Chapter 36

752 88 16
                                    

Kaustaki was sitting at the canteen when Yoyo and his gang came there. There was a thali of aarti on his hand and a tika on his forehead. He came in front of Kaustaki and started doing aarti of her.

"What the... what are you doing Yoyo?" Kaustaki asked confusingly.

"Ohh ji Kaustaki ji main na mandir geya tha puja dene, aab PKC sir ne hume couple bana diya toh phir socha ke Devi maa ke darshan kar aau aur unhen thank you vi bol kar aau." Yoyo said happily when putting a tika on Kaustaki's forehead. 

"Usse couple nehi partner bolte hain and why are you doing aarti of me, aarti toh bhagaban ka kiya jata hain na?" Kaustaki asked confusingly.

"Aare mera bhagaban toh aap ho Kaustaki ji. Jaise pujari mandir mein Devi ka aarti karta hain waise mujhe vi aapna pujari samajh lijiye. Main aapka aarti vi utarunga aur prashad vi chadayunga. Yeh lijiye prashad." Yoyo said when forwarding a sweet at her.

"Yeh laddu hain yeah phir ball, keya isse cricket practice karte ho?" Kaustaki asked shockingly saw the jumbo laddu.

"Ohh ji yeh laddu aapke liye hain aap khau, khelo kuch vi karo." Yoyo said happily.

"Have you lost it Yoyo?" Kaustaki asked kept the laddu on the thali back.

"Ohh ji Yoyo toh aab sirf inn aankhon mein lost hona chahata hain ji." Yoyo said dreamily. Just when Sanyukta came there and sat down with a thud.

"Samajhta keya hain khudko, bada aaya challenge karne wala!" Sanyukta said annoyingly.

"Sanyu what happened?" Kaustaki asked shockingly.

"Nothing." Sanyukta replied when her eyes fall on Yoyo and his gang.

"Yeh yeha par keya kar raha hain wo vi aapne chamcho ke saath?" Sanyukta asked irritatingly.

"Wo ji Sanyukta ji jaise PKC sir ne aapko aur Randhir paji ko partner banaya hain waise mujhe aur Kaustaki ji ko vi. Issi liye prasad dene aaya tha aap lengi?" Yoyo asked when Sanyukta glared at him.

"Look Yoyo past mein jo kuch vi huya aagar uski wajah se tumne Kaustaki ka assignment kharab karne ki kousish vi kiya na toh phir main tumhe nehi chhodungi." Sanyukta warned him.

"Ohh ji Sanyukta ji yeh aap keya bol rahi hain main aur Kaustaki ji ka assignment kharab karunga wo vi unn bekar ki baaton ke liye! Aare raat gayi baat gayi aur aabhi toh hum partner hain. Keya main aapne hi partner ka assignment kharab kar sakta hu bhala! Aare main toh yeh soch raha tha ke kaise vi hume top 3 mein aana hi padega taki Kaustaki ji ka scholarship cancel na ho." Yoyo said when Kaustaki's eyes became soften.

"Okay Yoyo hum college ke baad assignment par kam karenge, hum dono hi hostel mein rahate hain toh I think koi problem nehi hogi." Kaustaki said.

"Okay ji changa ji, aab main chalta hu shaam ko milte hain." Yoyo said and left from there.

"Lagta hain sudhar geya hain aur phir khud ka hi assignment kharab karega aaisa lagta toh nehi!" Kaustaki said thoughtfully.

"Randhir jaisa log kuch vi kar sakta hain usse aapne jeet se jyada dusro ki haar mein khushi hoti hain." Sanyukta said curtly.

"Keya Randhir ne keya kiya?" Kaustaki asked confusingly.

"Iss baar usne aapna saara limit cross kar diya Kaustaki." And Sanyukta told her everything.

"Keya sindoor, Randhir ko aaisa ghatiya mazak nehi karna chahiye tha." Kaustaki said shockingly.

"Tu boll kiske ware mein raha hain Kaustu? Maine decided kar liya hain ke uske saath yeh assignment kabhi nehi karungi." Sanyukta said determinedly.

Blind Faith जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें