6

462 99 68
                                    

Meerab changed her outfit to come to her room and think about her meeting with Sahabuddin.Meanwhile Sehzada Abdul Kader and said;

"The kaha aap pure din?"

"Kisi dost se milne gayi thi.Kuch hua hai kya?She asked her brother.

"Bohot bara wakiyat hua hai."He said to her;

Meerab smaller her eyes and asked;

"Kya?"

"Fuad pasha ko jindan mein kisi ne zeher de diya hai."He said to her.

She makes a shocking expression and said;

"Kisne kiya hai yeh?"

"Pata nahi Meerab.Filhal Fuad pasha haspatal mein hai.Shukar Alhamdulillah sahi waqt mein unka ilaj shuru kiya gaya warna unhe bachana mushkil ho jata."He said.

Princess Meerab falls in tension and said;

"Allah ka shukar hai."
__________________________________
Princess Meerab walking in the garden and recalling her meeting with Sahabuddin.

He gets delighted when he sees her and said;

"Is baar hum aap ke bulane pe yaha aaye hai.Khali hath nahi lautunga.Aap ko nahi pata kaisa aziyat se guzar rahe the hum jis din aap ko apni ankhon ke samne kisi aur ka hote dekha.Lekin kismat mein humara milna tei tha is liye ek aur mauka diya.Taki hum dono ek ho sake."

Meerab sighed and said;

"Aab halat thik nahi hai Sahabuddin.Pata nahi humne kiya soch kar aap ko woh khat likh diya tha.Lekin aab lag raha hai thik nahi kiya.Hum riyasat ki sehzadi hai aur aap ek gaddar.Agar hum aap ke sath laut jaye to yeh riyasat ke sath gaddari hoga.Yeh sarjamen kabhi mujhe maf nahi karega.Sahabuddin aap meri baat mane.Baba ke samne jake khud ko unke hawale karde aur kahe aap se galti hui hai.Woh bohot rehemdil hai upar se aap thehre unke bhanje.Woh aap ko maf jarur karenge."

He gets aggressive and said;

"Humse koi kusur nahi hua jo hum unse mafi mange.Hum azad soch ki malik hai aur ek azad riyasat kayem karna humara khwab.

He paused and again said;

"Aap hume khud yaha bulake aab uljhan mein kyun hai mujhe samaj nahi aa raha."

She replied;

"Kyun ki baba ko pata hai aap yaha aa chuke hai.Aap khatre mein hai filhal.Mujhe aap ki fiqr hai Sahabuddin.Aap ki jaan ko hum khatre mein nahi dal sakte."

He smiles,Holding her hand and said;

"Aap ne liye aap ki ankhon mein fikr dekhar dil ko sukoon aa gaya.Lekin Sultan Abdul hamid mera kuch nahi bigar sakta.Mein kuch bara socha hai Meerab."

"Kiya karnewale ho?Meerab asked with curiosity.

"Ek ger mulk ki jasos se milne ki irada hai.Mr pope uske sath mil kar hi kuch bara karunga mein."He answered.

"To aap yaha hai Sehzadi?"

Hearing this question Meerab comes to present.She turns around and looks at Khan Murtasim pasha.He comes near her and asked;

"Aap se kuch sawal karne the mujhe."

"Bole pasha."Meerab said him.

"Pichle kuch din se aap mehel se gayeb ho jati hai.Kaha jati hai kisi ko kuch malum nahi.Puch sakta hu aap jati kaha hai?"He questioning her.

Meerab gets angry and said;

"Pasha aap Shayed bhul rahi hai aap baat kisse kar rahe hai filhal.Mein apni zaidti zindegi ki bare mein aap se jawab dena jaruri nahi samajti."

𝙎𝙐𝙇𝙏𝘼𝙉𝘼𝙏𝙀Where stories live. Discover now