8

474 96 94
                                    

Princess Meerab comes to her father's carpentry room.He is doing some carpentering but looks tensed.She asked;

"Sab khairiyat to hai babajaan?Aap pareshaan nazar aa rahe hai?"

He looks at her and said;

"Rothschild yaha chuke hai beti."

She doesn't know him so asked;

"Woh kon hai?"

"Ek bahadur dushman.Jo pith piche war nahi karta balki ankhon mein ankhen dal kar muqabla karta hai.Ek bohot hi chalak aur shatir insaan.Jo daulat ki ibadat karta ho.Pichli baar jab gaya tha to yeh bolkar gaya tha agli baar jab ayega to riyasat ki barbadi ka dawat lekar ayega.Woh aa raha hai Meerab matlab kuch bara mansuba sath leke aa raha hai."Sultan said to her.

"Baba aap jab se Sultan bane hai tab se kitne sare dushman ka samna datkar kiya hai.Iska samna bhi karenge aur use shikast denge."She comfort her father.

"Aise dushman ki sikhast khata hua dekkhe dil ko sukoon bohot aayega."He smiles at her.

Meantime Tehsin pasha taking permission and entered the room.He lowered his head and said;

"Mere sultan paris janewala woh jahaj jaha riyasat ke kuch nayeb the jo paris mein beithe gaddaro se sharayekdari ka elan kiya tha.Unhe hum pakar nahi paye.Balki samandar mein do lash e mili hai jiska chehra jakhmi the.Chehra pehchana nahi ja raha.Mohafizo ka kehna hai yeh do lash nayebo ki ho sakta hai."

Sultan takes a deep breath and said;

"HASBUNALLAHU WA NI'MAL WAKEEL-Tehsin pasha,Khan Murtasim pasha ko bulai.

He goes to called khan Murtasim pasha.He comes to Sultan and he said;

"Khan Murtasim pasha,Aap jaye wakiyat ki jaga pe aur pura jaga ke takhikat kare aur hume khabar kare yeh kaise hua?"

He nodded his head and goes to follow up the commands.
__________________________________
Princess Meerab sitting with her mother and paternal aunt.Her mother said in angry tone;

"Had hoti hai afwaye fehlane ki bhi.Sahafiyon ko jaise mauka mil gaya Sultan par tohmat lagane ka.Akbar mein likha hai un nayebo ki maut ke zimmedar Sultan hai.Aur unke qatal ke wajah sultan se mukhtalif soch rakhna.Sirf itna hi nahi likha yeh bhi likha hai aye din mehel se lash e nikalta hai.Jo bhi insaan sultan se mukhtalif soch rakhte hai unka qatal kar diya jata hai."

In tune in her words,Seniha Sultan said;

"Mehmod bata rahe the surat e haal thik nahi hai.Dusre mulko ki akbar mein sultan ko zalim sultan thehra ke aur barachara kar khabre chap rahe hai.Allah hifajat farmaye humare bhai ki.Dushman jaise charo taraf se gir liya hai unhe.Ek ke baad ek azmaish aa raha hai raho mein."

Meerab said to them;

"Baba kehte hai Allah apni khas bando ko hi jyada azmaish mein dalta hai.Allah hi madad karenge unki Insha Allah.
__________________________________
Sultan along with Tehsin pasha Khan Murtasim pasha and princess Meerab discussing with this incident.Sultan asked to khan Murtasim pasha;

"Pasha,kya un mayyat ko khandalwalo ne pehchan liya?"

"Ji sultan."Khan Murtasim pasha answered.

Meerab looking at the newspaper where along with photographs printed.She observe the newspaper and said;

"Kya nayebo mein se koi ger muslim tha baba?

Sultan looks at her and said;

"Nahi to kyun?"

She gives the newspaper and said;

"Dekhe baba mayyat ko shanakht karnewali yeh aurat jo khud ko unki biwi keh rahi hai woh ger muslim hai."

𝙎𝙐𝙇𝙏𝘼𝙉𝘼𝙏𝙀حيث تعيش القصص. اكتشف الآن