28

335 92 62
                                    

Khan Murtasim Pasha said to Sultan;

"Sahabuddin se jo khabar masul hua woh bohot ahem hai.Hechler nami woh shaks jo bator safir yaha aaya hai woh aap ke dushman hai aur woh har mumkin kosish karega jise aap ko aur riyasaat ko luksaan pouchai.Lekin jo mujhe pareshan kar raha hai woh yeh hai kya hum Sahabuddin par mukammal bharosa kar sakte hai?Woh maji mein bhi aap ki mukhalifen ke sath milkar riyasaat ke khilaf sazish e ki hai.Hum kaise yakeen karle woh tabdil ho chuke hai.Aisa na ho woh humare sath koi khel khel raha ho."

Sultan think and said;

"Hum azmainge unhe pasha.Unke wafa ko azmaya jayega.Agar woh koi khel khel rahe to benaqab honge Insha Allah.Hume us jaat pe pura yakin hai jo dilo ke haal jante hai.Aur hume itna bhi yakin hai insaan ki fitrat tabdil hote hai.Hum unhe is liye pichli baar jilawatan kiya tha taki woh haqikat se rubaru ho.Jo inhe azad riyasaat ki khwab dikhata hai woh asal mein woh riyasaat masumo ka khoon baha kar kayem karna chahta hai.Woh insaan ko apni jarurat ke liye istemal karte hai.Ummed karta hu unhe apni galti se sabaq hasil kiya ho."

Mehmod pasha hesitated and said;

"Mere Sultan agar Sabahuddin riyasaat ke wafadar sabit ho to kya unhe mafi milega?Maf kijiyega hum bohot kashmkash mein hai is waqt.Ek riyasaat ke khidmatgar pasha hone ke nate hum chahte hai unhe mafi na mile aur saza sunai jai lekin hum bap bhi hai jo aulad ke judai ka ghum se guzar rahe hai."

Sultan smiles at him and said;

"Hum samajte hai aap ki jasbat ko pasha.Hum is wakiyat ko waqt pe chorte hai aur dekhte hai Sahabuddin apni riyasaat ki kitne wafadar hai.Insha Allah sacchai samne aayega.

He stood up from his place and said;

"Allah Quran mein Surah Anfal mein farmate hai-WA MAKARU WA MAKARALLAH WALLAHU KHAIRUL MAKIREEN--Yani ki woh log ek chal chalte hai aur Allah bhi ek chal chalte hai aur Allah behtarin chal chalnewala hai.

He looks at Tehsin pasha and said;

"Sab tayar hai Pasha?"

He nodded his head and said;

"Ji mere sultan."

__________________________________

Jamila Sultan showed some jewellery to Bidar Sultan and said;

"Yeh humne Gulzamal beti ke liye tayar kiya hai?Kaise hai Bidar Sultan?"

She looks at it and said;

"Bohot khubsurat hai.Hume behad khushi hui aap ne Jalal aur Gulzamal ki rishten ko qubool karli.Insha Allah bohot jald nikaah ki tarik bhi muntakhib kar lenge."

Jamila Sultan smiles and said;

"Jalal humare jine ka ek lauta sahara hai.Hume unke khushi chahiye aur kuch nahi."

Suddenly they heard a gunshot sound.Bidar Sultan get panicked and said;

"Ya Allah sab khairiyat ho.Mehel ki bagiche pe hatiyar kon chala sakta hai."

She sent a maid to take information about it.

The maid comes to them and said;

"Sultan par humla hua hai malika."

__________________________________

Princess Meerab sitting in the chair and Khan Murtasim pasha brings water for her.She take it and he put his hand on her shoulder and said;

"Samhale khud ko Meerab."

She touched his hand and said;

"Murtasim,baba..."

𝙎𝙐𝙇𝙏𝘼𝙉𝘼𝙏𝙀Where stories live. Discover now