2

758 122 127
                                    

𝑵𝒐𝒕𝒆:𝑰 𝒐𝒗𝒆𝒓𝒘𝒉𝒆𝒍𝒎𝒆𝒅 𝒃𝒆𝒄𝒂𝒖𝒔𝒆 𝐎𝐟 𝒚𝒐𝒖𝒓 𝒓𝒆𝒔𝒑𝒐𝒏𝒔𝒆 𝒕𝒐 𝒕𝒉𝒊𝒔 𝒔𝒕𝒐𝒓𝒚.𝑰 𝒉𝒂𝒅 𝒛𝒆𝒓𝒐 𝒆𝒙𝒑𝒆𝒄𝒕𝒂𝒕𝒊𝒐𝒏𝒔 𝒓𝒆𝒈𝒂𝒓𝒅𝒊𝒏𝒈 𝒕𝒉𝒊𝒔 𝒑𝒍𝒐𝒕.𝑩𝒖𝒕 𝒚𝒐𝒖 𝒍𝒐𝒗𝒆𝒅 𝒊𝒕.
__________________________________
Princess Meerab changed her attire and looks at the spot where Khan Murtasim Pasha tightly holds her.She touched there and said to herself;

"Kitna jor se baju pakra tha mera pura nishan chap gaya.Sach kehte hai log uske bare mein be raham pasha hai woh."

Princess Meerab willingly go to meet her father in his official room.But Khan Murtasim Pasha blocked her way and said;

"Filhal aap andar nahi jaa sakti sehzadi.Sultan masruf hai."

She gives him an intense glance and asked;

"Mein puch sakti hu kyun aap mujhe ruk rahe hai.Mat bhuliye Pasha woh Sultan hone ke sath sath mere walid bhi hai.Aap ek beti ko uski baap se milne se nahi ruk sakte."

He thinks something and removed from her way and let her go inside.

Princess Meerab greeted and said;

"Maf kijiyega sultan humne aap ki izazat ke begair akele mehel ke bahar kadam rakhe."

Sultan gets up from his place and comes infront of her.He holds her face and kisses on her forehead.

"Meri pyari beti baba ki jaan hai aap.Hum aap se bilkul khafa nahi hai.Aur hume apne khandan ki har kisi ki bare mein bakhubi malumat hai.Hum pehle se hi wakif the aap is waqt apna huliya badal ke kaha jate hai."

She gives him a surprise look and asks;

"Aap ko pata hai babajaan?"

He replied in smiling face;

"Ha meri jaan."

Princess Meerab tightly hugs her father and he softly puts his hand on her head.

Meerab passed by the corridor then sees some pasha discussing with some matter with each other.She feels something important they are discussing.She comes to her younger brother's room and asked;

"Bahar sare pasha kis bare mein baat kar rahe hai kuch pata hai?"

He looks at her and replied;

"Sunne ko aaya hai Paris mein humare yaha se ek safir (ambassador) ki jarorat hai.Baba ne sare pasha ke aage baat rakhi hai jo waha jana chahta hai woh apni arji unke age pesh kar sakte hai.Wohi baat kar rahe honge woh."

Meerab thinks the association who worked against the Sultan also resided in the Paris.If Sultan wants to appointed someone as an ambassador then why he personally didn't give this task someone who is capable.Is Sultan doing some plotting to caught that culprit?

Meantime Tehsin pasha enters there and greets them.

Meerab smiles at him and asked;

"Aap ko kuch chahiye tha pasha?"

He hesitated and said;

"Khan Murtasim pasha aane ke baad har chij mein bohot tabdili aaya hai Sehzadi.Aab hum pehle ki tarha Sultan se mil bhi nahi paa rahe.Ap dono se darkhast karne aaya tha ki agar aap sultan se baat karte ki mujhe unse milna hai to bara hi meherbani hota."

She assured him and said;

"Jarur pasha hum babajaan se jarur baat karenge aur kahenge aap muntajir hai unse milne ke liye."

𝙎𝙐𝙇𝙏𝘼𝙉𝘼𝙏𝙀Where stories live. Discover now