Chapter 111

4.8K 379 65
                                    

That night both were disturbed  sana was feeling humiliated how shefali treated her in evening she even go foe check up as there was immense pain on her stomach as the area was badly bruised and her face had also scratches she was feeling very low and want just want to find peace for sometime so she was laying on bathroom bed she didn't want to go on their bed as sid will be there and right now she didn't want to deal with him so she was laying and thinking about the family she took the pendant and kissed it repeatedly as if assuring herself that all is fine nothing happened .

While sid was continuously looking at door waiting for her to come he was feeling low after said i hate you to him he knows it doesn't mean   anything it doesn't matter but he just want to listen it from her mouth once she will say that he will get his peace .

Asim went in bathroom area and saw her laying there and lost in her thoughts .

Asim- mai jaanta hoon tu naaraz hai mujhse baat bhi nahi karegi maine jo kia wo galat tha maine bharosa thoda hai tera par mai aaj khud ko rok nahi pa raha hoon tu bohot disturb hai task ke baad se maine dekha tha tu storage area mein bhi gai thi sab sahi hai .

Sana- hmm.

Asim- mujhe pta hai tum dono ke beech kuch hua hai shayad kuch bada mera bolna banta to nahi hai par tum dono ka rishta game se bohot upar hai pure hai baat jo bhi ho par tu aise agar yaha rahegi to wo chain se so nahi paayega na tu yaha so paayegi koi baat hai to tu mujhse share kar sakti hai mai jaanta hoon tu akela feel kar rahi hai abhi kyuki sid se bhi nahi baat ho rahi hai aur koi aur se tu share nahi karegi mai ye nahi bol raha mujhe maaf kar de par haa mai hoon yaha tujhe koi baat share karni ho to akele mat reh mere liye tu meri bohot achi dost hai aur humesha rahegi maine iss ghar mein teri aur sid ki frienship hi to kamai hai aur mai wo zindagi bhar rakhna chahta hoon tu apna time le mujhe maaf karne mein par kabhi koi baat ho to mai hoon yaha aur sid se baat kar le tujhe aur usse dono ko jab tak chain nahi aayega jab tak baat nahi karoge .

Asim went from there but sana was already disturbed with the matter in her hands she didn't want to think about anything else right now .

Asim went near sid .

Asim- bro kya hua kyu pareshaan hai itna sana ko le kar.

Sid- nahi wo bas aise hi .

Asim- wo washroom mein hai aa jayegi thodi der mein .

Sid- wo theek hai .

Asim- pta nahi baat nahi ki usne mere se .

Sid- haa mere se bhi nahi kar rahi hai aur aaj task ke baad se to kuch alag hi behave kar rahi hai .

Asim- haa mujhe bhi laga wo jaise gussa hui tujh par aur wo storage area mein bhi gai thi .

Sid- storage area waha kyu gai thi wo theek hai na.

Asim- bola nahi usne wo bohot chup hai aaj tu baat kar le usse jaa kar .

Sid- mann to kar raha hai par jaise aaj usne bola na ek darr sa lag raha hai kahin dubara na bol de uss waqt wo gusse mein thi to sun liya par agar ab aisa kuch bol diya to nahi sah paunga .

Asim- jaisa thk lage waisa kar par jyada der mat karna .

Asim went to sleep but sid was awake after an hour or so sana came and lie down on bed leaving a gap between them sid saw this but he felt at least she is near him both were awake but didn't talk with each other after sometime sana slept due to medicine effects sid saw her light was dim he saw pendant in her hands he knows it has pic of adi and aditi he touched it and slept putting his hand on her shoulder .

Next morning all were sitting as there was no task for today .

Rashmi asim vishal and sana were sitting inside the house while sid paras mahira aarti and shefali were siitting in garden area .

Rashmi- game kaise change ho rahi hai na roz kuch na kuch ho raha hai .

Vishal- haa ye ghar hi aisa hai  .

Asim- haa par ab game end mein pohoch raha hai to har kisi ko back up chaiye support chaiye .

Rashmi- haa jaise aarti humesha sid ki fixed deposit hai yaha.

Sana-fixed deposit matlab .

Rashmi- matlab jaise hum kuch paise save karke rakhte hai na future ke liye ki jab jaroorat hogi tan kaam aa jayenge jisse hum FD bolte hai uski full form hai fixed deposit waise hi aarti humesha sid ke liye khadi rahegi chahe kuch ho wo game mein support karegi hi .

Asim- haa par wo kabhi kabhi over kar deti hai .

Vishal- haa unka reaction alag hi aata hai bohot bhad chadhkar aur phir wo jatati bhi hai .

Sana- nahi par usne humesha saath to dia hai na sid ka game ko lekar wo sid ke side par hi rahi hai to uss hisab se to aarti hai sid ki fixed deposit .

Shefali listen full conversation but she went out and tell others in her way .

Shefali- aarti tujhe pta hai tujhe ander rashmi aur sana sid ki fixed deposit bol rahe hai .

Sid- fixed deposit matlab kya .

Aarti- mujhe samajh nahi aaya .

Shefali- mujhe nahi pta par wo jaise bol rahe the wo bohot ganda tha aur iska meaning bhi bohot ganda hai .

Paras- haa ye bohot hi ganda word hai sahi nahi hai ye .

Aarti- to mere baare mein bola hai par kyu aisa kaise bol sakte hai wo log .

Sid got angry listening to this and went inside the house and directly went to sana and grabbed her hand harshly and pulled her up .

Sid- tune bola aarti meri fixed deposit hai .

Sana- vishal isse bol mai isse...

Sid shouted at her - bola ya nahi .

Sana - haa bola sid pushed her a little .

Sid- mujhe nahi pta tha ki tu itni ghatiya hai tui aisa soch bhi kaise sakti hai kya tu mujhe nahi jaanti hai .

Sana- mai ghatiya hoon ?

Sid- haa tu bhi aur teri soch bhi and saying so he stormed inside the washroom area .

Sana was shocked what just happen did he really said this to her did he mean that she was hurt she knows she did a mistake that she didn't listen to him and get involved in fight with mahira but after that one after other things happen but she didn't thought that their relation get to this point did they are falling apart her heart felt so heavy at that moment she just want to get away from here she need some space .

Sid(to himself) - wo aisa soch bhi kaise sakti hai kya usse mujh par yakeen nahi hai humara rishta itna kamzor to nahi tha .

.

.

.

here is the next update hope you will like it.   

Sidnaaz an emotionDove le storie prendono vita. Scoprilo ora