15

386 98 102
                                    

Princess Meerab entered her father's official room.He discussing with Tehsin Pasha that,

"Jawad keh raha hai woh us chabi jo Haidar ke kamre mein mila usse mutalik koi baat Khan Murtasim pasha se nahi ki.Lekin Khan Murtasim pasha ko yeh khabar Jawad se pata chalne ke baad Haidar ki kamre ki talashi leke chabi hasil ki.Hume samaj nahi aa raha kon sach bol raha hai aur kon jhoth?"

"Jawad bhi to jhoth bol sakta hai baba."Princess Meerab said.

"Hum is baat ka pura takikat karenge.Tehsin pasha,Khan Murtasim pasha ki kamre ki talashi lee taki Kuch aisa mil jai jo unke haq mein behtar hai."Sultan command.

Sultan holds Princess Meerab's hand and said;

"Humara dil bohot bhari hai beti.Hum filhal ek aulad ki judai ka ghum seh rahe hai.Kafi chote the Murtasim jab hume mile the.Yatim the koi khandan sath nahi tha.Hum unhe mehel lee aye.Unka tarbiyat kiya.Unhe zimmedari sonpi.Woh mehel se dur to hai lekin humesha humari dil ke karib the.Jab laut aaye the tab socha tha phir kabhi hum unhe jane nahi denge.Aab lag raha hai woh humse dur ho rahe hai."

Princess Meerab holds his hand and said;

"Sab thik ho jayega.Aap ka beta phir laut aayega Insha Allah."

_________________________________

Tehsin Pasha entered the room with tensed face and said;

"Sultan jo dastabejat mehel mein hamle ke dauran churi ho gaye the woh Khan Murtasim pasha ki kamre se mila."

Sultan gets shocked and stood up from his place and said;

"Yeh nahi ho sakta pasha.Khan Murtasim pasha gaddar hargiz nahi ho sakte.Jarur yeh koi sazish ka alam hoga.Unhone apni puri zindegi riyasat aur is watan ke liye wakf kar diya.Woh gaddari kabhi nahi karenge."

Princess Meerab sitting on the garden chair.She is drowsy while sitting.She saw in her dreams she walking with Khan Murtasim pasha in a beautiful garden.Flower petals are scattered around.They both are smiling towards each other.

"Sehzadi."

Her drowsiness broke off after heard a sound.She looks up and sees it's Jalal.He asked;

"Aap so rahi thi?"

"Beithe beithe ankh lag gayi thi.Aap Kuch kam tha mujhse?"

He said;

"Aaj ammi ke sath bazar jane ka irada tha.Lekin achanak unki tabiyet kharab ho gayi aur woh jana nahi chah rahe.Woh keh rahi thi aap ko sath le chalu aap ko saman ke bare mein malumat hogi.Hume is baat ka samaj kaha.To aap jayenge sath."

"Mafi chahte hai hum nahi ja sakte filhal.Hum phuphu se bhi mafi mang lenge.Hum pareshan hai kuch baton ke wajah se."She politely replied.

"Lekin aap ko bahar nikalna chahiye.Hum bazar ghumenge dher sari baten karenge jaise bachpan mein karte the.Khair baki aap ki marzi.Aap shayed kisi pasha ki wajah se pareshan hai.Lekin yeh to mehel ki aam baat hai.Isse pehle bhi bohot pasha ki gaddari sabit hui hai."

Princess Meerab gets angry and said;

"Khan Murtasim pasha gaddar nahi hai Jalal."

"Lekin sabot unke khilaf hai."

"Hum nahi mante.Woh gaddari kabhi nahi karenge.Aur ayenda aap unhe gaddar nahi kahenge."Meerab said.

Princess Meerab left from there and Jalal wondering about her frustrations.

𝙎𝙐𝙇𝙏𝘼𝙉𝘼𝙏𝙀Where stories live. Discover now