Part - 63

491 39 0
                                    

In privious part a girl named Mariya enter in story...
Uv go to station to pick Anirudh ..

Anirudh :- kaha tha tu... itni der se intazar kar raha tha main tera..

UV :- maff karna der ho gayi chal ghar chalte hai..(uv was driving the car and Anirudh was beside him UV was lost in his thoughts thinking about sudden entrance of Mariya again in his life another car was coming from side )

Anirudh (in mind) :- isse kya hua hai khoya khoya sa lag raha hai (he notice the coming car ) uv sambhal kar (uv come out from his thoughts and turn tha car to other side the car stop inch away from a tree it could have been a terrible accident)

UV :- Anirudh tu thik hai na...

Anirudh :- haa par dhyan kaha hai tera..

UV :- sorry yaar (he get down from the car and stand under the tree tear roll from his eyes...)

Anirudh :- abb tu mujhse chupayege bol kya hua hai...(uv hug Anirudh after a minute they parted)

UV :- Mariya Tulsipur main hai (Anirudh get shock totally)

Anirudh :- kyaa... Kaise or kyu...(uv tell him about his and Mariya's meeting) ye sahi nahi hai Mariya ka yu wapas aana bhout ajib hai..tu chinta mat kar agar woh tulsipur main hai to rehne de bus uspar dhyan mat de.... Iss barre main sochna ki bhi Jarrurt nahi. tu baith main drive karta hu...

UV :- hmmm...(they set in car )

Anirudh (in mind) :- not again Mariya main tumhe dubara yuvraj ke emotions se nahi khelne dunga.. uss waqt to maine tumhe jane diya par iss baar agar UV ke saath woh sab hua jo tab hua tha... To main tumhe chhodunga nahi...
Flashback - Yuvraj zeher hai ye...jhoot bol raha tu Anirudh ye zeher nahi sukoon hai (Anirudh slap him) - flashback end

UV :- Anirudh chal ...

Anirudh :- haa (they reach to RC mention they go inside both were normal maybe... Both set on cough)

Someone :- Pani....(toward UV)

UV :- Dhanyawad ( he was about to drink it but something stop him he look up the glass fell from his hand ) waha koi or nahi Balki Mariya thi..

Anirudh :- tum ... Tum yaha kya kar rahi ho...

Mariya :- actually... (Aashita come)

Aashita :- aa gaye aap dono haath muh dho ligye. Arre Mariya jii aap yaha aapko kuch chiye...(Anirudh and UV look at each other)

UV :- Aashita tum esse kese janti ho.. or ye humare ghar main kya kar rahi hai...

Aashita :- aap gussa kyu ho rahe hai woh...

Kaka :- arre bahu ruko hum batate hai.. ye Vilayti hai darasal aaj jab hum bondita bahu batuk or Aashita bahu ke saath bazar gaye the tab

Flashback...
Batuk :- kaka aap mujhe kyu lekar aaye hai bodhi hai na ...

Kaka :- chup football... Tum kuch sikho isliye lekar aaye hai aab chalo chup chap nahi to bich bazar main maar khaoge...

Batuk :- kaka main to mazak kar raha tha aap to serious ho jate hai..(they heard a girl is crying she was mariya)

Bondita :- woh dekhiye ek ladki ro rahi hai....

Aashita :- sayad usse madad ki Jarrut hai ...(they go there ) suniye aap ro kyu rahi hai...

Mariya :- someone snatched my luggage...

Kaka(slowly) :- ye tum dono ke patiyo ke bhasha main kya khitpit kar ragi hai ye...

Bondita :- kaka sasurji woh keh rahi hai usska saman kisi ne chin liye...

Kaka :- hyy dugga maa chori (Aashita nod in yes)

Mariya :- maie to yaha kasi ko bhi nai jaantai.. oo god what i will do (start sobbing)

Aashita :- aap please raoiye mat ( Aashita look at kaka ) kaka sasurji..

Kaka :- thik hai...jab itni ladkiya waha reh hi rahi hai to kuch waqt ke liye ek or sahi ...

Bondita :- aap humare saath chalye..
Flashback ends..

Batuk :- or fir mariya didi yaha aa gayi...

Uv :- didi....😮

Anirudh / UV :- ye yaha nahi reh sakti.

Binoy :- kyu nahi reh sakti...

Anirudh :- woh..woh. bina jaan penhchan ke hum kisi ko bhi ghar main kese rakh sakte hai...

Som :- dada heera mandi ki ladkiyo se humari konsi jaan pehchaan thi...inhe madad ki Jarrut hai..

UV :- par ye Vilayti hai bondita tum hi kehti ho na vilayti logo par bharosa nahi karte...

Kaka :- fir to tum dono ko bhi ghar se nikal dena chiye vilayti to tum dono bhi ho ...

Anirudh :- kaka bete hai hum aapke..

Kaka :- to woh bhi atithi hai atithi apman dugga maa ka apmaan ye yahi rahegi bus ye humara antim faisla hai

Bondita :- aap dono bhi man jaiye na..(both leave without saying anything )

Aashita :- shama karna Mariya ji woh dono pariwar ke surakha ko lekar thoda protective hai ..

Mariya :- its ok i understand (while looking at UV ) wese can i ask something ... Tum kon ho... Kaka ki daughter....

Kaka :- arre nahi ye humari Bahu hai (point to Bondita ) ye Anirudh ke patni hai or (point to Aashi ) or ye hai yuvraj ki patni ( after knowing yuvraj's wife mariya get shocked head to toe)

Mariya :- its nice... Actually i'm tired can i sleep..

Aashita :- why not chiye main aapko aapka Kamra...

UV (from room) :- Aashita ....

Bondita :- tu jaa main dikha deti hu...

Aashita :- Jiii aayi...(she leave )

Bondita :- aap aiye..main...

Anirudh (from study):- Bondita....

Batuk :- bodhi aap bhi jaiye...inhe kamra main dikha dunga...(bondita leave Mariya go with batuk)

In study
Anirudh :- kya Jarrut thi uss ladki ko yaha lane ki

In room
Aashita :- usse jarrut thi ..

UV :- to kya rah chalte kisi ko bhi ghar le aaogi tum..

In study...
Bondita :- aap gussa kyu ho rahe hai.. esse ek ladki ko sadak par chhodna sahi hota kya....

Anirudh :- mana galat hota par sab ko ghar thodi laya jata hai... Tum janti ho woh..

In room
Aashita :- aap jante hai ushe phele se...

UV :- naa..nahi to main usse nahi janta

In study
Bondita :- to esse kisi ke barre main dharna banana to galat hai na...

In-room
Aashita :- kuch hi din ki baat hai fir woh chali jaiye... Thoda adjust kar ligye na please...

UV :- thik hai...(go out)

Anirudh :- thik hai..(go out)

In Marya's room

Mariya :- it can't be you can't married buddy it can't be ....(take uv's photo from her beg) you are mine only mine you can't be someone else's uss cheap gaon ke ladki ke to bilkul nahi... Buddy woh tumhare standard ki nai hai.. you can't be her husband you can't ... (Throw a vase down)

To be continued..



































Till Eternity Where stories live. Discover now