Chapter 131

4.5K 340 21
                                    

Sid- coughs then gulps some water first look at sana then answer- nahi ..mera matlab..okay you don't know what future holds for you may be koi bahar ho ya koi ander ho ya koi bhi na ho ya koi bhi possibility ho sakti hai aur maine pehle bhi bola hai ki mai apni personal life discuss nahi karta hoon agar mujhe kabhi discuss karna bhi hoga then I will declare it myself because to whom i will choose i will bring in front of world with all the respect and love she will deserve that's all i can say for now .

Reporter 3: Sana ek baar asim ne kuch bola tha apni feelings ko lekar ki aapko pta hai unki feelings ke baare mein and all to wo kon si feelings ki baat kar rahe the matlab aap dono just friends hai yaa usse kuch jyada .

Sana became numb for a second but she had to control herself and had to answer it she looks at sid ,sid blinks his eyes to give her courage to go ahead .

Sana- hum sab friends hai ek ghar mein rehte hai apni family se door apne friends se sabse door to yaha kuch logo ke saath attachment ho jaata hai aur hum apne aap ko time time par express bhi karte hai to ismein kuch galat thodi hai haa usne bola ki mujhe pta hai uski feelings ko le kar to iska matlab ki mai uski bhi friend hoon in fact hum teeno ache dost hai uss time par wo low feel kar raha tha aur mai aur sid uske saath nahi the to wo hurt tha to usne bol diya .

Reporter 3 :to aap bol rahi hai unka koi aur matlab nahi tha .

Sana- nahi humari taraf se koi matlab nahi tha baaki jo kisi ko sochna hai soche ab kisi ki soch to hum nahi rok sakte hai .

Reporter 5: Sid humne suna hai ki aap bahar phone receive nahi karte hai nahi  kisi se jyada contact rakhte hai to jaisi aapki bonding sana ke saath hai to wo bahar jaakar kaise continue karenge .

Sid- nahi aisa nahi hai ki mai bilkul use nahi karta hoon mobile and all haa kam use karta hoon aur rahi baat contact rakhne ki to wo sirf call par ya message par thodi hoti hai  but one thing is for sure meri bonding abhi jaisi hai sana se wo kabhi nahi badlegi .

Reporters ask many more questions from others also but their main target was sana as they were here to lower her confidence they ask many harsh questions from her which she answers beautifully but their words bruised her heart a little .

All reporters had to choose one more member of elite club so by majority they choose rashmi as she knows most of them from earlier and she is a well known face in the industry.

All came back  some were chilling in garden some in living area but sana and sid were in luggage area from more then half an hour she was packing and then unpacking all the things then again doing the process.

Sid hold her hand - kya hua jaan kyu itni pareshaan hai sab sahi se to ho gaya na .

Sana- kya sahi se hua dekha na tune kaise kaise puch rahe they mujhe nahi rehne iss media mein mai nahi jhel sakti ye sab kaisa ganda bhi bola unlogo ne aur maine aisa bhi kya kar dia .

Sid- baby wo log aise hi hota hai ye kaam hai unka wo jaan kar insaan ko uski limit se jyada kheechte hai so that wo kuch biole aur wo uska issue banaye unko koi na koi cheez chaiye hoti hai aur ghar mein ek tu hi hai jo unke liye easy target thi aur bahar famous bhi hai to wo usi cheez ko use kar rahe the.

Sana- unhone bola mai tera use karti hoon maine kab tera use kia haa mai wo karti hoon jo mujhje sahi lagta hai mai sirf tere saath rehne ke liye tera saath nahi deti jab mujhe lagta hai mai tab tera saath deti hoon aur mai apni game khelti hoon tu apni jab to koi nahi bolta mai agar alag khel rahi hoon to ismein galat kya hai .

Sid- maine bola kya jaan mujhe pta hai hum saath hai par iska matlab ye nahi hai  ki humari thinking bhi mile hum humari individuality ko bhi maintain rakhte hai aur mujhe ye baat teri sabse achi lagti hai ki hum saath hai iss wajah se tu kabhi apne aap ko nahi rokti tujhe jo sahi lagta hai wo muh par bolti hai aur jo galat wo bhi kabhi kuch dil mein nahi rakhti hai apna ek alag paoint of view hai tera and i love you more for that baby har kisi mein nahi hoti itni himmat par tujhme hai isiliye to maa tujhe sherni bolti hai .

Sana- aaj phir wo asim ki baat uthi kab tak ye chalne wala hai matlab  bola usne par sawaal mere se koi kuch kare par humesha pahaad sana par hi tutega kal kahi toofan aa jaye wo sana ki wajah se kahi baarish ho rahi hai wo sana ki wajah se kahi ladai ho jhagda ho wo sanb sana ne karwaya hai kya matlab samajh kya rakha hai ghar mein itne log hai par itne sawaal sabse alag alag nahi puche gaye honge jitne mujjse akele se puche hai .

Sid- koi baat nahi baby tune jaise handle kia wo matter karte hai unka kaam tha questions puchna wo unhone puche aur tera kaam tha answer dena jo tune kia wo bhi bohot ache se i am so prous of you matlab tune jaise pehli baar media ko face kia hai lag nahi raha tha ki pehli baar hai tune ek dum pro ki tarah kia hai mai bhi nahi kar paya tha aise handle .

Sana- tu sach bol raha hai .

Sid- haa baby tu best hai tune sabke saanme prove kar dia ki tu kisi se kam nahi hai tune har question ko patiently handle kia hai aur answer bhi aise kia ki wo tujhse jyada counter question na kae sake and that is comendable ab jab bhi tu media ko  face karegi to jo aaj tujhe darr tha na wo kabhi nahi hoga ab tu jyada confident hogi dekhna .

Sana-haaa.

Sid- haa baby idhar aa  ab koi tension mat le aur ye sab kuch time baad sab bhool jayenge bas tu ye yaad rakhna jis confidence ke saath tune aaj jawaab diye hai wo confidence humesha rakhna .

Sana- haa aur tu humesha mere saath rehna jaise aaj tha .

Sid- haa baby .

Sana- kas ke hug kar .

Sid - he hugged her .

Sana- sahi se kar ye kaise kar raha hai spider ki tarah pair khol ke sahi se jhappi daal .

Sid laughs at her comments and do what she ask for.

.

.

.

here is the next update hope you will like it     

Sidnaaz an emotionWhere stories live. Discover now