Part - 13

537 50 0
                                    

In previous part because of Sodamini's blame yuvraj was thrown out from the R.C mention and roy Choudhury's break all ties with him....

Somnath :- mujhe to abhi bhi yakin nahi ho raha uv dada essa kuch kar sakte hai...

Kaka :- hum to sapne main bhi nahi soch sakte the ki yuvraj essa nikalega

Binoy :- jo sanskar humne aapne tino baito ko diye wahi sanskar humne usse bhi diye the....

Kaka :- sayad humare sanskaro main hi koi kami reh rahi thi.. ( look towards sky) hume shama kar dena humare mitra hum tumhare bete ko na sambhal sake  ..

Anirudh :- buss kigye aap log bhout ho gaya yuvraj ne jo kiya usse usski
saza mil chuki hai aab koi bhi iss ghar main uss insan ka naam nahi lega.... Bhul jaiye ki humari zindagi main yuvraj naam ka koi insan tha.... (Go towards his room)

Kaka :- dikha nahi raha hai par hum sabse jada wahi dukhi hai akhir bachpan se ek pal dur nahi rahe hai dono...

Somnath :- kaka main jakar dekhu dada ko..

Binoy :- nahi som usse thodi der akela rehne do sambhalne do...

In Anirudh room)

He entered in room and close it from inside ... Know he can't handle this tears anymore and he start crying like a kid..

Anirudh :- kyu kiya tune ye UV kyu!!! Mera adha hissa hai tu... Tu jab saath hota hai na to lagta hai ki puri duniya ki taqat mere saath hai .... kyuki teri dosti ki taqat ne humesa mujhe himmat di hai Par tere bina kya karunga main kyuuu?

(Tabhi ek tej hawa ka jhoka Anirudh or UV ke photo frame ko gira deta hai jo ki table par rakha tha) (Anirudh uth kar jaldi se frame ke paas jata hai or usske ek ek tukde ko uthata hai...)

Anirudh :- humari dosti ke tarah ye frame bhi tut kar bukar gaya .. please durgga maa uv jaha bhi ho usse thik rakhna usspar koi anch mat aane dena
( It was evening the sky was getting darker)
Yuvraj was sitting on bank of a river..

Yuvraj :- mane kabhi nahi socha tha Anirudh ki ek din essa aayega ki ye dosti ek kach ke frame ki tarah bikhar jayegi... Sodamini ne jo kiya so kiya par tune bhi mera vishwas nahi kiya... Itni kamjor to nahi thi na humari dosti... Hyy durgga maa abb waha koi nahi hai jo Anirudh ko uss sodamini se bacha sake please mere dos.... Anirudh ka khayal rakhna..
( Aashita was passing from there with a girl her eyes fall on yuvraj )

Aashita:- vilayti babu yaha... ( She turn towards the girl) aparna tu ghar ja maa se kehna main thodi der main aa jaungi ( aparna leave Aashita went towards him ) vilayti babu... ( He immediately wipe his tears and look at her but his eyes say it all she took a deep breathe and sit beside him leaving a comfortable distance between them)
Man ki baat bolne se dil halka ho jata hai...  ( He turn again to look at her their eyes met he found her geniune and soothing)

Yuvraj :- mere pass kuch nahi hai kehne ke liye ... ( He put his head down)

Aashita :- mana mujhe aapki bhasha samjh nahi aati par insaan ka chehra dekh ke itna to samajh sakti hu na main ki woh kuch kehna chahta hai ya nahi.... Par main aapko pareshan nahi karungi... ( She was about to stand up)

Yuvraj :- anirudh or meri dosti tut... ( He said looking at the river) ussne Vishwas hi nahi kiya mera....  ( He narrated her everything she was blank listing at everything) kya salon purani dosti kam hoti hai vishwas banne ke liye... ( He look at her and chuckled) abb to sayad tumhe bhi mujh par vishwas nahi ho raha hoga haina.. itsok...( He turn his face again towards river)

Aashita :- ek ladki iss had tak ja sakti hai ye baje aacharya ki baat hai vilayti babu...  Jab woh itna kuch kar skati hai to woh kuch bhi kar sakti hai...  Aapke alwa usska sach koi nahi janta or bina sabooton ke aap kuch sabit nahi kar payenge par mujhe aap par vishwas hai... ( Yuvraj look at her)
Waise abhi mujhe jana hoga .... Par aap dekhna dugga maa sab thik kar dengi... ( She smile and he smiled back then she leave)   

Bondita's mother was coming to river for water with her pot..

She saw a boy was sitting there and after seeing his face she recall something ..

Flashback ..

A kid of 5 years came running ...

Kid :- sumati kaki sumati kaki muje vidhyalay nahi jana chupa lo muje... (A lady came... )

Lady :- kaha gaya woh badmaash humesa gondogol karta rehta hai dekho na sumati aab tum hi samjho isse ...

Sumati :- dekho beta agar vidhyalay nahi jaoge to docter babu kese banoge... Or london kese jaoge

Kid :- par kaki mera maan nahi hai...

Sumati :- aacha agar tum vidyalaya
jaoge na to main tumhe ek handi bhar ke rosogulle dungi ..

Kid :- shotti kaki

Sumati :- shotti abb jao ...

Lady :- dekha sirf tumhari hi sunta hai.. ye

Sumati :- arre Prerna didi aap bhi na...

Flashback end..

Sumati maa :- yuvraj........ ? (Yuvraj shockly look at her as he won't able to recognise her )

Note :- the kid was yuvraj and the lady was mother of yuvraj......

Yuvraj :- ji maaf kigyega mane aapko pehchana nahi...

Sumati maa have tears her her eyes... Sumati maa :- aapni sumati kaki ko nahi pehchanega....

He is still looking her strangely...

Sumati maa :- purwaiya dheere dheere aana.. neend bhare pankh liye.. jhula jhula jana... (Tears were brimming in her eyes)

Uv in flashback :- nanha kanha sone chala purwaiya dheere dheere aana  ( he recognised her because she use to sing the lori for him)

in present time :- kaki......

Actually yuvraj 's family and Bondita's family know each other yuvraj and Bondita 's father were bestfriend and live together as a family in devipur but after the transfer of uv father they have to leave from there and after some time bondita 's family also leave from there ....

Yuvraj :- kaki kesi hai aap (notice her widow wear )  ye sab kese...

Sumati maa :- sab kismat ka likha hai yuvraj ... Tu bta na beta tu yaha esse kya kar raha hai puskar bhiya (father of uv) or Prerna didi (mother of uv) kaha hai...

Yuvraj :- jab main 10 saal ka tha to ek durghtna main woh dono ye duniya
chhod kar chale gaye ...

Sumati maa :- kyaaa! ( Have tears in her eyes ) to tu itne saal kaha tha beta... Or abb yaha esse ...
(Yuvraj tell the whole story from staring to end to sumati maa about RCs about Anirudh and his friendship about the blame... )

Sumati maa :- beta tu chinta mat kar jhut ke pav nahi hote woh ek na ek din jarur bhagte bhagte gir hi jata hai..

Yuvraj :- shotti kaki ...

Sumati maa :- shotti ... Kuch khaya tune tu chal mere saath ..

Yuvraj :- kaki ye kesi baate kar rahi hai aap main aapke saath kese aa sakta hu...

Sumati maa :- kyu! Jab chotta tha tab to aapni kaki ki sab baate manta tha aab nahi manega ....

Yuvraj :- kaki aapko meri waja se takleef hogi...

Sumati maa :- maa ko kabhi aapne baache se takleef hoti hai kya tu mere saath chal raha hai bus or main kuch nahi sunna chahti tuje teri kaki ki kasam ..

Yuvraj :- thik hai main chaluga apke saath...

They start walking on the way to home..

Sumati maa :- janta hai yuvraj teri ek choti behen bhi hai... Bhout tark karti hai... Bilkul tere kaka ki tarah..

Yuvraj :- fir to usse milna hi hoga... Naam kya hai usska kaki...

Sumati maa :- bondita.....

Yuvraj :- bondita jo master Dinanath ke pass padhne jati hai ( he said hopefully) ...

Sumati maa :- haa... tu milla hai usse ....

Yuvraj :- haa kaki... Mila hu main bondita se...

Sumati maa :- fir to woh bhout khus hogi tujse milkar...

To be continued....












Till Eternity Where stories live. Discover now