Part - 45

507 39 0
                                    

In previous part Bondita and Aashita safely returned to there home...

In Yusita's room...

Aashita :- thankyou so much vaidh babu aaj ek baar fir aapne meri jaan bachyi ...

UV :- maine kuch nahi kiya jo kiya tumne dono ne or gaon ke aurrto ne ..

Aashita :- waise ek baat bhout galat ki aapne sidha goli ke samne aa gayi agar woh goli chala deta to...

UV :- nahi chalta jinhe kuch karna ho na unki aankho main dikhta hai... Jese tumhari or bondita ki ankhon mein dikhta hai ki tumdono ko samaaj ko badlna hai aacha chalo main sone ja raha hu

Aashita :- aacha aab to aap yaha so sakte hai na kyuki aab aapko balcony main pehra dene ki jarrut nahi hai sayad....( UV look at her )

UV :- thik hai ( cutely)

At bondita's home...

Mammi :- dekhiye muje ye thik nahi lag raha ek din main vivah...

Mama :- thik kyu nahi hai..aacha ghar hai aacha pariwar hai or var bhi to humumar hai bhout khus rahegi humari Bondita...

Mammi :- dekhiye Sampoorna ke vivah ke kiye phele bondita ka vivah thik nahi... Chahe jesi bho ho hum dono ladte ho jhadte ho par meri beti jesi hai woh 15 saal ki bacchi hai kese samjhegi vivah or parivarik jiwan ke barre main mammi main bhi maa aati hai kese jhok do usse iss aag main..

Mama :- janta hu par Sampoorna bhi humari beti hai agar Bondita ka vivah karne se usska bhi vivah ho jata hai to galat kya hai...or woh parivar bhi to aacha hai ...

Flashback

At bondita's home door

Mammi :- itni jagha dhund liya par ye dahej ke karan humari Sampoorna ka kahi rishtaa hi nahi jud raha ...

Old man :- aap kahe to main kuch madad kar du...

Mama :- shama kigyega humne aapko pehchana nahi....

Old man :- jan pehchan karoge tabhi to pehchanoge na main Sewakram dass tumhari beti ke kiye vivah ka prastav lekar aaya hu...

Mammi :- kya ooo kali maa tera bhout bhout dhanyawad ...aaiye na ander...( They go inside) aapke ghar ko aache se Sambhal ke rakhegi humari beti Sampoorna ...

Sewakram :- Sampoorna .....par main to aapki beti bondita ke liye rishta lekar aaya hu...

Mama :- bondita....ji nahi woh to abhi bacchi...

Sewakram :- haa to main bhi to aapne bete ka rishta lekar aaya hu lagbhag dono hum umar hai ... dekho janta hu ki tumhari beti ka vivah dahej ki karan nahi ho raha main paisa dunga jitna kahoge utna par usske liye vivah karna hoga kal....

Mama :- thik hai hum tyaar hai...

Sewakram :- main kal hi baraat lekar aauga dulhan ko tyaar rakhna vivah ke baad paise mil jayege....

Flashback ends....

Mama :- bus tayariya karo kal vivah hai tumhari bhanji ki... ( Mama leave)
(He go to bondita's room she was sleeping he sit near her feets) tere is mama ko maff kar dena beta ek beti ki khusiyo ke kiye dusri ki khusiyo ki bali dene ja raha hu main ho sake to mujhe maff kar dena (his tears fell on her feet then he leave)

Sewakram 's home
Sewakram :- hahaha jesa aapne kaha tha wesa hi hua woh log maan gaye kal hi hoga aapke raaste ke kate bondita ka vivah par unhe jesa lag raha hai wese nahi vivah to hoga par mere saath

Aarohi :- shabas.... Ye lo (she gave him money he leave) bhout bacha liya tumne Roy Choudhuryio ko Bondita abb yahi ek rasta hai tumhe un sabse aalag karneka... Tumhare pita ke ehsaan ke karan main tumhe marna nahi chahti ... iss Sewakram se tumhara vivah ho jane se ye tumhe kabu main bhi rakhega or tum Roy Choudhuryio se dur bhi ho jaogi fir suru hoga mere badle ka khel...

Next day...
Bondita wake up...

Mammi :- uth gayi tu....

Bondita :- aaj suraj kaha se nikla kya hua tumhe mammi

Mammi :- tu woh sab chhod ja jaakar haath muh dho le tere liye kuch layi hu main

Bondita :- mere liye ( she go to fresh her self)

Bondita ke jate hai mammi ek rosogulle ki handi nikalti hai or ussme kuch mila deti hai..

Mammi :- esse khane se tu wahi karegi bondita jo sabse phele tujse kaha jayega...

Bondita :- main aa gayi mammi...

Mammi :- ye le main tere liye rosogulle layi hu...

Bondita :- arre wah mammi essa lagta hai aaj sara pyaar muje hi dene wali ho tum..( she start eating rosogulla mammi eyes filled with tears) mammi rosogulla dekar rone lagogi to mere pait main dard hone lagega isliye thoda hanso...( Mummy hug bondita)

At RC mention

Anirudh wake up and his hands touch to a mirror showpeace it fell down and break...

Anirudh :- kanch tut gaya kaka kehte hai ye aacha sagun nahi hai...tu bhi Anirudh kaka ke sagoon apsagoon ki batte sun sunkar tera dimag kharab ho gaya hai ( he place his feet down but the mirror peace tuck in his feet ) ahhh.....ye kya ho raha hai subha subha...( He go to bathroom)

After eating the rosogulle bondita start feeling dizziness...

Mammi ( in her ears) :- aaj mera vivah hai or mujhe vivah karna hai....

Bondita :- aaj mera vivah hai or mujhe vivah karna hai ( bondita ko puri tarh se nasha ho chuka hai)

Its afternoon ...
All set for wedding..
Bharat aati hai..but both mama mami get shocked after seeing Sewakram at groom's place

Mama :- ye kya hai var ki jagha par aap kya kar rahe hai Sewakram ji...

Sewakram :- jab var main hu to var ki jagha par bhi to main hi rahunga na...

Mammi :- ye dhoka hai aapne kaha tha ki aap aapne bete ka vivah karwana chahte hai humari bondita se nahi hoga ye vivah...

Sewakram :- vivah to hoga or woh bhi aaj hi....( Sewakram  ke saath aaye log mama mami ko pakad lete hai )

Mama :- chhodo hume ye vivah nahi hoga....( Woh log mama mammi ko ek kamre main bandh dete hai)

Sewakram :- abb hoga Sewakram ka vivah usski chothi kamsin hone wali patni se...jao or meri vadhu ko lekar aao ( they inside)

Bondita is ready in bride's outfit...

Bhumika came there to invite bondita in her godh-bharayi...
Note :- if you don't remember Bhumika read part-21...

Bhumika :- lagta hai yaha kisi ka vivah ho raha hai....( She saw bondita in bride get-up ) bondita ka vivah ho raha raha var kon hai ( she saw the old man) ye budha Sewakram ..iski to phele se tin sadiya ho chuki hai...or bondita kese maan gayi vivah ke liye....muje usse baat karni chiye ( she go inside)

Sewakram :- aao aaj humara vivah hai tum khus ho na ...😈

Bondita :- aaj mera vivah hai or mujhe Vivah karna hai...

Sewakram :- hmm sabash...( Bhumika heard it)

Bhumika :- ye to hos main hi nahi hai...yaha bondita ka koi pariwar wala bhi nahi hai kya ho raha hai ye sab.. par jo bhi ho raha hai sab galat ho raha hai....
( She go inside the room to search for bondita's relatives she heard some noise and open the door of a room and saw mama mammi was tied there)

Bhumika :- aap dono thik hai aap to bondita ke mama mami hai na...

Mammi :- vivah roko warna bondita ka pura jiwan barbad ho jaayega...( They heard someone is coming)

Bhumika :- koi hai jo vivah rok sakta hai...

Mama :- Anirudh.... Anirudh babu ko ....lekar aao woh ...woh vivah rok denge bondita ..... bondita ko bhi bacha lenge...jao jaldi humari chinta mat karo..( bhumika sneak from the house from backdoor and go towards RC mention

To be continued


















Till Eternity Место, где живут истории. Откройте их для себя