah,kosish e jaya nahi jayega."

She thinks and says;

"Aab mein samjhi aap ne yaha aane ke baad kyun kaha tha aap ko is sheher se mohabbat ho gaya aur itni asani se jayenge nahi yaha se."

He said;

"Humare yaha theher ne ke wajah Guljamal hai.Pichle mulakat mein hume unse mohabbat ho gaya tha.Woh itne din khat ke zariye humse rabte mein thi.Aur is dafa hum unse nikaah ki irada se hi yaha aaye the.Hum us din isi liye aap ke pas aaye the.Taki bazar ke bahane se aap ko unki bare mein bata sake."

"Hum kafi pareshan thi us din is liye nahi jaa paye aap ke sath."

Jalal smiling at her words and saying;

"Us din to aap ki narazgi ki wajah malum nahi tha lekin aaj samaj aa raha hai aap kyun Khan Murtasim pasha ke liye itne pareshaan the.Mohabbat khatre mein ho to kon chain se beith sakta hai."

Princess Meerab agreed with him.

__________________________________

Sultan comes to Khan Murtasim Pasha's personal room and he greeted him and said;

"Hume bula lete Sultan.Aapne kyun takalluf ki?"

Sultan said;

"Kuch jaruri kam tha pasha.Aap kafi barson se riyasat ki khidmat karte aaye hai lekin badle mein jarurat se jyada kuch nahi manga."

He lowered his head and said;

"Allah ka shukar hai jo bhi hume mila hai.Aur kabhi kuch mangne ki jarurat nahi para isse pehle hi aap ne de diya.Jab bhi jaha jana pare kabhi kisi chij ki kami nahi hua."

Sultan holds his hand on his shoulder and says;

"Aap ki tankha ki ek bohot bara rakam humare pas mojud hai.Humne samhal ke rakha jo aap ka haq hai.Le jaiye ga jarurat parega."

Sultan pause for a moment and said;

"Aap ni jigar ka tukra sonpne jaa raha hu aap ko.Kabhi dil maat dukhaiyega unki."

Khan Murtasim pasha holds his hand and says;

"Sehzadi humare liye aap ki taraf se diye gaye amanat hai.Aur hum amanat ki khayanat nahi karenge."

__________________________________

On the wedding day,Princess Meerab secretly left the palace and went to the grave of Omar.When she reached there,Khan Murtasim pasha also present there and she asked;

"Aap yaha?"

He comes to her and says;

"Pata tha aaj aap yaha ayenge jarur.Aur hum Omar saab ko yeh batane aaye the jo jaga sehzadi ke dil mein unke liye hai woh hum kabhi nahi lenge.Aur hum aap ko itni mohabbat denge ki dukh aap ko kabhi chu bhi na paye.

𝙎𝙐𝙇𝙏𝘼𝙉𝘼𝙏𝙀Where stories live. Discover now