Part - 99

424 39 3
                                    

In previous part Ganga told them about payal...

At Sampoorna's House...
Bondita :- Sampoorna didi....

Sampoorna :- aare bondita Aashita tum dono... (The trio hug eachother) kaisi ho tum dono or aapni didi ko to bhul hi gayi na...

Aashita :- kaise baate kar rahi hai tu didi tujhe bhul sakte hai kya...

Sampoorna :- aacha aab sab baate darwaze par hi karogi chalo ander aao...(they go inside)

Bondita :- ye le hum tere liye aaj jo pooja hui thi usska prasad bhi laye hai..(she gave her a box then they chit- chat with eachother )

In rc mention...
Anirudh :- kaka abb main chalta hu sham hone wali hai kuch kaam hai jo khatam karne hai...

Kaka :- thik hai jao par ye yuvraj kaha gaya..

Som :- kaka yuvi dada to pooja khatam hote hai chale gaye the..(Anirudh leave aarohi was going somewhere)

Kaka :- aarohi tu kaha ja rahi hai...

Aarohi :- woh..main..dada woh main mandir..mandir ja rahi hu.. jaldi hi aa jaugi (she leave)

In Jungle some mens are standing there..

Man1 :- abb batao kyu bulaya hume yaha...

Man2 :- haa haa batao..

A person in black clothes was standing Between them..
Person :- aap logo ki naak ke niche itna kuch ho raha hai..khabar bhi hai aapko...woh kinnar ganga..or usske saath woh ladka aurn khud ke liye samaj main adhikar chahtey hai jabki woh arun ek samlangik hai..itne dino se woh humare bich tha par ganga ne ye baat samne nahi aane di... Kitna ganda ho raha hai humara samajh aaise logo ke karan ye sahi hai kya

Man3 :- kya...nahi bhaiyo ye nahi hoga hum un dono ko ye nahi karne denge..chalo sarpanch ji ke pass(all man leave but the black clothed person still stand there and remove the black cloth from its face.. the person was non other than aarohi...

Arohi (laugh) :- chu..chu..chu..abb kya hoga..tumhare wade ka meri pyari bahu bondita...hahahha... Arun marega woh bhi aaj hi...or usske saath hi tum charo main se koi ek bhi... (She leave from there)

At sarpanch's home
Sarpanch :- nahi na to humari sanskriti iski izazat deti hai or na hi humare usul...

Man 1 :- to sarpanch ji kya karenge us arun ka..

Sarpanch :- wahi jo usske jaise har niyam todne wale ke saath hota aaya hai...(soon its become night everyone was going toward the big tree of village)

Bondita :- didi ye bahar shor kaisa...

Sampoorna :- pta nahi...(they come out)

Bondita :- suniye...ye shor kaisa or kaha ja rahe hai aap log..

Women :- arre tumhe nahi pta.. mukhiya ji saza dene wale hai uss niyam todne wale ko pure gaon ko bulaya hai taki phir koi niyam todne ke barre main soche bhi na

Aashita :- kise saza mil rahi hai.. kisne toda niyam... Or kaisa niyam

Women 2 :- arre tum abhi yahi ho chalo..aaj us ganga ko pta chalega ki jhoot bolne ka kya natiza hota hai..

Women 1 :- haa haa chalo..

Aashita :- ganga...arre suniye (both women leaves) ganga ne kya kiya..(bondita and aashita look at each other)

Both :- arun...

Bondita :- Sampoorna didi arun ki jaan khatre main hai hume jana hoga..(both leave from there )

Sampoorna :- suniye..(Sourabh come)

Sourabh :- kya hua Sampoorna..

Sampoorna :- aap Jaldi se jakar Anirudh babu or yuvraj babu ko batiye ye sab mujhe kuch kuch thik nahi lag raha hai..kahi woh dono khud ko khatre main na dal de..(Sourabh go to RC mention)

Under the big Banyan tree of village..

Ganga :- bhgwan ke liye chhod digye Arun nirdosh hai ussne kuch nahi kiya.. aap chahe to meri jaan le ligye jane digye usse... Arun..

Arun :- guru maa guru maa mujhe bacha ligye guru maa ye log mujhe maar denge... Maine kuch nahi kiya jane do mujhe..

Man1 :- tumhe jane de taki tumhare karan humara ye samaaj or ganda ho...jitna pap karna tha kar liye abb tumhare mukt hone ka samay aa gaya hai... Arre tumhe khush hona chiye aaj itne pawan din mahashivratri par hum tumhe mukti de rahe hai...

Ganga :- usse chhod digye..kuch nahi kiya hai ussne..

Sarpanch :- tumhare kehne se hum isse chhod denge kya tumhare kiye ka dand hum tumhe dekar rahenge...

Sourabh reach at rc mention..
Sourabh :- Anirudh babu...(yuvraj come out)

Yuvraj :- kya hua Sourabh.. itna parehan kyu ho..

Sourabh :- yuvraj babu woh mukhiya ji kisi arun ko kisi galati ki saza de rahe hai gaon ke chopal par or bondita or Aashita malkin wahi gayi hai... Mujhe kuch thik nahi lag raha hai... (Yuvi don't say anything he go inside and call Anirudh and told him everything)

Anirudh :- yuvi dekh kuch bhi karke sarpanch ko rokne ki kosis kar.. bus thodi der...

Yuvraj :- thik hai...tu jaldi aaja (he cut the call and leave)

Aashita :- bondita jaldi chal agar arun ko kuch ho gaya to...(they were quite far from the tree spot someone call them)

Person :- suniye...(that person's back was facing them and again the person was Aarohi)

Bondita :- kon hai aap..

Aarohi :- main kon hu ye sochne ka waqt nahi aap dono arun ko bachana chahti hai na..woh waha hai us ghar main hai...(point toward an old house)

Aashita :- arun waha hai ye aapko kaise pta...

Aarohi (in mind) :- har baat par itne sawal... ) Woh jab sabne arun ko waha band kiya tha to main waha tha...(bondita and aashita believe her word and go towards the house they enter in  house)

Bondita :- arun... ganga..(Arohi close the door from outside they heard the sound of door locking)

Aashita :- kon hai..kisne band kiya darwaza (she knock the door) bondita uss admi ne hume bevkuff Banaya or dhokhe se hume yaha band kar diya.. ( they both knock the door)

Bondita :- hume uss par bharosa karna hi nahi chiye tha yaha se nikalna hoga Aashi..koi to rasta hoga..
Arun ko bachana hoga maine ganga se wada kiya hai

Aashita :- tu chinta mat kar koi na koi rasta jarrur hoga (they look around Aashita saw a small rock door in a corner ) woh dekh... Sayad waha se bahar ja sakte hai..(they try to open it )
Ye to bhout bhari.. hum main se koi ek hi nikal sakta hai kyuki dusre ko isse pakad ke rakhna padega aisa kar tu ja..

Bondita :- par tu... Tu yaha akele.. or bahar koi hai tujhe khatra hai

Aashita :- meri Chinta mat kar.. abhi arun ki jaan bacha bhout jarruri hai.. please tu ja bondita.. bahar jo bhi usse thodi pta hai tu bahar ja rahi hai ek baat or piche mud ke mat dekhna tu nikal kar sidha chopal par jayegi wada kar (bondita come out Aashita leave the rock as it was too much heavy she can't hold it anymore bondita leave as she promise her aarohi see bondita is going)

Aarohi :- kabhi kabhi mujhe aapni ye bahuye badi pyari lagti hai..khud mera kaam aasan kar deti hai... Waise bhi bahuo ka to kaam hi hota hai saas ka kaam aasan karna kal se main kya kahungi badi pyari thi Aashita babu itne pyar se mujhe pishi maa bulati thi.. bhagwan ko tars nahi aaya usse humse chinte hue.. bichara yuvraj aab kya karega.. bahu rani bhagwan tumhari atma ko shanti de hahahaha (she set the house in fire and leave)

To be continued...

 

Till Eternity Where stories live. Discover now