Part - 61

491 36 4
                                    

In previous part of court hearing postponed for next fifteen day...

Bondita :- biristra babu ko kya hua hai

Aashita :- jarrur court main hi kuch hua ( khud se baate karte hue woh ek dono ek dusre se takra jati hai..) maff karna bondita...

Bondita :- koi baat nahi tujhe lagi to nahi...

Aashita :- nahi... woh Bondita mujhe lagta hai aaj court main pakka kuch hua...

Bondita :- matlab dada bhi...

Aashita :- Anirudh babu bhi... Par kyu.

Bondita :- ye to abb Ramaiya Suraiya didi or baki sab hi batayenge..

Aashita :- par iss waqt to sab so gaye honge...kal baat karte hai ...( Both leave for there rooms) ( bondita study ki taraf jati hai or dekhti hai Anirudh so chuka hai fir woh aapne kamre main chali jati hai. Aashita bhi dekhti hai uv balcony main hi so gaya.. woh usse blanket odha kar wapas aa jati hai .. puri raat na to bondita ko neend aayi na Aashita ko
Its 4 am...

Bondita :- akhir kya hua hoga.. biristra babu na phele to har baat batate the par aab pta nahi unhe kya ho gaya hai
Koi rishta nahi mera aapse aap rakshak nahi bhaksak hai.. kash aaj sab kuch phele jesa hota (tears roll from her eyes)

Aashita :- nind hi nahi aa rahi abb jab tak sach pta na chale shanti nahi milegi bus abb jaldi se subha ho jaye...

Next day in morning...(the school was off because its Sunday)

Bondita :- Ramaiya didi sach sach batiye kal kya hua tha...

Suraiya :- humne kaha to.. kuch.. kuch nahi hua..bolo na tum sab...

All girls :- haa kal kuch nahi hua..

Ramaiya :- tum dono chinta kyu kar rahi ho..kuch hua hota to Anirudh babu or yuvraj khud aap dono ko bta dete...

Aashita (to bondita ) :- mujhe nahi lagta ye log kuch batane wali hai...

Kaka :- arre bahu...

Both :- jii kaka sasurji aaye..( both go down)

Kaka :- bahu woh ekdashi hai kal to dugga maa ki chunri or pooja ka saman lana hai.. ye bihari to gadha hai bolenge kuch or lekar aayega kuch to tum dono chali jao wese bhi ghar ki laxmi pooja ka saman laye usse jada or kya subh hoga..

Bondita :- thik hai kaka sasurji hum jate hai...(they both leave)

In study Anirudh wake up
Anirudh :- kal raat pta nahi kab nind lag gayi.. chal Anirudh bus pandhra din hai haath par haath dhare nahi baith sakta... Or isme mujhe bondita ki madad chahiya...( He come out)

UV :- aaj Aashita ne mujhe uthaya nahi.. ye pandhra din bhout jarruri hai esse baith nahi sakte par aashi kaha hai ( he also come out)

In hall
Anirudh :- Bondita..

Uv :- Aashita..

Kaka :- tum dono se aapna kaam khud hota hai...din bhar bondita or Aashita bus... Pta nahi kya hoga tum dono or ye koi samaya hai uthne ka din par din aalsi hote ja rahe ho dono..

UV (slowly to Anirudh ) :- lagta hai mausam garam hai...

Anirudh (slowly to uv) :- or iss garam mausam ki maar humpar hi padne wali hai...

Somnath :- kaka aapko bahar jana tha na...

Kaka :- haa hum to bhul hi gaye or haa woh dono bazar gayi hai pooja ki samagri lene ...( He leave)

Anirudh :- bach gaye...

Som :- ahsan raha aap dono par..( he leave) (phone ring uv pick the call)

Uv :- thik hai main aata hu..

Anirudh :- kaha chala sunday ko...

Uv :- barrister babu doctors ke liye Sunday nahi hota... Ek emergency case main nikalta hu...(he leave)

Anirudh :- sabse phele mujhe ye pta lagana hoga ki tara bai kon hai usska atit kya hai chal Anirudh lag ja kaam par ( he also leave)

In market..

Aashita :- bondita tu chunri ka saman dekh main waha se fal lekar aati hu...

Bondita :- thik hai tu ja ( bondita stop there Aashita go forward )

Aashita :- dada taze fal dena kharab nahi niklne chiye...

Seller :- nahi niklenge baag se taze aaye hai...

Aashita :- thik hai fir ye aam, seeb kele or angur de digye....(three ladies come they didn't notice aashi)

Lady 1 :- tumne suna kal waha adalat main kya hua ( Aashi hear that)

Lady 2 :- haa suna bhout bura hua bichare zameendar babu ke saath...

Lady 3 :- mujhe nahi pta kya hua tha

Lady 1 :- aab keechad main pathar marenge to yahi hoga na... Bichare un heera mandi ki ladkiyo ke biche aapni itni bezzati kara li un logo ne us tara bai se...

Lady 2 :- haa kitna kuch kaha uss aurat ne un dono ko kya hum nahi jante ki kitne izzatdar log hai roy Choudhury un heera Mandi ki ladkiyo ki madad karke aapne jiwan ki sabse badi galti ki hai un logo ne ( then they discuss everything what happened yesterday in court) (Aashita eyes filled with tears)

Aashita :- to is karan se kal un dono ki ankho main aansu the...(she leave from there)

Seller :- arre aapke phal .....

Bondita :- aa gayi tu phal kaha hai aab kya hua ro kyu rahi hai...

Aashita :- Bondita woh kal tara bai ke Court main barrister babu or vaidh babu ko apmanit kya unhe bhout bura bhala kaha...isliye kal woh dono.

Bondita :- isa tara bai ko to main...

Aashita :- kash hum kuch kar patte...

Bondita :- kar sakte hai... tujhe yaad hai jab gaon ke ladko ne humari khelne ki jagha par aapna pandal lagaya tha tab humne kya kiya tha...

Aashita :- hum sach main wahi karenge bada maza aayega ( they have mischievous smile on their face)

At heera mandi
Tara bai :- abb pandhra din to woh yahi sochte rej jayenge ki khud ko bachane ke liye saboot kese dhunde😈
Tara baiiiii.... (Voice come from outside )
Muchad :- main dekhta hu...( Jesa hi Muchad bahar aata hai usske pair pe jor ki lathi padti hai ) ahhh (samne bondita or Aashita hote hai )tum tum dono yaha..( they both go inside) arre ruko..(woh dono milkar khub tod fod karti hai tara bai come in hall)

Tara bai :- ye sab kya hai to tum dono ki himmat kese hui yaha aane ( bondita or Aashita usska haath pakad kar mod kar piche pakdte hai)

Aashi :- or tumhari himmat kese hui Barrister Babu or vaidh babu ko apmanit karne ki...

Bondita :- bhri sambha main unpar arop lagane ki ( they leave her hand ) har paapi ka din aata hai kal tumhara tha..

Aashita :- par abb ye pandhra din humare hai... Or jab pandhra din baad tumhara insaff hoga na tab tumhe pta chalega ki sacchai main kitni taqat hoti hai...

Bondita :- saboot to tumhare khilaf jarrur dhund kar rakhenge just wait and watch

Both :- the game is on

Aashita :- agar kisi ko pta chala ki hum yaha aaye the ...( Bondita hit a big flower vase tara bai close her eyes and keep hands on her ears)

Bondita :- to iski jagha agli baar tum hogi ...
Both :- jai dugga maa ( both leave)

Tara bai :- hyy daiya ye Choudhury to sher hai hi inki patniya bhi kisi sherni se kam nahi hai...
Woh dono jate hue aapne haath ka danda side main fekte hai jo ki heera mandi ke board par lagta hai or woh gir kar tut jata hai

To be continued...

Till Eternity Où les histoires vivent. Découvrez maintenant