Part - 20

699 49 0
                                    

In previous part uv save Anirudh from the accident...

They take Anirudh to home...

Uv :- Anirudh uth na... nerves to thik hai ye uth kyu nahi raha hai... Anirudh uth na yaar please... Mujse galati ho gayi muje tujse esse naraz nahi hona chaiye tha... Uth na please...

Anirudh :- phele bol maff kiya..

Uv :- haa kiya...

Anirudh :- wada kar gussa nahi karega ..

Uv :- nahi karunga .. tu bus uth
. ek minute tu hos main hai.

Anirudh open his eyes and sit on bed

Anirudh :- dekh tune wada kiya hai tu gussa nahi karega... (Uv emotionally hug him... )

Bondita :- aant bhala to sab bhala.... Aakhirkar ho hi gayi aap dono ki dosti fir se .. Dhanyawad dugga maa ....

Uv :- ek dhanyawad to tumhe bhi jata hai na bondita kyuki sab thik karne main to sabse badi bhumika tumhari hi hai....

Anirudh :- haa bondita isliye pure Roy Choudhury parivar ki or se tumhe dhanyawad....aaa thankyou... Uv abb hume wapas jana hoga kaka or baki sab chintit honge....

Uv :- tu sahi keh raha hai ...kaki.... aapne itne din mera khayal rakha.... Uske liye bhout bhout dhanyawad....

Sumati maa :- dhanyawad bol kar diya na aapki kaki ko paraya agge pagle beta hai tu mera.. or bacche kabhi maa ko dhanyawad kehte hai kya...

Anirudh and uv touch sumati maa's feet and went away to RC mention.)

In RC mention...

Kaka :- pta nahi kese hai humare dono bacche... Kis haal main hai....

Anirudh :- aapke dono baache bhout aache hai kaka...

Kaka :- Anirudh yuvraj... (He went to them and hug them both) koyli aarti ki thali lao humare dono bete wapas ghara aye hai...

Koyli :- ji bade malik....( She bring the aarti ki thali kaka did the aarti hai they both came in)

Kaka :- hume shama kar do beta uss din humne tumhe kitna kuch kaha....kitna kuch sunaya...

Uv :- kaka... Jo kuch bhi hua usse bhul jaiye ..... Sab purani baate hai aab sab naye sire se shuru karte hai... Or muje ek baat pta chali uss din...

Kaka :- konsi baat...

Uv :- yahi ki zamendar trilochan roy
choudhury aurto ka samman pure dil se karte hai...
Kaka laugh..

Batuk :- uv dada aap wapas aa gaye...

Uv :- haa batuk ... Itne din padhai likyai ki ya esse se moj udate rahe...

Batuk :- dadaaaa......

Binoy :- abb baki ki baate baad main karna tum dono thak gaye honge na jao aaram karo..

At night...

Uv :- arre Anirudh tu abb tak jag raha.. hai...

Anirudh :- woh bondita ke ghar ki aadat se ho gayi thi na isliye nind nahi aa rahi... Tu kyu jag raha..

Uv :- muje bhi...

At bondita's home..

Sumati maa :- arre bondita soyi nahi abhi tak...

Bondita :- nind nahi aa rahi maa ghar kitna sunna sa ho gaya hai na...

Sumati maa :- woh to hai jab se yuvraj or Anirudh babu gaye hai ghar ek dam khali khali ho gaya hai.. khair tu so ja kal vidhyalay bhi to jana hai na..

Bondita :- thik hai maa

Next morning...

Anirudh :- su prabhat.

Uv :- su prabhat

Everyone :- su prabhat

Kaka :- itni subha subha kaha ja rahe ho dono tayar hokar

Anirudh :- kaka woh school ka project dubara shuru karna hai inn dono itna kuch ho gaya school ka project ek dam piche chuut gaya....

Binoy :- aacha nasta to karlo dono

Uv :- nahi baba bhuk nahi hai der ho rahi hai hum chalte hai.. (They both leave the house and went to school)

At school..(uv and Anirudh enter in school they saw master ji is teaching so they stop at some distance and sign
master ji to carry on they will wait)

Master ji :- baccho aaj hum padhenge samanta... Ek baat humesa yaad rakhna ki chahe stri ho ya purush sabhi smana hote hai unme koi anter nahi hota...

Bondita :- to fir adhyapak babu kyu iss smaj main aurto ko dabaya jata hai kyu unhe ladko ke jese azadi nahi di jati... Or kyu nahi .. aapni icha khul kar waat kar pati hai aurte.....

Master ji :- kyuki bondita aurte khud hi iss Bandhan main khud ko band leti hai agar woh chahe to ladkar aapne adhikaro ko chin sakti hai... Par woh iss baat se darti hai ki smaj kya kahega...

Bondita :- yani aapka keh ne ka aarth hai yahi aurtte aapne adhikaro ke liye lade or aapne liye awaz uthay to woh sab adhikar pa sakti hai jo iss samaj main admiyon ko milte hai...

Master ji :- haa Bondita bilkul sahi kaha tumne ... aacha abb tum log iss visay par aapas main baat karo main abhi aata hu..(master ji go towards uv and Anirudh) shama kigyega aap dono ko itni pratiksha karni padi...

Anirudh :- koi baat nahi master ji... Par bondita ye... Sab aapne sikhaya hai...

Master ji :- bondita ko sikhana matalb ek kitab ko dubara ussme likha hua padhane jese hai har visay par yaha mojud sab baccho main sabse alag or anokhe vichar hote hai bondita ke kabhi kabhi to essa lagta hai ki jade badlav ki mashal hai woh.... (Anirudh get shocked after hearing this about bondita )

Uv :- yahi to batana chahta tha main ki bondita me vichar bilkul tere jese hai yu samaje ki jo badlav ka sapna tune dekha hai na wahi sapna Bondita ne bhi dekha hai

Bondita :- arre dada or biristra babu aap dono yaha....

Anirudh :- woh hum yaha.. school ke kaam se aaye the bondita ... Abb tum bhi to ghar hi ja rahi hogi aao tumhe ghar chhod de...

Bondita :- tin ke dabbe main...

Anirudh :- haa... Ek minute tumne fir meri gadi ko tin ka dabba kaha...

Uv :- abb tin ke dabbe ko dabba nahi kahenge to or kya kahenge....

Anirudh :- haa haha aab dono bhai behen ek hokar muje pareshan karo...haa Chalo tin ke dabbe mera matalb car main...

They all set in car and take their way to bondita's home....

To be continued...














Till Eternity जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें