Chapter 109

4.6K 373 30
                                    


Sid was passing by the living area where Sana was sitting with rashmi and all so he was already irked by this he can't control himself without passing taunt.

Sid- achi baat hai logo ko palatne mein waqt naho lagta kabhi idhar kabhi udhar acha hai naam game ka par player to asli koi aur hi hai and  went from there .

Sana- kya  kharish hai isse kyu aisa bol kar gaya hai hum to isske baare mein baat bhi nahi kar rahe the.

Rashmi- chod usse laga hoga ko hum uske baare mein baat kar rahe hai isliye aise bol kar gaya hai wo tujhe bol kar gaya kyuki usse pasand nahi aaya tera humare saath baithna.

Sana- wo khud kahi baithe to chalega par mai kahi nahi baith sakti mai kuch karu to bawaal macha deta hai ab khud jo over kar raha hai usse pata hai ki mujhe wo log nahi pasand kya kya bola hai mere baare mein mai phir bhi chod deti hoon wo unke saath baith ta hai jab mai kuch nahi bol rahi hai to khud ko kyu itni aag lagi hai meri marzi mai chahe kahi baithu chahe kuch karu jab mann kare to baat karlo jab nahi to muh phula lo.

Vishal- tu kyu itni tension le rhi hai karne de unhe ji karna hai tu dhyaan hi mat de waise bhi jab gussa shant hoga tu khud chali jaayegi uss ke paas tu reh hi nahi sakti uske bina.

Sana- tu apna muh band rakh mai kar lungi jo karna hoga abhi pehle se dimaag sada hua hai tu aur mat sada warna aaj mai tujhe bohot marungi.

Vishal - acha acha shant ho jaa itna gussa kyu ho rahi hai mai aise hi bol raha tha .

Asim - tu mat ched usse warna bohot maregi abhi waise hi gusse mein hai.

Sana- tere par bhi gussa hai tu to bol hi mat.

Asim - okk i zip my mouth.

Rashmi - chalo nomination ka task hone wala hai.

All were gathered in garden area for the nomination process today they have to save someone instead of nominating them.  There was a chess board and there were some pawns with the cut off of

First person who came was Sid he want to make Sana mad so he first put aarti pawn forward he was going to put Sana pawn forward when others told him that he can only save one people he was shocked he look at Sana she was hurt by his actions did she done something that wrong that her husband put someone else above her she didn't care about get saved but this act of his  made her more mad at him and more than anger she felt hurt.

Sid saw sana and he knew what she was thinking right now he want to clarify but how he sighed and was going to his place when he put a hand on her shoulder but she jerked his hand.

Asim, vishal and rashmi save sana as they had no other option initially they want to save vishal but one or two vote can't save him so they save sana.

Paras want to seperate them so he made a strategy to save Sid  so that he can get in good books of him but Sid know him better he know that why he did it.

Sana saved Sid by saying koi mujhe apna maane na maane par mere liye jo hai wo sabke saane hai mujhe in logo ne save kia hai mai inka saath game mein dungi par wo mere liye game se upar hai to mai usse save karungi.

Sid felt anger rises in him when she said koi mujhe apna maane na maane didn't she know what importance she hold in his life then also she  said something like this .

While going inside Sid told Sana you disappointed me and those three words pierced her heart she felt like someone stabbed her in her heart why did he said that did he really meant it how could he say that in what way she disappointed him she saved him but he saved other person she should be the one who should say this to him but these words stated haunting her because how could he say she disappointed him it means she let him down she let their relationship down how could he.

She went inside the bathroom area and cried for what he said just then aarti came inside and she want to create the scene so she ak her.

Arti - sana kyu ro rahi hai Sid be mujhe save kia iss liye ro rahi hai.

Sana nahi mai kisi aur cheez se hurt hoon please mujhe akela chod de

Aarti nahi tu bta kyu ro rahi hai. Tu jealous hai mujhse.

Sana mai kyu jealous hongi kaha ki baat kaha le jaa rahi hai please issue mat bana.

Aarti mai bana rahi hu issue ya tu aise ro kar camera ke liye.

Sana - maine kuch bola tujhe jo itna bol rahi hai problem kya hai teri bola akela chod de sun nahi sakti kya ab kya insaan ro bhi nahi sakta bas hr waqt ka ye jhelte raho.

Others gathered around the washroom area Sid was also there.

Aarti nahi Tujhe bura laga aaj Sid ne mujhe priority di hai isliye tu jal rahi hai.

Sana- saali tu hai kya to tujh se halu tujh mein kuch hai hi nahi ki mai halu tere se samjhi ab aur dimaag na kharab kar mera mai kuch bol dungi phir rone lagegi aur ek aur mudda mil jayega tumhe mujhe neecha dikhane ka

Aarti Sana tu mujhse aise baat nahi kar sakti.

Sana acha kon rokega mujhe bula jisse chahe bula darti nahi hoon na kisi ki jaroorat  hai mujhe mai khud kar sakti hoon handle aur logo ko bda disappointment feel hota hai to disappointed feel karne se pehle khud ki harkate bhi dekh le sirf dusro par ungliyaan uthane se kuch nahi hota ek baar khud ke ander jhaak ke dekho kya tumne aisa kuch khud nhi kia khud chahe insaan ka dil chalni kar do apni baaton se par dusra ek galti kare to mudda bana do khud kuch kare fark nahi padta chahe kitni galtiyaan kare par saamne wale se ho jaye to bas ab to pahad hi toote jaata hai usse aise treat karo jaise duniya ka sabse bada paapi wo hi insaan hai.

Khud ka dekho ek baar ki tum kitna hurt karte ho dusro ko aur uske baad bolo khud galti karke baar baar wohi cheez repeat karo to bhi chalega par kyuki saamne wala to bewakoof hai na hat baar maaf kar deta hai par tum uski ek galti ko aise dekho jaise usse bada galat insaan koi nahi hai Sana said this eyeing towards Sid and went from there giving him a look.

.

.

.

Here is the next update hope you will like it

Sidnaaz an emotionWhere stories live. Discover now