7

472 101 78
                                    

Sahabuddin looked at Sultan's eyes and said;

"Aap ki hukumat ek din khatam ho jayega.Mein yeh takht aap se chin ke rahunga.Aap tabah o barbad ho jayenge Sultan Abdul Hamid."

Sultan slap him tight and said;

"Aap par apne Sultan ka ehteram karna lazmi hai.Agar aap woh mujhe nahi samajte to phir bhi  apni mamu ka ehteram aap par lazmi hai.Aap apni lalach ke khatir apne watan ka sauda bazi kiya aur un majlish mein khud ko shamil kiya jo is watan ko barbad karna chahta hai.Jaye jake phir se us majlish mein shamil ho jaye.Iski izazat hum aap ko dete hai.Khan Murtasim pasha,is gaddar ke liye ek jahaj ke ticket kharid dijiyega humare taraf se.(Looking at Meerab) Chale beti."

Meerab about to leave with her father then Sahabuddin said to her;

"Yeh dhoka humesha yaad rahega Sehzadi Meerab Sultan.Pastaoge tum apni dhoke pe."

She stopped hearing his words and said;

"Jo kiya riyasat ke khatir kiya.Apni watan ke liye kiya.Ek gaddar ko dhoka de kar mujhe zara pastava nahi hua.Dil ko sukoon mila use shikast khata hua dekh kar."

They left from the house.Khan Murtasim khan comes outside and asked Sultan.

"Maf kijiyega Sultan lekin humne Sahabuddin ko giraftar kyun nahi kiya?"

"Woh is ejaj mein shamil hua chota sa kire hai pasha.Use giraftar karke hume kuch faida hasil nahi hoga.Hum bhi dekhte hai woh apni lalach ke khatir kis had tak gir sakte hai.Khair mr pope ke sath aap ko kya karna hai woh hum aap par chorte hai.Aap ka to isse purana hisab hai na?"Sultan said to pasha.

Princess Meerab try to understand what Sultan said to pasha.She can't control her curiosity and asked;

"Konsa hisab babajaan?Mr pope kya pehle bhi yaha aa chuke hai."

"Ji nahi sehzadi woh pehle yaha nahi aaye.Usko humse mulakat kisi dusre mulk mein hua tha jaha hum Sultan ki hukm par jasos ke tor pe bheje gaye the.Waha hume kisi se mohabbat hui phir humne shadi ki.Ek din us badbakht ne humse humari biwi ke badle riyasaat ka sauda karna chaha.Lekin woh nahi janta hum is riyasaat aur watan ke kitne wafadar hai.Hum apni jaan to de dete lekin riyasaat ke sauda nahi karte."He narrates this incident with teary eyes.

"Hume pata hai pasha aap is sarjamin aur riyasaaat ke kitne wafadar hai is liye apni ankhon ke samne mehboba ki qatal hote dekha lekin unhe riyasaat ke ek bhi raaz nahi batai.Aap ki is qurbani ko tarik humesha yaad karega.Is liye humne aap ki gunhegar ko aap ke hawale kiya.Jaisa saza dena chahe de sakte hai."Sultan said to him.

Meerab feels so much pain he hide in his stern personality.Nobody couldn't understand by looking at him a heartless like Khan Murtasim pasha had ever fallen in love with someone.She takes a deep breath and said in a very low tone;

"Apni mohabbat ko humesha ke liye kho dena duniya ke sabse bara aziyat hai."

Khan Murtasim pasha looks at her and feels some unknown pain in her eyes.Then along with Sultan she left for palace.
__________________________________

Princess Meerab walking in the corridor of the palace.Khan Murtasim pasha called her from the behind.

"Sehzadi."

She heard his voice and stopped.She turned around and asked;

"Ji bole."

"Mafi chahta hu aap se us din ke bartav ki hawale se."He said lowering his head.

Meerab smiles and said;

"Koi baat nahi pasha.Us waqt hum ek khel khel rahe the.Aap ka us bartav bhi mansuba ka hissa tha.Allah ki madad se hum apni maksad mein kamiyab rahe aur riyasaat ki gaddar ko shikast de sake."

𝙎𝙐𝙇𝙏𝘼𝙉𝘼𝙏𝙀Where stories live. Discover now