Episode 60

1.1K 94 7
                                    

Everyone came was there in drawing room selecting their dresses, there all where number of the dresses in whole room , sidharth " sab Kar lo chose, jaldi se " sidharth said and looking for Sana who is not there , sidharth " Ms Sharma aur Apurva kha hai ?" Jennifer while try a dress "garden mein hogi " then sidharth said " Mohan check Karo agar Sana Bhar hai, toh bolo ek Baar yahan Aaye " Mohan nodded in yes and moved , after a while Sana came there with Apurva , Sana " Aapne bulaya " sidharth " ji aap dono bhi dresses select Kar lijiye " Apurva " ji ji bilkul " Apurva said and start selecting some dresses, while Sana just standing there , then Ammy came and asked " Sana tumhe kuch pasand nhi Aaya kya ?" Sana with a smile " asa nhi hai , India ke best designer yahan hai , aur best dresses bhi , lekin mere pass already kapde hai , aur main Woh hi phena chati hu " shivanya " humne pata hai tumhare pass kapde hai , lekin kal meri mehendi hai , aur main chati hu sab best ho , isley tum bhi choose Kar lo na " Sana " you don't worry shivanya kal Ka function sach me best hoga I promise, lekin sach me mere pass dress hai , nhi to paka le leti " Apurva " Yaar ek toh le le " Sana " Tu select Kar le aur phir Aja , kafi kaam Baki hai" Sana said that and she came in garden , and doing her work. 

It's evening now, it's almost a dark , Sana was really tired so she moved toward the beach, she just sits there near beach, and think about something , she thought " Kitna khubsurat hai ye , Sahi kha hai Kisi ne sun set dekhne ke liye Goa best hai , Kitna shant hai Yahan sab Kuch uspe ye lahero Ka shur, Kisi music ki Tarah lag rha hai " she think that then saw moon , and thought " Kitna khubsurat hai , aur adhura bhi bilkul meri Zindagi ki Tarah , dur se khubsurat, lekin Ander se ek dam khali , kya haar khubsurat cheez Ka adhura rhana zaruri hai , pata nhi Zindagi kya chati hai , aaj kal Jo Kuch bhi ho rha hai life me , Jaise khud pe koi control hi nhi rha gya hai , haar Woh cheez Kar rhi hu Jo nhi Karna chati thi , kyu main khud ko sidharth ko sop dena chati hu aur unhe apna Bana Lena chati hu, kyu unke pass aate hi meri saase hi upper niche hone lagti hai , kyu maan karta hai Woh bas mere hi rhe , kyu jab koi aur unke pass aata hai toh maan karta hai khatam Kar du usse , kyu unki bhaye sabse safe lagti hai , kyu asa Lagta hai ki unke hote hue mujhe Kabhi koi Chu bhi nhi Sakta " she thought that and think about time they spent together, and again think " sab kuch Jaan Kar bhi main unse dur nhi ho pa rhi hu , main janti hu unki duniya Jo hai main nafrat krti hu unn sab cheezo se phir bhi Woh Sahi kyu lagte hai , pata nhi mahadev kya chate hai , lekin ye sach hai main abb aur taakleef nhi bardast Kar sakti , nhi rha sakti unse dur , bilkul nhi aab toh daar Lagta hai iss khayal se bhi " she looked at moon and sky and said " pata nhi kya chate hai aap mahadev, lekin yakeen hai aap par Bura nhi chaouge Kabhi, maa hamesha khati thi Kisi pe Bharosa ho ya na ho mahadev pe zarur rhakhna , issley ummed Karti hu aap Jo karoge Acha karoge, main manti hu aab tak ki Zindagi mein dard aur pyar Dono hi Barbar ke mile hai , jha Bhaisa aur badi maa Ka pyar tha , wahi unki duniya Ka Ganda sach bhi , tab toh main sab Kuch chod Kar aa gyi , lekin abb abb main kya karu, abb unhi sabb cheezo ko apni Zindagi Bana chati hu , sidharth ko apni Zindagi Banana chati hu , lekin kaise kaise hoga ye , kya Woh ye sab chod payenge mere liye ?" Sana think about all this and quietly sitting there, 

Here sidharth and Ammy came back form outside, meanwhile everyone was there in drawing room they all just having funny bantering, sidharth " baatoon se hi pet bharna hai ya koi Khana bhi khayega ?" Ammy " sach mein Yaar bhut bhuk lagi hai ' sidharth " toh chaolo sab fresh ho jao aur khana khane aa jao " he moved to his room and get freshen up, after that he came in balcony to see Sana , but he didn't find her in garden, then he came down and looking for her in drawing room and in her room as well. Sidharth " sana kha hai ?" Apurva " Woh abhi Thodi Der phale hi khai chali gyi , phone bhi nhi utha rhi hai " sidharth with shock " aur ye Baat tum aab bata rhi ho " Apurva down her face, Ammy " chal koi nhi dekhte hai kha gyi hogi " Ammy take his phone out and dail her number and looking for her, sidharth heard her phone's ring form garden and saw that her phone is there, sidharth take that and said " phone bhi yahi hai kya karu main Iska " Ammy " chal security se phucte hai " they go to guard and asked about her , they said she is not came outside, Ammy " Kahi Woh beach pe toh nhi gyai ?" Sidharth and Ammy looked at eachothers and ran to beach, they came at a distance then they both saw her sitting there at beach, sidharth moved forward in Anger then Ammy stopped him and said " Dekh gussa maat Karna usspe " sidharth in anger " Tu chod mujhe Raat ke 9 bje hai aur ye yahan akeli baithi hai " Ammy " are usse nhi pata Yaha ke baare me " sidharth " aane se phale hi maine sab bataya tha isse , ki Raat ko Goa safe nhi hai , ache se samjhayi thi ye Baat " Ammy " Yaar abb gussa maat Kar agar gussa karega toh usse manana muskil hai , aur wase bhi kaam se thak gyi hogi issley yahan aa gyi " sidharth " thik hai " Ammy put his hand on head and said " meri kasam hai tujhe agar gussa Kiya toh " sidharth " aree thik hai na nhi karunga , abb chod mujhe " Ammy " main ja Kar sabko bhi bata deta hu ki Sana thik hai , sab pareshan honge " sidharth " hmm" Ammy take out a gun from his back and pass to sidharth and said " ye Rakh safe nhi hai ye jagaha " sidharth take that and said " thik hai Tu ja hum aate hai " he moved to Sana , when sana  heard his movement then she look at him, he came and sits beside her quietly, and looking at waves , after few minutes he asked in stunted voice " tumhara phone kha hai ?" Sana looked here and there and didn't find that , sidharth take her phone out form his pocket and pass to her , she saw her phone with him and get that , he was finding her, she take that and said " sorry Syad bhul gyi thi " sidharth didn't look at her , she also noticed that, sidharth " kabse ho yahan ?" Sana " ye hi khareeb ek ghante se " sidharth " mana Kiya tha na , akele Kahi nhi Jana hai " snaa quite and understand that he was worried about her. Sidharth " tumhe ek hi baat Kitni Baar samjhni padegi " Sana " sorry " sidharth put his hand on her and said " jiss cheez ke liye tumhe Baar Baar samjhya Jata hai tum Woh cheez Baar Baar kyu Karti ho , Maza aata hai kya mujhe pareshan Karne mein " Sana looked at him and thought " kyu karte hai aap meri itni parwaha kya Diya hai Maine aapko aaj tak , Kuch bhi toh nhi phir bhi itni chinta inta Pyar kaise Kar Lete hai aap " sidharth found her quite so he turned to her and asked " baatao chup kyu ho ?" Sana came out of her thoughts and said " Sorry ab asa nhi hoga " sidharth " I don't think so , tumhe chain hi kha hai mujhe pareshan kare Bina " Sana " nhi hoga paka thoda toh yakeen kare " sidharth stare at her and said " harkate toh asi hai na aapki begam shaiba, ki Kisi din Aapke jism me GPS fit karwana padega, kabhi bhi khai bhi chali jati ho , Kam se Kam pata toh hoga mujhe " Sana pull her hand and said " bas pure din asi hi faltu ki baatein Karwa lo aapse " sidharth " kaam tumhare hai faltu ke mere nhi " Sana " aree thak gyi thi issley chali aayi yahan , ab apna lecture band kare sasu maa ki Tarah phiche hi pade hue hai " sidharth with smile " abb tumhari saas aur Baki sab Main hi hu kyuki meri mom toh hai nhi " Sana get quite on this this statement, sidharth notice her and said " chalo chalte hai , sab wait Kar rhe honge " Sana while making faces " abhi nhi thodi Der aur yahi baithite hai , Kitna Acha mosam hai " sidharth look at her and said " bas 10 mins aur " Sana nodded in yes in her cute accent, they both sitting there quietly , then suddenly Sana's eyes fall on his gun in his back , which is shown due to wind, Sana stare at him once and said " ek baat phuchu?" Sidharth look at her and said " hmm " Sana " aap ye sab chod kyu nhi dete?" Sidharth with confusion " kya ??" Sana " ye sab Jo aap karte hai " sidharth whole body shiver at that , he didn't expect that from her at this time, he looked at her with blank face, and said with some effort " ye namumkeen hai " Sana while turned to him " nhi Kuch bhi namumkeen nhi hota , khosish toh Kar sakte hai, main sath dungi " sidharth with a sarcastic smile " Acha ye baatao Sana agar Kabhi tumhe do saza me se ek chose Karni ho toh konsi karogi Woh bhi uss chez ki Jo tumne ki hi nhi , phali ummar khed dusri fashi ?" Sana with confusion said " ye kya sawal hai , of course main ummar khed chose karungi " sidharth " kyu ?" Sana " kyuki ussme mujhe waqt mill Sakta hai khud ko innocent prove Karne Ka " sidharth " bas Kuch asa hi Maine aapni Zindagi mein Kiya hai " Sana stare at him and try to understand, sidharth said while looking at waves in sea , " main 8 Saal Ka tha jab mere dad ko mere hi samne Kisi ne maar dala, Woh bhut ache police officer the , unke bad main bhut Akela ho gya tha uss waqt , na mom thi na dad Zindagi bhoj lagne lagi thi , lekin phir bhi Maine jeene Ka faisla Kiya , aur Uske liye wajha chiye thi , aur ye hi wajha thi ki choti si ummar me mere hatho me ye aagya " he take his gun out and said all this , Sana get quite so he said " main janta hu , akele jeena Kaisa hota hai , issley toh parwah hai tumhari , Jo Zindagi mein akele hote hai na Woh log aksar baagi ho Jate hai " Sana " janti hu , lekin khud ko sambhala Jaye toh control ho Sakta hai , Jaise main toh nhi hui baagi " sidharth " tum bhi baagi hi ho " Sana while Collide her brows " Woh kaise ?" Sidharth " pathar Dil , gusse wali , ghamndi , Dil ko Control Karne wali phir chaye Dil cheek cheek kr bol rha ho , ki mujhe Kisi se pyar hai, phir bhi usse control Karna ye baagi hi toh hai  " Sana while making faces " kya main ghamndi hu, gusse wali hu ?" Sidharth " had hai tumhe toh sach Bolne wale pasand hai na , yehi toh sach hai " Sana get up and said while remove dust from dress , " toh Jaye dhund le koi aur Apne liye " sidharth hold her hand and said while get up " aree aree itna gussa sherani ko " Sana " sherani bhi bol rhe hai aur gusse wali bhi " sidharth with a smile " deadly combination ho tum inn dono Ka , aur ek cheez Ka bhi " Sana " kya ?" Sidharth " nhi bataunga" Sana " kyu " sidharth " phale shoes uttaro " Sana " khayenge kya ?" Sidharth " ye hi khilana tum , aur Kuch nhi , allu ke parathe bhi bas ek hi Baar khila ke rha gyi , chai bhi ek hi Baar pilayi " Sana while unaware shoes, " jyada khiyali pollao nhi pakana chiye Woh jaal bhi Jate hai " sidharth " kal mujhe chai peeni hai tumhare haath ki " Sana " dunkan nhi kholi hui hai " he take her shoes and hold her hand in his and said while walk with her " mere liye toh kholni padegi " they walking while waves touched their feet , Sana said " Kitna khubsurat hai na ye " sidharth look at her and Said " hmm bhut " sana smile and turned his face in front, and think about something . She thought " pata nhi kaise ye Safar aapse kaise  Jud gya Mr Malik, kasie aap mere liye itne khash ho gye , Aapne toh sab kuch itni asani se bata Diya Apne baare mein , lekin main , Main kaise baatau aapko Woh sab , mere baare mein Jaan Kar kaise react karenge aap , uska bhi koi idea nhi hai mujhe, lekin itna pata hai mujhe meri Zindagi Ka sach humre rishtey to khatam Kar dega , lekin main jeena chati hu Aapke sath apni aane wali Zindagi Ka haar pal , haar ek pal , bas Aapke sath , pata nhi kya Kabhi Puri hogi bhi ye humare aadhuri khanni " 

Humari aadhuri kahanniWhere stories live. Discover now