Chapter 135

4.1K 338 18
                                    

Next day was weekend ka war so everyone got ready Sid and Sana coordinated their clothes as per Sana saying .

Sid - aaj waisi feeling aa rahi hai jaise reception par aai thi .

Sana- haa tune aaj ye three piece suit dala hai aur maine gown wo bhi matching acha lag raha hai .

Sid- haa ab bas ye kuch din aur phir ghar par honge wait nahi hota ab to .

Sana- mujhse bhi chbal jaldi se ready ho jaa sir aate hi honge .

Sid - haa .

All got seated in front of me tv and Salman entered .

Salman- Hello , kaise hai aap sab aaj iss season ka ye last weekend ka war hai ab se hum yaha nahi milenge jaise har hafte milte the ye season bohot lamba chala ye popular bhi itna hua sab logo ko craze ho gaya hai iss season ka aap logo ka , i don't want to say this but i will miss this season waise to ye season har cheez mein bohot aage raha hai chahe wo ghar ke jhagde ho ya sid aur rashmi ke jhagde ya asim aur sid ke jhagde .Sana aur Sid ki bonding ho ya aarti ka khud ko independent bolna mahira ke masle ho ya paras ki nadaniyaan .

Asim ka gym ho ya rashmi ki khusphusahat sid ke anger issues ho ya uski shehnaaz ke saath mastiyaan aur sabse jyaada jo iss ghar mein miss hoga wo hai sana ka bubbly nature uske nakhre uske bade hi alag entertazin karne ke tarike par yaha koi hai jo aap sabke jaane ke baad bohot akela ho jaayega pta hai kon wo hai iss ghar ka crow wo sana ko bohot miss karega matlab literally har season mein koi na koi alag personality aati hai jo apni chaap chod jaati hai sab par par iss baar sana ek aisi hai jo logo ke dilo par hi nahi balki yaha ke janwaro ke dil mein bhi bas gayi hai but jokes apart agar ye season ka naam kahi aayega to sabse pehle shehnaaz ka naam aayega .

Mahira- aur sir humara .

Salman- haa jab bhi kabhi kahin masle ki baat hogi ya paras ki tab aapka naam bhi jaroor aayega .

Par jab bhi hum log sid aur sana ko ek saath dekhte hai to lagta hai ki koi movie chal rahi hai aisa lagta hai do jism aur ek jaan bohot acha lagta hai ye sab dekh kar aisi bonding aisa pyaar pehli baar dekhne ko mila hai dost pehle bhi bohot bane hai ghar mein par sidnaaz jaisa bond kahi nahi bana na hi kabhi banega .

Rashmi - haa sir banti to bohot hai par par toot ti bhi utni hi jaldi hai matklab yaha log jitni gehri dosti karte hai waise hi bhar jaate hai aur ek dusre se milna to door baat bhi nahi karte hai aisa dekha hai maine .

Aarti- haa sir waise bhi sid kisi se jyada baat nahi karta hai kisi ke touch mein bhi nahi rehta hai mujhe nahi lagta ki ye log bahar baat bhi karenge waise bhi sid to call bhi receive nahi karta hai matlab hum kitne saalo se friends hai par tab bhi mahino kya saalo ho jaate hai mile hue waise bhi ye poles apart hai wo humesha hasti khelti rehti hai serious nahi hai kisi bhi cheez ko le kar life mein aur sid to bohot hi sensible insaan hai humesha dimaag se sochta hai sab kuch calculate karke karta hai .

Paras- haa sir waise bhi sana ki nahi banegi sid se basi mushkil se wo usse yaha jhelta hai bahar kyu rakhega saath haa yaha baat alag hai yaha koi option nahi hai par bahar dono ki apni apni life hai .

Mahira- haa mujhse bhi aisa hi lagta hai sir kyuki sana aur sid poles apart hai .

Salman- rashmi   haa aisa bohot baar hota hai ki apni life mein busy hone ke baad kuch rishte choot jaate hai peeche par in dono ke case mein nahi lagta mujhe haa rahi baat phone na uthane ki wo to unka personal matter hai aur aarti sana serious hai ya nahi wo khud decide kar sakti hai hai wo itni capable aap chinta mat kijiye aur sid ko kisse contact rakhna haio ya nahi eo bhi totally sid par depend karta hai .

Aur rahi baat jhelne ki ya nahi mujhe nahi lagta iss ghar mein in dono se pure relation koi hai aur inhe dekh kar aisa to bilkul nahi lagta ki sid sana ko jhel rahe hai even ulta lagta hai jab bhi sana halka sa bhi rooth jaati hai sid peeche peeche chalne lagte hai sana ke aur ye to aapne suna hi hoga opposite attract to inka case exact waisa hi hai .

Aur aap logo ko kuch bhi lage iss season mein sabse jyada agar kisi ki baat hui hai wo sidnaaz ki hui hai chahe wo alag alag hui ho yaa saath mein par baat hui hai aur mujhe personally bhi ye dono ache lagte hai kami to har kisi mein hoti hai par usse sabke saamne accept karna wo sana mein aur sid mein hai galti hoti hai to sabke saamne aacept karte hai .

Chaliye bohot baat ho gai ab aate hai aaj ke elimination par  haa to aaj aarti sana aur mahira mein  se koi ghar se beghar hoga apr usse pehle mujhse sid aapse puchna hai aapke paas sabse acha mauka tha sana ko save karne ka par aapne paras ko choose kiya matlab haa aapne bola ki aapko pay back karna tha par aapko nahi lagta ye bohot risky ho sakta hai agar aaj sana yaha se chali jaati hai trophy ke itne kareeb aakar aapko bura nahi lagega ki aapke paas mauka tha par aapne usse nahi save kia .

Sid felt his heart drop in hid gut he was sure that she is not leaving tonight but salman sir words were roaming in his mind if by chance she has to leave then how will he survive in this house he can't even think of that for him seconds without her in this house will be hell then how will he spend days without her he hold her palm in his tightly his palms were sweaty he was feeling nervous ,sana blink her eyes to assure him to go ahead and answer the question.

Sid- sir mai jaanta hoon aap kya bol rahe hai par iske baad mere paas koi aur mauka nahi aane wala tha aur mai bahar koi favour nahi leke jaana chahta aur sana ke liye ,wo aaj tak independent rahi hai bina kisi saharte ke aage aai hai mai nahi chahta ki meri wajah se koi bhi usse bole ki wo meri wajha se finale mein aai hai and i am sure ki wo hogi finale mein .

Salman- dekhte hai sana you have a very bright future you are very talented kaam ki tension mat lo wo bohot milega bas apne dimaag ka istemaal sahi se karna baaki sab sahi hai aur aaj jo bhi ho tumne jo iss show ko dia hai wo kisi ne nahi dia hai so all the best for your life and have a great future .

After lot of suspense salman told them that elimination will  take place in mid week so they can relax for now .

.

.

.

here is the next update hope you will like it .

Sidnaaz an emotionWhere stories live. Discover now