Part - 83

483 41 7
                                    

In previous part Bondita, Aashita and jodan run away from pari bhawan along with shadhna...

Jodan :- its almost eight run.....(they run as fast but shadhna stops... She start breathing faster)

Bondita :- kya hua aapko.. aap thik to hai na..

Shadhna :- saas....sass..na.nahi ...aa rahi...rahi mmm.mujhe...

Aashita :- Asthma... Aapko asthma hai saas phulne ki bimari...(sadhna nod helplessly..)

Jodan :- abb kya kare... Without medicine how we cure her...

Bondita :- abb kya kare... Aashi tu to medical padh rahi hai na kuch bta na kya kare...aap saas lene ki koshish kigye... ghabriye mat please shant ho jaiye....

Aashita :- kya karu..(she close her eyes
Flashback.
Yuvraj - Pta hai Ashita sirf ye angrezi dawaiyan hi nahi ye jo podhe hote hai na jise hum jadi buti kehte kabhi kabhi woh kar deti hai jo badi badi dawaiyan nahi kar sakti (flashback ends she open her eyes) tulsi... Bondita tulsi....

Jodan :- what tulsi...

Bondita :- tulsi puddine i mean mint jesa dikhta hai but its smell is different (they start searching for tulsi jodan saw a plant which look like mint he smell it but its not smell like mint)

Jodan :- i think i got it Aashita see is this tulsi...

Aashita :- haa yahi hai tulsi..(she take its leaves crushed them in her hands and squeeze the juice in her mouth after sometime she became normal)

Bondita :- Dhanyawad dugga maa... abb chalo jaldi samay bhout kam hai humare pass(they run again)

In RC mention

Kaka :- thik hai agar tum dono ka yahi faisla hai to hum tumhe nahi rokenge... par aaj chaturthi hai satya ke Devta gauri putra Ganesh ki pooja hotai hai aaj ek baar unke samne matha tek lo woh Jarrur sab vighna dur karenge...(Anirudh and yuvraj nod they go in pooja ghar a statute of Ganesh ji was kept near dugga maa's murti they all joined their hands...)

Anirudh (in mind) :- hume pooja path karna nahi aata par sache dil se mangne walo ki aap jarrur sunte hai manokamna purak kehte hai log aapko... Please bappa madad kigye humari...

Yuvraj (in mind) :- aapke rehte sachai ki jeet main itni muskile... Aaj sab aapar chhod rahe hai...

Batuk :- Ganpati bappa...

All :- Moriya...(then Anirudh and yuvi leave for court its 9 tara bai see them)

Tara bai :- aap dono yaha...  Lagta hai humari baat ko halke main liya hai aap dono ne..

Anirudh :- essa kuch nahi hai tara bai. Sach sabke samne aa kar rahega... Or hum mukadma jarrur ladenge...

Tara bai :- lagta hai aapni patniyon se pyar nahi hai aap dono....

Muchad :- arre hoga bhi kyu tara bai jabardasti ki patniya kise pasand hoti hai...

Yuvraj :- agar abb ek shabd bhi tumne Aashita or bondita ke khilaf nikala to jinda wapas nahi joge...

Anirudh :- jab anat samay nikat ho to diye ke law khub phadphadati hai.. tumhare ghamand ki law ka bhi kuch essa hi haal hai tara bai... Aab bujhne ke samay khub unchi ho gayi hai par jab bujhegi to andhera nahi hoga balki ek naya ujala hoga jisme tumhara koi aastitav nahi hoga...

Tara bai :- batte to bhout aachi kar kete hai aap baarister babu par... Aab jeet burai ki hogi...

Yuvraj (smile) :- sachai ki taqat khud ganpati bappa humare saath hai woh dekho (they turn and saw a shami ka  patta tuck on the case file... Tara bai shocked)
( From writer - As we all know shami's leaf consider as symbol of lord Ganesha)

Anirudh :- tara bai burai naam ka andhkar khub uncha uth sakta hai khud bada ban skata hai par aant mai. Aachai ke ke kiran us andhkar ka astitva nast kar deti hai abb bhi samay hai sambhal jo warna anjam bhout bura hoga (tara bai leave furiously)

Here in jungle...
(Its 10 am)
They were searching for their path..but Aashita fell down..

Aashita :- ahhhhhh...(an animal tarp caught her feet yuvraj was lifting a file his hands scratched in a iron nail in desk...

Yuvraj :- ahhhh...(his hans start bleeding Anirudh immediately rap hanky in his hand)

Anirudh :- dhyan kaha hai tera sambhal kar...

Bondita :- aashi...kya...hua tuje tu gir.. (she saw her feet) hyy dugga main ye to jaal hai..

Aashita :- ahhh...tum log ruko mat jao..ahh.. (jodan try to free her feet but its pain more) ahhh... Jodan Samy nahi hai tum....tum jao..

Bondita :- pagal ho gayi hai tujhe chhod kar cahle jaye... Sapne main bhi nahi chod skati main tujhe esse dard main..

Aashita :- bondita iss ahhh... iss waqt ye sab sochne ka smay nahi hai...jao.. please ahhh....

(Ganpati palki come their bondita see the ganpati murti she join her hands)

Bondita :- or kitni pariksha lenge aap..
Satya ke devta hai na aap aapke rehte hai sachai esse nahi haar sakti... vighharta kehte hai na aapko sab to sachai ki jeet main itne vighn kyu... Jabse hosh sambhale hai suna hai ki bhagwan unhi ki madad karte hai jo aapni sahyata khud karte hai par aab aapko humari madad karni hogi.. saath dena hoga humara...

Jodan :- i'm a Britisher i never worship you but i know you and Jesus all are same.. please help us..

Aashita :- please bappa madad kigye... Rasta dikhaiye (they all joined their hands and bow their head)
(A man in group say)

Man :- arre bhai jaldi chalo..ek ganta hua uttar disha ke gaon tulsipur se nikale...

Bondita :- Tulsipur yani ye palki tulsipur se aayi hai uttar ki taraf dhanyawad bappa aapka bhout Bhout dhanyawad

Aashita :- aab tum log jao der mat karo (the hunter come)

Hunter :- hyye bhawan aap thik to hai..(he fastly come and the open the tarp) shama kigyega.... Maine pheli baar jaal lagya tha

Aashita :- nirdosh janwaro ki hatya karke kuch nahi milega aapko..

Hunter :- mere man bhi nahi maan raha tha iskiye main ye jaal hatne hi aaya tha.. shukriyaa aab kabhi jaal nahi lagauga..(he leave Aashita stood up)

Bondita :- aab cahle... Sirf ek ghanta

In court its 11
Concierge :- start the hearing....

John :- your owner this case was open and shut case.. nothing is there to debate in it...

Anirudh :- mr. Welson courts need proof and legal actions... Tara bai is guilty because before we know she only force girls to do work without their will but know i have proof that she is a murderer and also a kidnapper....

John :- first i want to present someone here may i your owner

Judge :- permission granted..(a very old man come)

John :- he is considered as the always truth speaking person in this Tulsipur now today he will also truth to batiye kya tara bai ke barre main kya jante hai aap...

Old man :- tara bai ek bhout bhali Aaurt hai....
To be continued

Till Eternity Where stories live. Discover now