Part - 88

581 53 4
                                    

In previous part all misunderstandings get clear....

After a while they both realise they are hugging eachother both parted Aashita's face become red  she ran from their..

Yuvraj:-arree(he smile wholeheartedly)

In kitchen...
Aashita is  smiling she touch her forehead them recall how he kiss her forehead she blushed and hide her face in her plams..

Aashita (hit her head) :- kam kar aashi..

After a while bondita..
Bondita :- ayye Aashi ...(she look at her )

Aashita :- haa bol..

Bondita :- imili khayegi...wese bhout khus lag rahi hai...sulajh gaya na tera or dada ka jhagda...(she nod in yes) in mind :- dhanywaad dugga maa apne sab thik kar diya...))

After some time..
Aashita :- aap sabki bhout yaad aayegi

Suraiya :- hum sabko bhi ....

Bondita :- pati babu aap kyu bhej rahe hai in sabko..

Anirudh :- bondita khud Shanti Niketan se log lene aaye hai inhe.. waha inhe sikha di jayegi or sabse badhkar waha inhe ek samanpurwak jiwan milega... Ramaiya suraiya tum dono ki maa bhi tumhare saath rahengi..

Ramaiya :- dhanyawad

Kaka :- itne waqt baad iss ghar main itni sari ladkiyo ki khilkhet gunji thi hume tum sabki bhout yaad ayegi beta...(they touch kaka's feet amd leave)

Aashita :- bondita hum to bhul hi gaye aak to jodan bhi Britain wapas ja raha  hai

Bondita :- haa do baje abhi kitna samay hua hai...

Batuk :- ek baja hai..

Yuvraj :- aacha chalo hum sab port par usse bye karne chalte hai...(Anirudh bondita yuvraj Aashita and batuk go to port )

At Port..
John :- thankyou so much mr. Anirudh aap log yaha aaye and i'm really sorry for..

Anirudh :- its ok mr. Baton woh aapka kartavya tha..

Jodan :- how are you sir your wound..

Anirudh :- main bilkul thik hu...

Jodan (to Aashita and Bondita) :- i'm very happy you know dad is going to apologise to mom and granny for everything we will again live together..

John :- ye to mujhe karna hi tha fault to sudharne main der nahi karni chiye wese bhi tum mujhe rehne dete kya pta nahi iss Britisher ke ghar ye krantikari kaise paida ho gaya (everyone laugh)

Aashita :- we will miss you...jo bhi tumne kiya woh hum kabhi nahi bulenge jodan...

Bondita :- hume bhuloge to nahi na tum..

Jodan :- why you both getting sad tum dono ke Bhasa main bole to .. jindagi rahi to milenge dobara shottiii...ok bye...(he leave with her father hiding his tears from them)

Bondita/Aashita :- hum tumhe kabhi nahi bhulenge jodan.... Tumhare jese dost bhout kismat se milata hai alwida....(they all come back from Port )

At night...
Everyone is having dinner...

Anirudh :- sab kuch thik ho gaya finally...

Kaka :- haa aant bhala to sab bhala

Bondita :- pati babu...par aapka ghav abhi thik nahi hua aap phir mitha kha rahe hai..

Anirudh (slowly) :- tum ho na mirchi ko dose dene ke liye sab balance ho jata hai...

Bondita :- sab suna maine... Aab aap ye juice piyenge...

Anirudh :- bondita ye juice itna darawana kyu dikh raha hai...

Bondita :- Karele ka hai...

Anirudh :- kyaaa...

Kaka :- tumhare ghav ko jaldi bharne main madad Karega ye Karele ka ras pi lo...

Anirudh :- nahi nahi... Karela nahi kaka...

Yuvraj :- ye healthy hai naak band kar or pi le...

Anirudh :- tujh jese dost ho to dusman ki kya jarrut hai...(he drink the juice in one go) ahhh... Chiii kitna kadwa hai ye....

Baba :- Anirudh beta jo cheese kadwi hoti hai woh sehat ke liye bhout aachi hoti hai....(everyone laugh)

Yuvraj (slowly to Aashita) :- tumhara man ho to mujhe bhi kuch khane ko do.. bhuk lagi hai subha se kuch nahi kahaya...

Aashita :- main abhi deti hu.. maff kigyega ... (She took some steps) ahhhh..... (Her feet is paining where the animal tarp hit her)

Yuvraj :- aashi kya hua...

Bondita :- Aashi tune dawai nahi lagayi...

Anirudh :- kya hua bondita..(she told them everything)

Yuvraj :- kya... (He get up and make her sit on hall couch she saw her feet)
Ye to bhout jada lagi hai...tumhe itna chalne ki kya jarrut thi or bataya kyu nahi...

Kaka :- yuvraj usse patti ki jarrut hai baad main dant lena abhi kamre main le jao...(she stand up but the pain is increased so she can't walk he pick up her in arms)

Aashita :- ye kya kar rahe hai aap sab dekh rahe hai...

Kaka :- khub bhalo...( Kaka smile
They leave for their room kaka and other members also leave)

Bondita :- aapko bhi aab aaram karna chiye hospital se aane ke baad aapne thodi der bhi aaram nahi kiya hai...(bondita take him to room he sit on bed) ye ligye dawai kha ligye...

Anirudh :- bondita tumne woh Karele ka juice pilaya woh kam tha kya..

Bondita :- par dawai ko khani padegi na.. dada ne bola hai

Anirudh :- tum yuvraj ki sarre batte mat suna karo bondita aadha pagal hai woh..

Bondita :- dada aadhe or aap pure... aap jaldi se dawai kha ligye... Taki jaldi se aap thik ho jaye..(in mind) :- ye esse nahi manenge...)) Hyyee dugga maa Woh dikiye case file...(she point toward the table he look that side being confused she put the madicine in his mouth and make him to drink water)

Anirudh :- Cheater... Tikhi mirchi....

Bondita :- good night...(he sleep and Bondita come back to her room) Notanki babu (she smile and sleep)

In Yusita room
Yuvraj is going to touch her feet for apply medicine...

Aashita :- arre..arre ...ye kya kar rahe hai... Mere paon kyu chu rahe hai...

Yuvraj :- dawai kese lagegi phir... Aashita tumhare paon chune main jab mujhe koi problem nahi hai to tumhe kyu hai..tum abb bhi woh purush ko stri ke paon nahi chune chiye wali baat ko manti ho...

Aashita :- essa nahi hai par...

Yuvraj :- shhh... Aab mujhe dawai lagane do...thoda sa jalega par jaldi thik ho jayega...(he apply medicine on her feet while doing dressing) tumhe itni chot lag gayi or mujhe bataya bhi nahi.... Tumhe mujhe kuch batana thodi hota hai... Humesa bus aapni marzi ka karti rehti hai...

Aashita :- aacha bus na subha maine sorry bola na abb kab tak uss baat ko lekar sunate rakhenge...

Yuvraj :- puri jindagi...

Aashita :- matalab puri jindagi saath rahenge...

Yuvraj :- haa tooo (while completing the dressing Aashita smile )

Aashita :- kuch nahi good night (she sleep with a smile)

Yuvraj (confusingly) :- isko ko kya ho gaya ..... ( He also sleep on couch)
To be continued..


Till Eternity जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें