Part - 18

627 54 1
                                    

In previous part the truth get reveled ....

Anirudh is sitting in his study.. Anirudh :- mera dost nirdosh tha..... Or sodamini ki waja sab kharab ho gaya.. par abb bhi sab khatam nahi hua hai main aapne dost ko wapas mana kar lauga... UV i'm coming mere dost...

(in hall)

Kaka :- hum sab ko yuvraj se mafi mangni hogi kya kuch nahi kaha tha humne usse .. haath tak uthaya.. aapne bacche par...

Binoy :- haa da.. uv ko wapas lana hoga na jane itne din kese or kaha raha hoga...

Batuk :- uv dada bondita ke ghar par the..

Kaka :- kon bondita batuk..

Batuk :- arre kaka wahi ladki jo uv dada ke saath aayi thi...

Kaka :- woh ladki .. ekdam choti dugga jesi lag rahi thi... Yuvraj or ussne milkar hi to humare parivar or Anirudh ko uss sodamini se bachaya.. dugga main uss par humesa aapki kripa banaye rakhe

Anirudh :- kaka main uv ko wapas lane ja raha hu..

Kaka :- jarrur jao beta.. or bondita ko humare or se dhanyawad bhi kare dena...

Anirudh :- jii (he leaves)

In bondita's house..

Aashi :- ye bondita kaha chali gayi aaj main waps aayi hu or isska kuch pta nahi.. maa bondita kaha hai.

Sumati maa :- piche wale ghar main hogi...

Aashita :- thik hai main jakr dekhti hu..

Sumati maa :- arre sun to woh... Chali gayi ye dono bhi na .. humesa ghode par sawar rehti hai

Aashita goes to outhouse of back yard... She enter ..

Aashita :- bonditaaa woh.. Uv suddenly came from side.. Aashi :- aaaaaaaaaaa😱

UV :- aaaaaaaaaaaaaaaa😱

Bondita :- kya hua... Aap dono chilla kyu rahe ho..

Aashi :- main dar gayi thi to chillayi aap kyu chillaye...

UV :- kisi ke samne aakar esse chilogi to or kya hoga tum chillayi to mane bhi chilla diya.... Esse koi chillata hai kya..

Aashita :- esse koi samne se aata hai kya..

Bondita :- aacha aab lado to mat... Aashi tu kab aayi...

Aashi :- subha... Ye le nani ke yaha se tere liye rosogulle layi hu...

Bondita :- sachi.....

UV :- tum dono baate karo muje kuch kaam hai (he leaves)

Aashi :- bondita ye woh vilayti babu ke dost dusre vilayti babu hai na.. ye yaha tere ghar par kya kar rahe hai.....

Bondita :- ye mere dada hai....

Aashita :- dada...? Tere..

Bondita :- woh (to tell everything )..

Aashi :- ye to bhout galat hua.. unke saath... Bichare vaidh babu...

Bondita :- aashi... Chal ye rosogulle chupa dete hai agar mammi ko mil gaye to woh to rakh hi lengi saam ko jab dada aayenge na to saath main khayenge (tabhi kisi ke kadmo ki aahat sunai deti hai)

Bondita :- dada itni jaldi wapas bhi aa (There was Anirudh )}

Anirudh :- bondita uv kaha hai...

Bondita :- dada bahar gaye hai par aap yaha... Kyu aaye hai...

Anirudh :- main uv se mafi mangne aaya hu...

Till Eternity जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें