part - 97

414 41 0
                                    

Continue from previous part...

They clean themselves from flour suddenly phone ring...

Bihari :- helooo.. ji... Barister babu aapke liye phone hai..(Anirudh take the Phone )

Anirudh :- hello... Ji kahiye... Kyaaaa... Aise kese... Par.... Thik hai...(he keep the phone)

Yuvraj :- kya hua...

Anirudh :- court se phone tha woh keh rahe hai ki jo arji humne dali thi woh khariz ho gayi hai

Yuvraj :- kya....par aisa kaise... Aaj finall decision ki baat hui thi na to woh kharij kese hui

Bondita :- kaise arzi...

Anirudh :- bondita humne court main arzi dali thi kinaro or samlangiko ko samaj main rehne ka adhikar dilane ka liye par ye keh rahe hai ki mere assistant ne phone karke kaha ki aab is arzi ki koi jarrut nahi hai...

Yuvraj :- assistant....par tera to koi PA hai hi nahi...

Anirudh :- wahi to phir kon hai jisne ye kiye...(arohi was smiling in side)

Aarohi (in mind) :- mere rehte tum sabki pareshaniya khatam ho jaye aarohi aisa hone degi kya...
Flashback

Aarohi (in call) :- main Anirudh Roy Choudhury ki shayeka bol rahi hu.. woh darasal sahab ne kaha tha ki unhone adalat main jo arzi dali hai aab usski Jarrut nahi to main aap logo ko usse kharij karne ke liye intila kar du...

Call :- aap sure hai...

Aarohi :- ji...(the call disconnected)
Flashback ends

Aarohi (in mind) :- aacha hua maine mere pujniya trilochan dada or mere pyare pyare bhatejo ki batte sun li thi... Aab ek hafta phir lagege in dono ko arazi dalne main tab tak in dono ki ye dono patniya sant baithengi kya (she smile evily)

Aashita :- aab kya hoga...aapko to phir se arzi dalni padegi na..

Anirudh :- nahi...(aarohi get shocked)
Mere hastakshar ke bina ye arzi kharij nahi hogi..woh patwari naya hai to usse kaam ka experience kam hai... Aaj to sunday hai... Main kal subha jakar dekhte hu... Or ye bhi pta lagana padega ki kon hai jisne ye kiye

Kaka :- thik hai aab sab jao.. or aram karo...(everyone leave for their rooms)

Aarohi's room
Aarohi :- har baar chuk jati hu main... Har baar ek naya rasta nikal lete hai ye log par kab tak ek na ek din to mera bhi din aayega... Abhi bhi bazi khatam nahi hui hai.... Do din baad maha Shivaratri hai uss din is pariwar ka ek sadsya to kam ho kar rahega... Phir chahe mujhe kuch bhi kyu na karna pade...

In study...
Bondita :- ye ligye aapki kapi...

Anirudh :- bondita aab bhi gussa ho.... I'm sorry... phir kabhi aisa nahi hoga Ek baat yaad rakhna tumhare sawal... Bhout khas hai mere liye... Kabhi mat sochna ki tumhare sawalo ke karan main tumse dur jauga...

Bondita :- pati babu...janti hu main..par ek baat batiye ..

Anirudh :- haa bolo...

Bondita :- kuch nahi main to bus dekh rahi thi ki aap aise hi to nahi bol rahe...(she smile he narrow his eyes and look her) kya...

Anirudh :- tumne mere phool kyu pheke...

Bondita :- haaa?

Anirudh :- haa pta bhi hai tumhe... kitni  mushkil se ugte hai phool huhh..(he blow his mouth bondita go he look at her but see her coming back he again turn his face)

Till Eternity Where stories live. Discover now