part - 131

347 57 3
                                    

Continue from previous part....

Khan baba leave with bondita...
Anirudh :- thankyou Aashi tumne sambhal liya warna khan baba ke sawalo ka jawab sayad hum nahi de pate...

Aashita :- maine to sab sach hi kaha na Anirudh babu.. ismain dhanyawad ki koi jarurat nahi hai... (Anirudh leave Aashita look toward yuvraj who was already stairing at her with lots of gratitude in his eyes) abb aap bhi chaliye ya yahi rehne ka irada hai aapka...

Yuvraj :- chalo... (Aashita step ahead and her feet got tangled in mat she was about to fall yuvraj hold her by her waist she clutches his shirt both lost in eachother The touch of his cold fingers on her waist sends a chill down to her spine their heartbeat increased the feeling was very new for them then two birds enter in study they look toward them..

Aashita :- pati babu pankha band kigiye... (He immediately off the fan then they again look towards celling) tota maina... Pta hai pati babu gaon main har daal par ek na ek tota maina ka joda hota hai...

Yuvraj :- jine ke liye har kisi ko kisi na kisi ke saath ki jarrut to hoti hai na. (he say while looking at the beautiful pair of the birds then they flew away)

Aashita :- aacha aab chaliye bhout der ho gayi Bondita sab akele kaise sambhalegi (she go out yuvraj was still stands there)

Yuvraj :- main humesa sochta tha tumhe kaise samjhaunga humara rista par Jarrurt hi nahi padi Aashi tumne bina kuch kahe hi mere sare sawalo ka jawab de diya aab bus tumhare doctor banne ke der hai usske baad tum humesa humesa ke liye ajad hogi aapne man se aapna jiwan jine ke liye.. aapni pasand ka saathi chunne ke liye.. jiske saath tum puri jindagi khush reh sako... (His eyes became moist)

Aashita :- patii babuuuu kaha reh gaye aap...(she call him from outside)

Yuvraj :- haa aaya... (He also go out)

(In kitchen bondita was lifting a bowl but it got slip from her hand but Anirudh hold it)

Anirudh :- sambhal kar Bondita lagi to nahi na tumhe ....

Bondita :- nahi pati babu bus katora thoda garam tha isliye haath se chutt gaya ...(Anirudh bend a little towards her )

Anirudh :- kuch pareshan lag rahi ho kuch hua hai kya...

Bondita :- pati babu mujhe lagta hai khan baba kuch naraz hai tabhi to bhojan karne se mana kar diya unhone jabki aapne or dada ne kaha tha woh kabhi mithe ko mana nahi kartey...

Anirudh :- khan baba naraz nahi hai woh to bus unhe thodi si yatra ki thakan ho gyi thi aab unhone thoda aaram kar liya hai na to aab sab thik hai...

Bondita :- shottiiii....

Anirudh :- shottiii...

Bondita :- thik hai pati babu aap bhi jaldi aakar bojan kar ligye.. (she leave with the bowl)

Anirudh :- pta nahi woh din kaisa hoga bondita jab tumhe humare vivah ka karan pta chalega... Par main ek wada karta hu tumse tumpar koi bhi dabav nahi padne dunga tumhare ek baar Barrister bante hi tum humesa ke liye ajad hogi aapni iccha se aapna jiwan jine ke liye na to tumhare mang main anchaha sindoor hoga na hi jabardasti ka sakhapola.... hogi to bus Tumhari khusiya or ajadi...(he Leave from there)

On dinning table..
Kaka :- som Aarohi kaha hai usse kal se nahi dekha humne...

Som :- kaka pishi vrindavan gayi hai do teen din baad aayengi...

Binoy :- bta kar to jana chiye tha na...

Som :- woh jaldi main thi agar kaka or aapke liye rukti to mandali chali jati na baba...

Kaka :- aacha aacha koi baat nahi...

Khan baba :- Bondita or Aashita tum dono ne aapna saman to pack kar liya na (both look at eachother)

Kaka :- kaisa saaman khan...

Khan baba :- aap to aise sawal puch rahe hai bhai jaan jaise wakif hi na ho... London jane ke liye saman pack karna hai bina jarrut ki chheso ke jayegi kya yeh dono waha...

Binoy :- par itni jaldi...

Khan baba :- bhaijaan samay to yahi sahi hai or phir hum bta de ki issi samay london jana sahi hoga kyuki visaw yudh ke baad halat abhi bhi samanaya nahi hai... Yatra karna itna bhi aasan nahi khas karke hum bhartiyo ke liye to tum dono tyar ho jao parso subha nikalna hai hume.. (he get up and went to his room in the whole conversation two pair of eyes was just staring at their plate their eyes were moist because both girls were leaving them for a very long time period but also they have a smile because they both are going to achieve their dreams they didn't utter anything and just went to their room bondita and aashita look at eachother they knew that they have to leave but none of them imagined that will be so early kaka stand up and keep hand of their head)

Kaka :- aache se tyari karna or waha aapna pura dhyan rakhna humne suna hai bhout thand hoti hai vilayat main hum Koyli se kehkar dher sare garam kapde rakhwa denge khub man laga kar padhna... (He leave to his room everyone went to their respective rooms)

Bondita :-kabhi socha tha tune ye sab itna jaldi hoga...

Aashita :- aisa lag raha hai abhi kal hi ki to baat hai jab hum iss ghar main aaye the padhayi shuru ki thi or kal ke baad hum london chle jaynge sabse dur ek naya safar shuru karne...

Bondita :- kuch pane ke liye aage to badhna hoga na.. dusra kadam rakhne ke liye pehla kadam agge rakhna hi padta hai..

Both :- badlav...
(Next morning )
Bondita and aashita were in kitchen but have frown on their face)

Bondita :- ye koi sahi baat thi kya..

Aashita :- bilkul bhi nahi.. ye bhout galat kiya unhone.

Bondita :- haa unhe to maza aata hai na ye sab karne main...

Aashita :- kamse kam aaj ke din to aisa nahi karna chiye tha na...

Bihari :- arre arre bahurani ji aap dono yaha kya kar rahi hai bade malik ne mana kiya hai aap dono ko aaj sirf aaram karna hai

Koyli :- or ye muh kyu latka rakha hai aap dono ne..

Both :- aaj aakhri din hai humara iss ghar main kamse kam aaj to un dono ko humare saath rehna chiye tha par nahi woh phir bhi kam se bahar chale gaye...

Som :- bodhi dada ne kaha hai na thodi main aa jaynge aap dono aise udas to mat hoiye ...
(They come in the hall)

Bondita :- som dada batuk kaha hai subha se nahi dekha usse nasta karne bhi nahi aaya woh...

Som :- woh aapne kamre main hai bahar hi nahi aa raha aab aap hi jakar dekhiye usse... (He leave bondita and aashita look at eachother )

(At batuk's room)
Bondita :- batuk.. darwaza kholo...

Batuk (from inside) :- darwaza khula hai bodhi ander aa jaiye... (Both went inside)

Aashita :- ye kamre main itna andhera kyu hai.. batuk...(she switch on the lights and both get shocked)

Bondita :- aashi batuk ki awaz to kamre main se hi aayi thi itni jaldi kaha chala gaya...

Batuk :- main abhi bhi yahi hu...

Bondita :- yahi ka...

Aashita :- bondita ye to palag ke niche hai.. (she look beside her and found Aashita bending towards bed she also bend down )

Bondita :- batuk tum.. tum niche kya kar rahe ho.. bahar aao...

Batuk :- nahi main nahi aaunga bahar
(he was lying on his stomach under the bed)

To be continued....














Till Eternity Where stories live. Discover now