part 101

435 51 7
                                    

Continue from previous part

(Yuvraj see kaka was standing on side )

Yuvraj :- kaka...(kaka come towards them)

Anirudh :- kaka woh...(kaka show him his plam he keep quite)

Kaka :- ye bahuye pakar jiwan safal ho gaya humara... humari ye choti choti bahuye itne bade bade kaam bhi kar leti hai

Som :- matalb phir sara credit bodhi ka hua.. dada aap dono to sanyas le liye..

Batuk :- kon le raha hai sanyas..(he came yawning)

Som :- tu or kon...

Batuk :- nahi... Main sanyas nahi lunga.. agar maine sanyas le liye to meri hone wali patni ka kya hoga..

Kaka :- aacha ( he hold his ear everyone laugh but bondita just gave a smile Anirudh notice it )

Anirudh(in mind) :- lagta hai bondita abhi bhi dukhi usse baat karni hogi aacha aab ander chale..(everyone go inside)

Aarohi :- phir ban gaye ye sukhad shantimay pariwar par main har nahi manungi...inhe kam aakne ki jo galati ki hai usse dubara nahi dohraugi... kuch or bada sochna padega (She also go inside)
Its became night time bondita was not well so she slept in day time on kaka's strick instructions he didn't let Aashita to do any work but he didn't stop Anirudh and yuvraj to going to work because he know his stubborn sons never heed him everyone was having dinner when Aarohi start her saasuma drama..

Aarohi :- bondita babu aab tabyat kesi hai tumhari...

Bondita :- kafi behtar hai pishi maa..

Aarohi :- Aashita babu tum thik ho na tumhare haath par kuch jale ka nishan dekha tha maine..(suddenly yuvraj start coughing) aare aare babu pani do..(Aashi gave him water)

Yuvraj :- mera..uhhhu.ho..gaya..main ja raha hu..(he leave hurriedly )

Aashita :- khana to pura kha.(she won't able to complete and he leave)

Aarohi :- kya hua hai yuvraj ko bahu...
(She stay quite because she herself don't know why he run like this) pati ke man main kya hai iski khabar patni honi chiye tabhi jiwan sukhi bitta hai.. tumhe pta hona chiye tumhare pati ke dil or dimag main kya chal raha hai..

Aashita :- jii (in mind) :- ye pati babu bhi na khana chhod kar khud bhag gaye or sunni mujhe pad rahi hai

In study
(Bondita was sitting holding a book but her attention was not in it she was just flipping the pages

Anirudh :- bondita...

Bondita :- pati babu aap (she close the book)

Anirudh :- kya soch rahi ho.. Arun ke barre main (she nod) bondita..dekho.. jo hona tha woh to ho gaya na..abb baar baar usske barre main soch kar kuch badlega kya....ya tumhare aise dukhi rehne se arun wapas aa jayega... nahi na.. aacha tum manti ho na.. ki jo hota hai ussme koi na koi bhalayi chupi hoti hai..to phir dukhi hokar koi faida hai kya..aacha idhar aao.(he take her to window) wohhh dekho... Ye itne sarre tare dekh rahi ho.. aab in main se ek arun bhi hai..or woh tumhe dekh raha hai.. or pta hai sayad woh bhout khus hoga ko chalo koi to tha jisne usske liye awaz uthaai... Janti ho ye tare jitne humse dur hai utne hi humare pass bhi hai humare aapne bankar.. humare aapne humse dur chale jate ye duniya chhod kar par woh humesa humare saath bhi rehte ye tare bankar... Timtima kar batate hai ki.. humne jo kiya woh sahi hai ya galat dekho aaj kitne sarre tare Timtima rahe hai arun or usske jaise woh sare log jo tare ban gaye. pta hai kya keh rahe hai dhanywaad bondita aab koi bhi unke jaisa insan pratadit nahi hoga.. or woh tare jo thoda dur hai woh garv kar rahe hai ki dekho dharti par rehne wali chote se tulsipur ki choti si bondita itne bade bade kaam karti hai aacha aab chalo muskura do.. warna kahi tumhe haste haste main bhi kisi din tara...

Bondita :- nahi aap aisa mat boliye main aapko kabhi tara bante hue nahi dekh sakti... Shotti...

Anirudh :- to aab jaldi se muskurao warna main tumhe phir tikhi mirchi bulauga...jo na hasti hai na muskurati hai bus muh banti hai or ladti hai...

Bondita :- pati babu...(she smile and even start laughing they both share a good laugh (in mind) :- dhanywaad pati babu aapne mere man se sara bojh uthar diya...

Anirudh :- aacha ab jao or so jao or haa dawai lekar sona main koyli ko bhejta hu (she leaves he sent koyli to her)(in mind):- bachpan main jab bhi dukhi hota tha to maa yuhi taro ki baato main uljha deti thi aapki tarkib aaj bhi kaam kar gayi maa...(he smile and sit on study couch)

In Yusita's room
(Yuvi was holding a file keeping the pen in his mouth looking like he was reading and marking something he was so much engrossed in his work that he didn't notice Aashita who enter with a plate )

Aashita :- pati babu...

Yuvraj (still looking in fine) :- hmmm

Aashita :- kya hmmm chup chap khana khiye...(he look up he look at her )

Yuvraj :- ttt...tumm... Tum ho..

Aashita :- aap kisi or ko expect kar rahe the...

Yuvraj :- nnnn.nahi.nahi to...

Aashita :- aap kuch thik nahi lag rahe.. kuch hua hai kya

Yuvraj :- nahi...kuch nahi hua.. (he leave closing the door behind him infact locking her inside)

Aashita :- pati babu..(she try to open the door but its was locked)  ye to mujhe band karke chale gaye..pati babu kholiye..(she knock the door ) aare oo doctor sahab khana khane ko hi to bola tha issne kamre main band karne wali konsi baat thi kholiye na..(she became tired by this knocking and set on bed ) bhagwan aisa pati sabko de...main akele kyu jhelu..(she lie on bed and soon sleep)

Outside yuvi was walking looking backside he bump with someone...

Anirudh :- ayeee... dhakan.. samne dekh ke chal...aage sidhiya hai..

Yuvraj :- tttthik hai..

Anirudh :- kya hua pareshan kyu hai...

Yuvraj :- mmmain..or pareshn nnnai nahi to..

Anirudh :- aacha to ye bakri ki tarah.. main main..kyu kar raha hai...

Yuvraj :- wohh.. (Anirudh hit slowly on   yuvi's head) ahh.. mar kyu raha hai bta raha hu na... Woh... Hua yu ki.. woh..

Anirudh :- chal...(he take him on terrace)

Yuvraj :- ye mujhe yaha bitha ke kaha chala gaya.. Anirudh...(he come from behind)

Anirudh :- teri awaz sun ke kaka aaye na to tu double pitega...(he sit beside him yuvi widen his eyes looking the thing which he hold in his hand he turn and look everywhere)

Yuvraj :- ye tu baba ki almaari se laya na ... (Anirudh nod in yes) kisi ne tujhe dekha to nahi .(Anirudh nod in no)  haa phir thik hai....(Anirudh holding a bottle of alcohol after finishing almost half bottle)

Anirudh :- abb bak kya hua hai..raat ka khana bhi nahi khaya tune.. or abb bhatakti attama ki tarah ghar main bhatak raha hai ek minute kahi tera or Aashita ko jhagda to nahi hua na.. kahi ussne tujhe kamre se bahar to nahi nikal diya..

Yuvraj :- abbe chup...tujhe Barrister kisne banaya...tu writer kyu nahi bana.. mujhe bolne to de...

Anirudh :- itni der se tere bolne ka hi intazar kar raha hu main..

Yuvraj :- wohh.. ii.. i kissed her(he said in one go making Anirudh spitting the drink from his mouth )

Anirudh :- kk..kisko kiss kar liya tune... Dekh agar iss baar mariya jaisa kuch hua na.. to tu soch lena..

Yuvraj :- mariya... mariya bich main kaha se aa gayi.. maine aapni biwi yani Aashita ko kiss kiya. ...

Anirudh :- haa phir thik hai...

Yuvraj :- kya thik hai behosh thi woh..(Anirudh shockly look at him)

Anirudh :- haramkhor.. tune usski behoshi ka fayda uthya...

To be continued...

Till Eternity Where stories live. Discover now