part - 6🌧

12.1K 743 20
                                    

After breakfast daadajaan called all his sons and daughter in laws to have a serious discussion.

Everyone gathered in the meeting hall and anticipated for the talk.

Daadajaan spoke mujhe pataa hai mai jo bolne jaa raha hoon

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Daadajaan spoke mujhe pataa hai mai jo bolne jaa raha hoon... Wo Shayad tum sabko galat lagey ya jald baazi lagey... Magar yeh amma ki khwaish thi.. Isilye mai zorr de raha hoon iss baat par.

Everyone said aisa kuch nahi abbajaan aap khulkar bolein.. Koi kuch nahi samjhega.

Daadajaan spoke amma chahti thi ki fahaad ka nikkah quratulayn ke saath ho. Hamey malum hai unki umar mein bohut farak hai...hum bhi nahi chahte the ye baat tumsab ke saamne laana... Magar tumhari ammi ne zidd pakadli hai... Unke aagey majboor hogaye hum.

Everyone were shocked hearing the news specially zaheer and shazia - qurat's parents..

Zaheer spoke abbajaan qurat toh abhi bohut choti hai naa...abhi se uska kyun sonch rahe hai hum...mai naa nahi keh raha hoon... Par qurat abhi bacchi hai... Meri ekloti aulaad hai jo mannato se paida hui hai...itni jaldi door kardun abbajaan.

Faheem said abbajaan hum zaheer ki baat bikul samjhte hai...hamari bhi do betiya hai lekin hum logo ko koi aitraaz nahi iss rishte se.. Jab bhi zaheer aur shazia ko lagega ki ladki shaadi ke liye tayar hai humey manzoor hai... Achi baat toh yeh hai ki qurat inse zyada hamari beti hai...hateli mein rakhenge.. Kabhi koi shikayat ka mauka nahi denge.

Zaheer and shazia's eyes brimmed with tears... What more do parents want... Other than this assurance to keep their child safe and happy.

Zaheer said mai qurat se baat karunga kuch waqt baad fir jawab denge humlog.

To which everyone agreed and prayed for everybody's happiness.

Fahaad stood outside and heard everything... He was regretting and cursing himself every second.. He knew qurat is too young for him.
But in the past he never realised it.

It was night time after dinner everyone slept except fahaad who was strolling on the terrace thinking about past and the unknown future.

ASSALAMUALIKUM
HOW ARE YOU GUYS 🤗
PLEASE VOTE, COMMENT ❤
Jazakallahukhair

𝐏𝐘𝐀𝐀𝐑 𝐊𝐄 𝐊𝐈𝐒𝐒𝐄❤✨ 𝐁𝐎𝐎𝐊 𝟏Where stories live. Discover now